Each loss has a lesson

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    yes every loss in forex market teches you some thing,like every lesson of life teaches you some thing,so same in forex trading market ia you some money if you are able to get the reason behain so you are able to get some lesson
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      g bro forex ho ya any business each loss has a lesson .jb forex m humry sy koi mistake hoti hn jin ki bina pr humy loss hota hn tu humy kosh more more learn krny ko milta hn .jb again hum trade krty hn tu humy sy pir mistakes ni hoti or hum success bn jaty hn
       
      • #93 Collapse

        Yes dear bilkul sahe bat ha,har loss ka koe na koe rason hota ha,or us men hamen aik acha lesson bhe mil jata ha,2nd time ham on loss say bach sgty hn,and on mistake ko sahe krny ke koshish bhe krengy, to hamen jo bhe loss milta ha un men hamen koe na koe lesson zaror milta ha.
        • #94 Collapse

          bikul forex mai har haar main koi na koi clue hota hai ke galti kuin hoe apse isleye appko koish kerne chaiye ke appne losses aur focus kerhe aur profits ko improve kerhe yehe aik tareqa hai mere nazaar main.thanks.
          • #95 Collapse

            jee bikul har galti aik lesson hai hme jo b loss hota hai wo hamre lye aik lesson hai jss e hm bht kuch sekhte hain takai agy ja k mohtat rahen ye galti dobara naa ho or profit earn kar saken
            • #96 Collapse

              salam dosto,har loss ka bad jo insan jo aqalmand ho ga wo again asi galti nai kary ga jis sa usy dobara loss ho,insan apni galti ki waja sa h loss khata hay is lye insan ko phly demo karna chahye phr real work.
               
              • #97 Collapse

                yes loss ap lesson learn krtey ho aur me to kahi lesson learn kr chuka loss ke wajha se loss insaan ko sekhta hai kasey loss per overcome krna hai.is leye ap ko chahey ke loss se dil bardahda honey ke bajaye ap ko us se lesson learn krna chahey...
                • #98 Collapse

                  dear friend ap nay acha sawal keya hay aur may ap kay haq may hu kay her loss say humain ik lesson milta hay aur humain chahyia kay ayenda wo ghalti na karian pir trade may q kay ager wahe ghalti karaingay to pir hamari trading ka kya faida
                  • #99 Collapse

                    Gi wakai har loss humain kuch na kuch sikha zaroor jata hai or hum wohi mistakes dobara repeat nahi karte because woh mistakes hamara experience bun jata hai. Agar learning isi traah say ki jaye to success bahi zaruoor mil jati hai forex main otherwise without learning key loss key chances zayada hote hain.
                    • #100 Collapse

                      g bhai jan forex trading me ak trader ko jb b loss hota ha to wo loss forex trader k lie ak new lesson le k ata ha g forex me loss b ahmiat k hamil ha g forex trading me ak trader ko jb loss hota ha to hr loss ak new lesson le k ata ha trder k lie
                      • #101 Collapse

                        main ya samjta ho k forex mein jis ko bhi loss hota hai wo us ki apni he koi na koi mistake hoti hai jis ki waja se us ko loss hota hai. iss liya jab bhi kase ko loss hota hai agar wo apna loss ki reason ko talaash karta hai aur us se learning karta hai tu doubt k wo aik din bhut ziada earning karna lgta hia kyun k loss he hum ko profit k way deta hai.
                           
                        • #102 Collapse

                          zindagi me har nuqsan insan k liye 1 sabaq ka bais zarur banta hai ab insan ki marzi hai k wo seedha rasta banaye ya dobara wohe galti ki taraf jaey
                          • #103 Collapse

                            G han bilkul. Har loss hamen kuch sikha kr jata hai. Profit aur loss is trading k 2 ehem hissay hain. is lya hamen hamesha apne losses se pareshan nahi hona chahye bl k is nuqsan se hamen seekhna chaye aur apni trading ko behtar bnane ki koshish krni chahye.
                            • #104 Collapse

                              yes sir me ap se agree hu or me bi yehi kehna chahata hu k hume apne loss se baghna ni chiaye balke ziada se ziada ise improve karne ki koshish karni chaiye or is se lesson hasil karne ki koshish karni chaiye ta ke ache paise kama sake..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                true very true each and every loss has a lesson but for those who wants to learn not for those who wants to ignore their mistakes and wants to keep on repeating them then its no use of the lessons if they are not followed and tries not to be repeated any more

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X