Each loss has a lesson

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
    If someone faces a loss in the forex trade, remember that misfortunes and hardships are also a lesson for us, every heart break and loss is a foundation of a new start, that teaches us how to perform next time.
    Jee bilkul forex mian har loss humen aik acha sabaq deta hain aur jiss say hum bahut kuch seekhny ki koshish karty hain aur future main aisy losses say bachny ki koshish karty hain so forex main har loss harmary liye naye start ki bunyaad hota hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      g han bilkul theek kaha aap ne loss ka mtlab ye nhi hota k aap effort karna hi char den balke kisi cheez me loss to aap ko lesson deta he k aage kis cheez ka khayal rakha jaye. isi trah agar forex trading me aap ko loss hua b to is loss se aap seekho ge in future
      • #63 Collapse

        hum ko ager forex ma loss hoty hein to hum ko ya loss lesson dengty hein ka hum apny gailty ko tenkh karny hum ko pher wo gailty nhe karn cheny forex bhot rick buness hein hum ko loss se banchen cheny.
        • #64 Collapse

          each loss give us a lesson what wrong have we done. what would have we done etc. that give us a lesson to be careful and it helps us to prevent us from next loss.
           
          • #65 Collapse

            Her loss mein humaray liye lesson to hota he, agar hum wo lesson lety bhi hein to tabhi wo humaray liye acha ho sakta he, agar ap loss ko serious hi na lain to hum kabhi bhi forex mein agay nai ja sakty sirf or sirf hum apny losses mistakes ko theak kar hi apni trading ko successful bna sakty hein.
            • #66 Collapse

              There is actually no short cuts to improving ones skills. You know the common adage which says "Practice makes perfect". The sames applies in every area of life, and not just to forex trade alone. Practice also involves the theoretical and the practical aspect of forex trade.
              • #67 Collapse

                mere piyare dost her loss se ham ak new chez ko sekhty ha galtiya karny se insan sekhta ha ma ap k thread k bary ma yeh kehna chaho ga k ham ko forex trading start karny se pehly forex ko best learn karna chahye tab he hm loss se bach sake gay
                • #68 Collapse

                  App ko loss app ki kisi galat strategy ya app ke lalach ki waja se huta hay aur app ko yeh dekhna ho ga ke app ko loss ke sath app ka account wash na ho aur app ko apne kisi bhi galti se kuch na kuch hasil ho jye s ko app phir dobara na kare .
                   
                  • #69 Collapse

                    mera bahi ager kisi ko loss ho jaya to ya kis ke experience bar jati ha demo account par ager practice karo ga to ap jitna loss karo ga otna he ap ke experience bar jati ha is lya ap ko chahi ha ka ap trading sa pala demo account par practie kara
                    • #70 Collapse

                      yes you are right ke har ghalti aik sabak hay lakin won traders ke lia jo market ko samjna chahte hain kyun ke forex trading main trader sirf apni ghaltion se hi seekhta hay aur profit earn karta hay
                      • #71 Collapse

                        aslam o alikum brother loss hony par humy atne tenchion nhe lene chaye. har loss hamy koye na oye subak zror data ha. insana sekhita he asy ha. our insan galte kar ky he sakhita ha. forex trading ak bohat he best business ha. yaha loss un ko he hota ha jo ya rules ke khlaf warze karty ha.
                        • #72 Collapse

                          ji han forex me loss hum ko jitna hota hai utna he hum samajh kar sambhal kar ainda kaam karte hain or hum ko hamesha apne loss se seekhna chahiye or koshish karni chahiye ke jitna ho sake utna mumkin had tak loss se bachen .
                          • #73 Collapse

                            Har lose apko aik naya sabaq dy k jata he,hamko chahiye k ham us sabaq ko zihan nasheen kr ln aur nex trade me dobara aisi ko ghalti na krn.
                            • #74 Collapse

                              Her nuqsan k pechay koi na koi ghalte zaror hote hai humein usko talash ker k usay sudhaarna hota hai taky agle baar woh chez dobara na ho or agar wo samnay ayey to humein foran yad ajaye k is ki waja sy humein kia takleef hui the.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                that is the really right that the every loss have the lesion and i think if we will learn from the losses then surely we will get the success ,for the success in the forex we must learn from the losses the losses are not the bad if we will learn from them
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X