Each loss has a lesson

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    jee janab her aik loss honey key peechey aik logic hota hey or wo aap ko tweet karta hey or aap ko bakhabar karta hey dobara loss sey bachney key lye or agar aap loss sey musalsal bachna chhatey hey thab aap risk free trading seekey or thorhi thorhi trading kya karey jis sey aap ko earning hoti rahey gii
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      my dear humein loss ya to misstake ki wajha say hota ya to humein hamari laluch ki wajha say ya to hum market ko follow nai kartey hain ya to hum fandamental news ko ignor kar rahen hotey hain aur ya to hum apney oder ka wait nai kartey hain my dear demo mein hum fake money laga kar hum apni take ki huwi trade ka wit katey hain jab tab hamari trade profit mein na ajey aur real mein hum without wait apna oder close kartey jatey hain phir loss kartey jatey hain aur phir market ko balem kasoor war nikaltey hain es mein kisi broker ka koi kasoor nai hota aur na hi market ka ye just app ki misstake ki wajha say hi hota hain his a very beautyfull and good insta forex 100% profitable bussiness
      • #123 Collapse

        that is the right that the each loss having the lesson if we will get the lesson ,if we will not learn from the mistakes then surely we will not get the success in the forex ,the success is the main and the essential and we can get the success if we will attend the forex deeply and learn from the every point
           
        • #124 Collapse

          g han bilkul sahi bat ki hai apny yar insan ko jub tak thukar nahi lagty wo nahi us wakt sekhata hamy loss to hota hai lekin hamy loss hony ki waja bhi pata chal jaty hai kay hamy kun loss hota hai hamy apnay loss say sabak sekhan chye na kay woi galti dubara dhuary hum
          • #125 Collapse

            G bilkul main sab members ki bat say agree karta hon .Kisi bhi business main kamyab honay kay liey bohat si mushkilat main say guzrna parta hai .to us main loss bhi hota hai aur profit bhi is liey har loss say kuch na kuch seekhna chahiey us main ghalti ko dhoond kay ghalti ko theak karna chahiey .so each loss has a lesson .
            • #126 Collapse

              je han app ko nuksan lesson deta hai app kase kamyab hskte ho so forex trading main ye hota hai app ager apne galityan dekhoge aur en se sekhoge tu app ek kamayab trader banksakte ho aur app ko es main kamayabi hasil hoskte hai
               
              • #127 Collapse

                bhai bilkul har loss sy trader kuch na kuch zaror learn krta ha jesa ky ap jantay hn ky har ky agy hey jeet ha essi tarah loss ky agy profit ha aur loss honay ki wajah sy trader dobra wesi ghalti nhi krta jis ki wajah sy usay loss hwa hota ha jo ky trader ko bear krna hota ha ..
                • #128 Collapse

                  forex trading main hr bar loss ap ko boht kush sekha jata hay jis say ap next time wo galti nhi karty es leay loss say preshan nhi hona chahye profit or loss karobar ka hisa hota hay hr loss koi na koi lesson chor k jata hay es business main bry bro ko loss ho jata haylakin next time humy wo galti nhi karni chahye
                  • #129 Collapse

                    is mai koi shak nahi ke insaan galitiyon aur loss se sekhta hai aur hame is forum per jo kam karta hai yeh boht risky hai aur insaan le kar he agar bharta hai is liye hame jab loss hota hai to hame pata chal jata hai ke loss ki reason kya hai isi se insaan sekhta hai aur apne maqasad ko pane mai kamyab hota hai.
                    • #130 Collapse

                      Yes dear, waqai ksi bhe qism ki loss sy dis-heard nhe huna chahy. bal'k us loss ko cover krny k liy apni mistakes ko control krna chahy. or koshish krni chahy k apni trading or achi tarha sy karen or ju bhe mistakes aap kr chuky hian wo phr na hun.
                      • #131 Collapse

                        i agree with you each loss has a lesson never to be dis appointed in any situation of loss but try to start your work with new lesson new aim and confidence it is better to practice before you start trading on live account
                        • #132 Collapse

                          yes dear i agree with you kah har nuksan k sath aik sabak milta hay lakin is may sab say barri bat yeh hay k ham ko us lesson ko yad rakhna chaiya aur jis waja say loss hua hay agr usay repeat nahe karty to phar he successful trader ban kar profit kama sakty han
                           
                          • #133 Collapse

                            ji na hi mere khyeal main asa na hi lagta app agar sarf loss main ho to app kabhi profit na hi kar sakta is lyea app ko loss se learn karna parega lakin app sarf loss hi khyenga to profit kab karenga so loss se learn kare but careful se business kare.
                            • #134 Collapse

                              dost forex main loss hamari galti se hota he ager app usi galti se phr loss hote hain to real main bhi wo hi galti krain ge jo app loss krde gi jis ka nuksan bohat zada ho sakta he
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                Dear behtreen trader wo hai jo apni her galti se seekhy , apny loss ko dil pe laga k na beth jay,, kiun k her kam me fayda or nuqsan sath sath chalta hai. agr koi mistake ho jay jis ki wja se ap ko trading me loss ho jay tu is ko positive len. kiun k next time ap wo galti nhe duhrayen gy. so apna confident loss mt hony den, aur mehnat se kam krty rhen

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X