Mistake are way to learn
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mistake are way to learn
    Dear yah bat to ham janty hai k forex aik bohat he risky kam hai or ham us se us time tak money earn nahe kar skty hai jab tak ham forex k risk ko cover na kar lain. to is lai hamain us risk ko cover karny main baz okat mistake ho jaty hai or ham ko market theak andaz main samjh nahe aty hai. to ham us time worry ho jaty hai q k ham ko loss ho raha hota hai. per ham ko aisa nahe kanra hota hai. or ham se jo mistake ho jaty hai ham ko un se learn karna hota hai taky ham next time yah mistake na karin
    or aik mazeed bat k mistake sab log karty hai. chahy wo new yah ya old loss hota hai per ham ko is loss se worry hoeny ki zraoorat nahe hai balky us se kuch seekhny ki zaroorat hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mistake are way to learn

    اصل پيغام ارسال کردہ از: riaztrader102 پيغام ديکھيے
    Dear yah bat to ham janty hai k forex aik bohat he risky kam hai or ham us se us time tak money earn nahe kar skty hai jab tak ham forex k risk ko cover na kar lain. to is lai hamain us risk ko cover karny main baz okat mistake ho jaty hai or ham ko market theak andaz main samjh nahe aty hai. to ham us time worry ho jaty hai q k ham ko loss ho raha hota hai. per ham ko aisa nahe kanra hota hai. or ham se jo mistake ho jaty hai ham ko un se learn karna hota hai taky ham next time yah mistake na karin
    or aik mazeed bat k mistake sab log karty hai. chahy wo new yah ya old loss hota hai per ham ko is loss se worry hoeny ki zraoorat nahe hai balky us se kuch seekhny ki zaroorat hai.
    Asalam-o-alaikum dear forex forum members bikul ap ne bohat achi bat ki hy. Ham jab business start krty hn tu hamain market ko achi tarha analysis kr lana chahiye ta k humain lose na ho. Lakin jab hamain lose ho raha hu tu ham bikul hi samajhna bhol jaty hn r phir hamari es mistake ki waja se hamain lose ho jata hy s liye hamain business mn bikul sajhdari se work krna chahiye r mehnat krni chahiye taky ham kamiyab ho saky.
    • #3 Collapse

      Re: Mistake are way to learn

      Gi bilkul apki bat bilkul thek hay Forex main mistakes hona koi galat bat nahin hay but un mistakes ko ignore karna or unko na sudharna galat hay kunka insan apni galtiyon say he sikhta hay jab tak insan apni khamiyon or galtiyon ko sahi nahin karta tab tak wo kamyabi hasil nahin kar pata Forex main bhi har kisi say he galtiyan ho jaten hain but hamain kabhi bhi un galtiyon ke wajah say mehnat karna chorna nahin chahiya balka or zyada mehnat or lagan say kam karna chahiya or koshish karni chahiya pahla ke hoi galtiyon ko dubara na dohorana ke is tarhan ham mistakes say learn kar payan gay
      • #4 Collapse

        Re: Mistake are way to learn

        brother ap nay buhat hi achi bat ki hai kay galti sikh hai humaray liye aur ap ko tu pta hi hai kay forex kitna zayada risky bussines hai aur hum say buhat si mistake ho jati hai jab hum apna dehan pura ka pura forex may invest nahi kar rahay hotay tu ager hum say koi bhi galti ho jati hai tu humay us ko le kay pachtana nahi hai bulkay humay apni galti say sikhna hai aur dobara galti karnay say bachna hai ta kay humay kamyabi hasil ho.
        • #5 Collapse

          Re: Mistake are way to learn

          Asslam O Alaikum Dosto umeed karta hun aap log khairiyat se honge aur Forex se jyada se jyada profit hasil kar rahe honge Ji Bhai bilkul Galti sai insan hamesha Seekhta hai isliye Apni Mistake ko Darust karen or Mistake Repeat na karen Shukriya
          • #6 Collapse

            Re: Mistake are way to learn

            Assalam o alaikum to all forex members umeed karta hu kai sab friends khariyat say hon gay g haan bilkul ap nai bhoat he achi baat boli hai kai mistakes say hum bhoat zayada learn kartay han friends hum say mostly mistakes ho jaati han humay chaie kai hum in mistakes par focus karay kai ya hum kyin hoi han or in par focus karnay kai baad humay chaie kai hum in mistakes ko door karnay ki koshish karay or in mistakes say learn karay or ya baat mind mein rakhay kai ya he mistakes next time ap say na ho shukriya.
            • #7 Collapse

              Re: Mistake are way to learn

              G hy bilkul forex bht hi acha sa business hy jb hm is main kam start krty hy to hm market ko acha analysis krna chya ta KY hm sa loss na ho lykn phr bh hm market semjh nhi ati or loss Ho jaty hy is Lia hm apni mistk ko lren krna chya hm dubr wo mistk Nhi krni chya hm acha sa market ko analysis kr ky phr kam krna chya tb hi kamyb Ho ga
              • #8 Collapse

                Re: Mistake are way to learn

                dear apki baat bilkul theek hay k agar ham is makreet main kaam kartya hwuay achi learning say acha kuch achhtay hain to usk liye hamko is makreet main kaam kartay hwuay ham say jo jo muistakes hoty hain hamko un say achay say acha leanr kartay hwuay is makret main apnay knowledge o behtar banatay hwuay kaam akrnay main ziada earning hay aur agar ham har aik trades main mistakes kartay hain aur agar ham is makret main kaam kartay hwuay har aik trades say leanring akrnay ko apna aik lesson bana kar kaam kartay hain to hamaray liye is markeet main kaam akrtay hwuay isay samjhn abhi assn hay aur aisay kartay hwuay ham is makret ko aur bhi achay tareekay say smajh saktay hain jisk liye jitna ziada hos ata hay ham is maret main kaam akrtay hwuay sirf iski reality ko he agar ham bayan kartay jatay hain to ham is makret main kaam kartay hwuay sirf aisa kanray say he is mai kamyab ho saktay hain jisk liye alzmi hay k ham is makret ko samjhnay main kabhi koi mistkaes na karian aur jo ho jayen unko leanr kanray main he hamry suucess hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Mistake are way to learn

                  Assalam.o.alaikum good morning dear forex members g han dear forex members apki bat blkul drust hy Pakistan forex forum me kam krne kalye apko forex k rolls ko follow krna chahiye forex k rolls ko smjhna bht zrori hy Pakistan forex forum me kamyabi hasil krni hy to apko chahiye k apni mistakes ko khtm krein apni mistakes ko improve krein apni mistakes se sekhna chahiye na k mistakes ko ignore krna chahiye
                  • #10 Collapse

                    Re: Mistake are way to learn

                    mistakes he learning ka zroya bunti haai es liye agar hum say mistkaes ho jay to humain in say achay say learn kurna chahaiye agar hum es trah say achaay say learn kuray gay or achay say hum es main apna kam kuray gay to humain asani say es traha say success gain ho jay gii to achay say humain apna kam kurna jari rukhna chahiye or humain es main zyada say zyaada apni mistakes say learn kurna chahie agar hum es main learning ka kaam jari rukhay gay to hum adsani say success bhi gain kur pay gaay
                    • #11 Collapse

                      Re: Mistake are way to learn

                      Mistakes hona koi ajeeb bat nahi hai basically jab hum mistakes krty he to hum wo baten dig out kr rahy hoty hen k wo kya kam hen jo hum ne nahi krne hen. Agar hum apni mistakes ko note krty rahen or future me in sy ijtinaab b karty rahen to hum boht sari galtiyon sy bach sakty hen. Ab ye hum par depend krta hai k hum apni mistakes ko apni hikmat amli men shamil krty hen ya in ko control kr k apni trading men behtari laaty hen. Agar hum apni mistakes ko control kr len to koi mushkil bat nahi hogi k hum ek achy trader ban saken or acha trader ban'ne k sath he hum apni life ko b asan ban saken gy.
                      • #12 Collapse

                        Re: Mistake are way to learn

                        Mistakes sa learn karna he aap ko ak Acha tarder bana Sakta hai ku kay jo Trader apni Mistakes Ko ignore akrty hain us kay liya kamyabe hasil krna Mushkil ho jata hai aap ko Chaye kay jab aap aap Demo ak use akrein toh uss main Apni Mistakes Ko Correct karein or Is kay abd he aapna Real Account Open akrein jab aap ka Market main Aisa karny say Aap ke Mistakes Best ho sakti hai or aap ko Achay Say iss kay bary main maloom ho ga Kay ap nay kaha per Mistakes ke hai iss atarh aap Apni mistakes say Wo kuch learn akr sakty han jo kay aap ko Koi or Nahi seka Sakta hai iss liya mistakes ko kabe Be Lightly na liya karein.
                        Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
                        • #13 Collapse

                          Re: Mistake are way to learn

                          hamy apne mistakes ko kaatem kar ky kam karna ho ga hum is mai apne marze sy time tbale bana kar kam kar sakty hain h um is mai apny boss kud ap he hoty hain yai aik asa busiens hain jo ky kabe be katme nahoi ho ga hum is mai bager balance aaccount bana kar be kamka sakty hain yai aik aasa business hain jo ky kabe be katme nahi ho ga
                          • #14 Collapse

                            Re: Mistake are way to learn

                            agar aap Forex trading per kam kar rahe hain aur aap se koi mistake Ho jaati hai to isase pareshan Na Ho aur apni mistakes ko avoid karke kam Karen kyunki mistake se aapko bahut acchi learning hoti hai aur agar aap apni mistakes to avoid karenge aur use acchi learning hasil karke kam karenge to aap ho chal ek professional trader man jaenge ISI tarah new aane wale members for chahie ke vah Forex forum per senior score follow Karen aur unki mistake se bahut acchi learning hasil kar sakte hain aur jo mistake unhone ki hai usko invite kar ke kam kar sakte hain aur jo mistake unki Hain use acchi learning hasil karke kam karenge to aap bahut jald ek professional trader Ban jaenge aur bahut acchi learning karenge Forex trading reliable hai aur bahut hi achcha bonus deta hai ismein koi bhi shortcut nahin hai aur aapka hard work ki aapko ismein success dila sakta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Mistake are way to learn

                              ge bilkul kisi bi kam me agar ap mistake karty hain to apko is mistake ko repeat ni karna chahye , kosish karen keh ap apni mistake se learning karen . aur learning karny ke bad future planing karen keh apki mistake repeat na ho . forex me whe log kamyab hoty hain jo achi learning karty hain aur apni mistakes ko repeat ni karty . mistake ko karna koi ghalat ni hota laken inko repeat karna ghalat strategy hoti hy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X