Each loss has a lesson

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #211 Collapse

    yes dear forex main loss aur profit donoo hain bs himat nhi harni chahay himat mardan madad khuda jo himat har gia woh kabhi forex main kam nhi kr sakta lagy raho aik na aik din zaroor kamyab ho jao gy.aur profit earning sharoo ho jay ga dont wory.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #212 Collapse

      jee han main ap se agree hon forex trading main agar ap kamyab hona chete ho to ap ko apne loss ko control kerna ho ga then hi ap iss main earn ker skaoo ge her loss ap ke lye aik sabaq hi juis main ap ko future main perhaz kerna ho ga
      • #213 Collapse

        My dear friend har loss ap ko koi na koi lesson jaror dy ta hai aur demo mai loss ker ka sekna kafe asan hai magar real mai loss ker say app ko kafe loss ho sakta hai.iss lye hamin her loss se sabaq saikhna chaye.
        • #214 Collapse

          yeah of course jab bi app ko loss hota hai to us se app ko aik lessonb milta hai or again app ko or acha karne ki zrorat parti hai or app ki mistakes point out hoti hain so app ko loss ho to sabr se kam len or next time behtr karne ki try karen and dont bi upset ....
          • #215 Collapse

            g han mery bhai aap ne bilkul theek kaha hai insaan ghaltion se hi tou seekhta hai jb bhi koi shakhs kamyab hota hai tou wo pehly ghaltiaan zarur krta hai phir agy barhta hai hamyn apni ghaltion ko nazar andaz nhi krna chahiye bal k in se lesson lena chahiye...
            • #216 Collapse

              loss jes ko be hota hai wo zara upset ho jata hai is lie forex trading main jab ap ko loss ho tu ap khuc learn ker liye kero aur tha ky ap ko next time per loss na ho jaye
               
              • #217 Collapse

                han g bilkil main aap ke bat say agree hun k jab b hum ek loss khaty hen to us say hum ko bohat he acha sabak milta hey or hum is say kuch na kuch seekhty hen k ab hum ko kya krna cheay is trah k loss say bachny k liay..
                • #218 Collapse

                  Yes friend jab apko loss hotahai to os mein 1 lesson zaror hota hai k apko loss kis waja sy howa hai ap next os waja sy loss hony sy bachty ho apni mistakes ko remove karty ho.
                  • #219 Collapse

                    han g har loss buht bara sabq hota ha traders ke liye agr wo is ko samjain aur phr samja ke trading karain to wo is se kafi faida utha skte hain
                    • #220 Collapse

                      Haan bhai zahir si baat hai hum jab bhi loss karte hain to hume us se acha khasa sabaq milta hai hum us galti ko search kar ke us se bachne ko koshish karte hain.....
                       
                      • #221 Collapse

                        Yeah Bro ! right , iss main jab bhi mujh ko loss hoa tu phir main thandy dimagh se ye sochta hn k main ne kahan galti ki kiss waja se mujhy loss hoa hia aur main uss galti ko kam se kam karny ki koshish karta hn taa k main issy dobara na duhra paon aur iss trha trader perfect hota jata hai.
                        • #222 Collapse

                          I think any experience in the trade do have to promptly studied and improved, including if we are wrong in using a strategy or a loss. Because that experience makes us be more mature in thinking and acting.
                          • #223 Collapse

                            forex business ma hum apnay har loss sa kuch na kuch learn kartay hn. or ya loss hamaray lye better ha. hamin loss ko sabar k sath bear karna cahye. or is sa hurt nhe hona chaye. forex ko samjh kar karnay ma he bhlai ha.
                            :cool::cool::cool:
                            • #224 Collapse

                              g bilkul ap log lalch jesi chezz se door raho gyn to apko loss nhi hoga, aga ap ko loss ho to ap us se lessn gain kren k apko kis vja se loss hva hai, aga ap is bat se sabaq sekh lain to nxt time us vja se loss nhi hoga apko
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #225 Collapse

                                good qustion dear g aha agr hume trading me loss ho jaye to hume mayos nai hona chaiye balke loss se hume sekhna chaiye ke hume loss kis waja se howa hai or hum is se kaise bach sakte hai next time is liye loss hume lesson deta hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X