Time changes

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #646 Collapse

    salam, bro thanks for mativation, aap ney theek kaha waqat hmaesha aik sa nahi rehta hmain himat harney ki bijaey koshish krtey rehna chaheye , wo kehtey hain na k sabar k phal mitha hota hai, or mehnat ka phal bhi zarur milta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #647 Collapse

      App ne theek kaha han g is me time ka bra chance hota ku yaha kcha time hoa hota a or out of cuntary me kch or time hoa hota ha jis se traing bnnda asani se ghr betah apny time to adjest kr k kr skta ha. or mai samajta ho k agar sham mai trading ki jay to profit or b ziada milsakta hai.
      • #648 Collapse

        no doubt there are different time frame. you can use the any time frame suited to you. further i would like to say there are two main policies short term and long term . and if you are using hour base frame than you should use short term otherwise long term policy is suitable.
        • #649 Collapse

          Forex trading min hum time ko use kar k kafi bari earning bhi le skate hin hum wait karin time ka aur kaam karte rahin es business ko seikhin aur phir es business min work karin to hum kafi kuch earn bhi kar sakte hin es business se. Hum time change hone ka wait karin.
          • #650 Collapse

            vrey good waqi ap ny bht achi baat ki hy aik achy trder ki soch bhi yahi honi chye k hamain aik baar loss ho ga mahina los ho ga ya sall bher loss hota rhy ga lkin hamain yaad rakhna chye k hamain aik na aik din forex main profit bhi ho ga ager hum himmat na harain.
             
            • #651 Collapse

              maray khiyal ma to time aik jaisa nahi rehta or specially forex me jab humen aik bar loss/profit ho tu humen na umeed nahi hona chahiay balky next time ka wait kar lena chahiay. Forex me daily base per market chalti hai or market me rozana position hoti hain hamay soch smj k fasly karny chae hain isi ma hamara faida ha
               
              • #652 Collapse

                yeah brother forex trading ma time tw change hota hi rehta hai so is k liye any time forex trading sy active rehna chaye qu k forex trading ka jab bhi time change hoga tw apko malum ho jaye ga k ap kis waqt trading kar k zyda sy zyda earning kar sakty hain
                • #653 Collapse

                  g han aap forex me koi aik time per kam na karay aur apni sahoolat kay tahet time change karay rahn.is taran aap apnay kam say boor nahi hongy.bahar hall jab bhe aap ko jo bhe time easy ho us me kam karna chahiay.
                  • #654 Collapse

                    forex market main agar pp informatio k sat inter ho ao or trade main greed na karo to app ko bohat acha profit ho jata hai
                    • #655 Collapse

                      han g is me time ka bra chance hota ku yaha kcha time hoa hota a or out of cuntary me kch or time hoa hota ha jis se traing bnnda asani se ghr betah apny time to adjest kr k kr skta ha.ap achi tarah kamyabi hasil kar saktay hain success milay gi eskay liye mehnat chaiye aik time ay ga jab ap expert hogay
                       
                      • #656 Collapse

                        Bro ap ki bat bohat lajawab ha,har insan ka mushkil wakt aik jaisa ni rehta,is k liay bharpur duaaon mehnat or lagan se har kamyabi hasil ho jati ha,to forex main b achi kamyabi ka daromadar mehnat or lagan pe munhasir ha.
                        • #657 Collapse

                          time change hota rehta hay forex business duniya ka best business hai. aur her zawal ko arooj lahak hai so hame ye yakeen rakhna chahye k agar wakt bura chaal raha hai to ek din thk ho jae ga. r kamyabi hmare qadm choome gi.
                          • #658 Collapse

                            assalam o alaikum g han dear jaisa ky hr contry ka alaihda alaihda time hai or pakistan ka bhi alaihda time hai or isi trhan hum forx me bhi pakistani time k mutabiq work krte hain
                            • #659 Collapse

                              yes brother insaan per har time waqt ek jsa nhe rehta hai bal k time badalta rehta hai or hamary apny achy or buray time ko yad rakhna chahieay is se hamay any waly waqt ke or mojooda waqt ke qadar hote hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #660 Collapse

                                g han ye to ap ny sahi kaha hy is mein mein bhi agree karta hun ap k sath is mein ager loss hota hy to ismein himat nahi harni chhye aur is mein mehnat karni chahy.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X