Sabar or tahamul
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #691 Collapse

    sbar bradashat or tahmal forex trade ka laya boht eham ha.forex main kuch trader har waqt ye sochta rahta ha ka buness or prsofit kiu nahe mil raha ha.forex main kamyab ho je warna ap loss kar jao ga kun ka market sa kamana asan nahe nahe .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #692 Collapse

      forex mai karobar karny k lye patience chaye kio k is k baghair ap kamayb nai hi sakty is lye tension lainy sy kuch nai hota relax rahin aur markrt py nazar rakin tab ja k ap kamyab ho sakty hai.otherwise ap ko hamesha nuqsan uthana pary ga.
      • #693 Collapse

        jee bilkul forex main sabar ka ek buhat important role hae... agar yahan insaan jald bazi se kaam karta hae tou wo apna buhat nuqsaan karta hae.. kynk yahan forex main trading kartay waqt apko apne emotions ko control main rakhna chahyie.....
         
        • #694 Collapse

          Trading main sabar se kam lena chaye qun ke sabar hi ap ko success deta ha trading main, jb ap sabar nahi krte market thore se profit main jati ha to ap ka aik galt kadam apko bohat nuqsan de skta ha.
             
          • #695 Collapse

            Bahi sabar aur thamu bhout he zarori cheez hai har mohamaly main aur iski tou humhain being a muslim isalm b tahleem deta hai aur yad rakhain koi b kaam jo sabar o tahmul say kiya jata hai us main kabi b aap ko nuksan nae uthana pary ga uss kaam main inshalllah ap kay liye faiday he faiday hon gay azama kay dekh lain sab dost.
            • #696 Collapse

              kisi b kam main kamyaab hony k liy zrori hy k hum saber ka muzahira krin kiun k tab hi hum us kam k bary main koi acha faisala ly paaing gy isi trha forex main b hota hy
              • #697 Collapse

                jee han dostoun mera is bare may yeh khayaal hay kayforex aik best busineess hay jis may kaam acha hay tawajja bhi dayn aur aik kamiyaab trader bun sakts hain aur sabar aur tahammul zaroori hay
                • #698 Collapse

                  Haaaannn Ye to Forex trading may kamyabi ka sab say bara gur hay is key baghair to koi bhi trader expert nahi ban sakta aur achi earning bhi nahi ker sakta kiun kay market may sabar kerna aur achi strategy ka wait kerna hi asal earning hay her waqat bhi market may trading nahi kerni chahiye kiun key market ka kahaan move ker jay ye kisi ko bhi pata nahi hay bus apnay experience say strategy ko samajh ker he trading kerni chahiye. Good Luck.
                  • #699 Collapse

                    dear forex tradin me haumy sabr say kam lyna chyyie or dil say kam krna chyyie q k ye b akl business ha or business tazi or lkalch say nai hoty blkky tahambl or sabr say hoty hain .
                    • #700 Collapse

                      G ap bilkul theek kah rahe han k sabar or tahamul is forex me bohat ehmiat ka hamil ha hamen sab se phle to demo account pe practice karni chahye or phir hamen trading karni chahye hamen profit hi hoga .ispe hamen preshan nhi hoona chahye.
                      • #701 Collapse

                        in forex trading if a trader one to get success then he have to work hard and take some pratice because in this a trader have to keep patience and practice because without this no one trader can get success in forex tradign
                        • #702 Collapse

                          ji ha forex ik bahot bara online business ha.or sath sath ik risky business bi ha,is leye forex pe work karne k leya ap ko sabar or tahamal sy kam lena ho ga,agr ap ka loss ho jay tu sabar sy kam le .or gor karen k kis mistake sy loss howa ha or us mistake ko door karen.
                          • #703 Collapse

                            yes brother.. forex trading men sabar-o-tahammul bht he ziada ehmiyat ka haamil hai.. aksar traders sabar k bajaye jald bazi or lalach krtay hain jis ki waja se nuqsan men rehtay hain! is lie unko chahiey k apna kaam sabar-o-tahammul se jaari rakhain.. yehi sabar-o-tahammul inko kamyaabi dilayega!
                            • #704 Collapse

                              Forex ma sirf wohi log kamyab ho sakty hay jin ko sahi experience hay ya phr jin kay pass behtr balance hay aur us ma profit karny kay lia hum jab trade open karty hay to wo trade hamy yak dam profit nahi balkay hamko us ma bhi sabar or tahamul sa kam lena chaiye hota hay aur forex ma sabar apka sab sa bara protected shield hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #705 Collapse

                                g han forex main agr hum fully sabar aur tahamul se work kartey hain to phir yeh bohot hi acha hota hey aur is sey hum forex main achi trha se work kar asktey hain aur is main hum kabhi bhi fail nahin hotey hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X