Time changes

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    ab time changes ho gay hay ab insan bot aige ja ray hay or bot sare ceze deagne ma aye hay ab time bot strong ho gay ab poor aidmy kay cur rich pal sy bot age hay or ?
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      ap nay achi post ki hai k insan ki zindagi main kai changes ati rehti hain sb time aik jaisa nai rehta, koi time us k liay bht acha hota hai aur kabhi us k liay bht mushkil ho jata hai is liay us gabrana nai chaiye aur problems ko face krna chahiye.
      • #78 Collapse

        yes dear ap nay bilkul theek kaha kay time kabhe aik jesa nahi rehta hay chahay koi si bhe field ho, agar humain aaj forex main loss ho raha hay to ye zaroori nahi kay kal bhe aapko loss he ho, kyun kay waqt aik jesa nahi rehta, kabhe acha to kabhe bura bus humain hope nahi chorni chaheay...
        • #79 Collapse

          u r right market mai time ek jesa nh rehta har waqt har lamha change hota rehta hai aj ap lose mai hain to ye zarori nh ka kuch din baad b apko lose hi ho ga time change b ho sakta hai is liya khud pe yakeen rakhy k apka b goood time aey ga
          • #80 Collapse

            yr forex me hum apna time ager part time dena chate hain to woh b dy shakte hain ager hum forex me full time dena chate hain to woh dy shakhte hain time forex me change hum khud ker shakte hain
            • #81 Collapse

              time k sath sath things chez hoti han har wqty rate change hoty hn kabhi ups or kabhi downs isi leay time k sath sath trade change kerni chaheay or soch samjh use kerni chaheay
              • #82 Collapse

                han g ache trader ke liye koi bi time specific ni hota wo is apni knowledge and experience se har time trading kar skta
                ha kyunke us ke pas itna knowledge hota hia ke wo har time trading kar skta hai
                • #83 Collapse

                  Yes you are absolutely right, trading krne ke liye har trader ke liye time aik jesa nai rehta agar woh tarding ke doran koi mistake karta hai aur usse loss hojata hai to usse trading se disappoint nai hona chaye kiun ke hum time ko change nai karsakte apne past ko wapis nai laskte, agar woh kal unexperinced tha aur usse loss howa to woh agge ja ke successfull bhi ban sakta hai aur apni life ko change karsakta hai phr jis tarah woh pehle tha usse aik dam change hojata hai isliye hamen is main kuch paane ke liye proper learning aur struggle ki zarorat hoti hai take hum apni mistakes se seekh ke trading main apna aik nam bana saken.
                  • #84 Collapse

                    forex trading main hmian hmesah loss ya prfoit ni hota rehta hey hm ager shuro shuro mian loss kertye hain to hmesah us bat sey hope ko ni chorna chhaiey aur hard work kerna chhaiye kyun keh sairf isi wja sey humapney bad tim eko ek achey time main change ker sktey hian
                    • #85 Collapse

                      Jee han kabi b time aik sa nehi rehta ager bura time chal raha hai tou acha time b aa jata hai so kabi b mayoos nehi hona chaheye aur apni mehnat jari rakhni chaheye aap ke mehnat kabi b zaya nehi hoti aur ager aap consistently mehnat kertay rahein tou aap aik din zroor wo gain ker letay hain jo aap hasil kerna chahatay hotay hain.
                      • #86 Collapse

                        Time changes that's true but our skills endures .. If we put our skills in better way in forex trading, we completely achieve what we think we lost .. For this be cool and try to seek new ideas to overcome our lost in trading ..
                        • #87 Collapse

                          Asallam o Alekum , apki baat sey brother yehi possibility nikalti hain k ya tou humarey pass abhi jo hai vo bhi nahi hoga kal ko ya isey zada mil sakta hai ya jo hai usi state mein rahey gey
                          • #88 Collapse

                            bhai main app ki baat se 100% agree karta hon k time change hota rehta hay aur aur jo time guzar jay chay wo acha ho borwa wapis nahi ata aur forex main tu kuch be ho sakta hay
                            • #89 Collapse

                              g bhai ap ne sahi kaha waqt hamesha ek jesa nahi rehta waqt change hota hai lekan isse chagne krne k liye hammein har waqt waqt ki qadar krni chahiye or isee apna qeemti aasasa samj kar is se faida uthana chahiye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                fantastic baat kahi hai aap ne . ke hame sahi waqt ka intizaar karna chahiy e. jab bee hame lost hojay eya hum musalsal lost me ja rahe hai to hum ko intizaar karna chahiye . ek din esa bee aayega ke hum ko har trade me profit hoga . aur hum ye bhool bee jayenge ke hum ne kabi lost bee kia ta..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X