Greed for knowledge is the best

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    Acha questiin hy ap ka lalach buri bala hy ya to sub janty or manty b hain baaz okaat to insan lalach karta hy to usy faida hota hy phr us k ander or lalach janam leta hy jo us k liye nuksan ka bais hota hy ma to kahta hu k lalchi logo k liye forex nai hy. Forex boht acha business hy lakin lalch k bina
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      greed is business me karna galat hain aur na he greed k sath ap koi kaam nahi kar sakte hain... lakin greed of knowledge is not very bad.. agar hum negative na le aur positive me le kar kare tu its goood for us.... forex trading world k bre businesses me se ek hain.. is me knowlede aur experience bohat zarori hain... forex trading emandari se aur proper karna acha hain isme greed aur lalach se kam karna galat hain
      • #123 Collapse

        great saying hamain greed ko positive way mai use karna chaheay apni knowledge barhany k liay,is say hamari skills develop honge aur hum successful trader ban paen gay
         
        • #124 Collapse

          hame trading mein greed hona chahye lekin wo sirf knowledge ke lye hone chaye agr ap trading mein greed kr rahe hai paiso ke lye ki tu ap ko us ke lye trading ko aur better krna hoga market ki direction ko follow kre aur trading ko aur understanding banaye sirf greed krne se ap ko koi profits generate hona start nhn hojayenge
          • #125 Collapse

            yes as we use the word greed in a negative manner and always advice others to avoid greed but the word greed is the best one for getting successful knowledge and to be more success full in our future and as greed for knowledge is the best
             
            • #126 Collapse

              greed sai waise to humain bachna chaiye lekin agar hum si forex ko jane or phr trading krain to koi mushkil ni hosakti.aj kl to online forex classes milti hain,forex books hain ap ko seekhne main koi masla ni ap aik ache trader bn sakte ho forex ko learn kr k.
               
              • #127 Collapse

                bilkul ilm hasil krny ki bhook buhat zarurii hy is sy hamain buhat faida hota lekin jb ap lalchi hokr earning krnge to apko faida nhi balkay age chal nuqsaan uthan hoga
                • #128 Collapse

                  haan yeh bth bhe sahi kaha kay humy ekm and learning k ley greedy hona chahey. yane jub humy ehsas hojy k learning se he asal success mwelti hy toh per hum must esko hasil krngy oor har kese se pochngy..
                  • #129 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                    We all use the word greed in a negative manner always, but think what if we use this word in seeking knowledge, the whole meaning of it changes certainly, thus the greed for knowledge is actually the best.
                    G han ap ki baar ri8 hai,.greed for knwolegde boht he achi baat hai kun k is se humein he faaida hota hai humari knwlegde mein izafa hoita hai,trakki k lye janna aur seekhna bhut ihm huta hai.,
                     
                    • #130 Collapse

                      trading main hamain laalach paisa kamanay k liye nahi balkay knowledge hasil krnay k liye krni chahiye agar hum trading k liye greed krein gay to hamain profit km aur loss zayada ho jaye ga baaz okat hamara balance b zero ho jata hai.
                      • #131 Collapse

                        bhai greed sa aap knowledge hasil kar saktay han lakin greed paison k mamlay ma aap ko nuqsan pohancha sakti hai humay hamesha greed ko positive le kr kam karna chahiay agar hum isay negtive len ge to humay acha nuqsan ho ga
                        • #132 Collapse

                          Forex k business mein jo bhi greedy hota hain un k liya iss business mein koi bhi jaga nahi hoti hai kyun k jab bhi wo trading kara ga tu un ko loss he ho ga. forex mein greedy knowledge bhut bad thing hai. forex mein jo bhi greedy banta hai tu us ko loss bhut ziada hota hai aur aksar forex mein greedy ho jata hai kyun k iss business mein bhut ziada profit hai.
                           
                          • #133 Collapse

                            Friends! yeh Rule sirf Forex Market nahi duniya ke her business je liye most reliable profit earning quote hey. aap ke paas kisi bhi field ki jitni zyada knowledge hogi aap us meyn utna he risk-free houn ge. or forex meyn minimum loss ki situation hona matlab maximum profit & that's ideal!
                            • #134 Collapse

                              Yes dear , hum Forex Trading ko jitna learn karey gaye utni hi benefit ho ga. Forex Trading main successful honay kay liye knowledge aur experience ki zroorat hoti hay . Demo accoutn aik best source hay jaha say aap Forex trading ko practically learn kar skty hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                yes you are right greedyness for money is very bad thing in our nature which destory your personality but the greedyness for knowledge is very good thing in our nature which build your life and personality
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X