forex mein spread
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex mein spread
    mera sab trader say ye info hai k dear ap trading us pair pr kia krein jis ka spread bahut kam ho agr ap high spread pr trading krein gay to phir ap ko profit bahut mushkil say ho ga q k moving ba mushkil spread hi pora kry gi is liye ap low spread wali pair pr order lagain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yes hmaray liy wo pair he best hota hai jis ki speed low hoti hai agar hum high pair par trading karen gy aor hmaray pas experience bhi nahi hai tou hum just loss ko face karen gy aor yeh karna nahi chahtay so low speed walay pair par trading karna ziyada best hai
    • #3 Collapse

      bhai jaan is insta broker main currency main 3 points ka spread hota hai and hum agar gold main trade karty hain to us main hamain high spread hota hai so hamain bohat he soch samjh k trade karni chaye.
      • #4 Collapse

        forex trading is a world wide online business it has loss and profit too it is highly risky business forex main jo spread hoota hay yeh broker ka comession hooota hay.
        • #5 Collapse

          Assalam-O-Alaikum me khud bhai jan akser ye baat karti hoti hoon kay hum ko trading sirf aur sirf major currency pairs me he karni chahiye q kay in ka spread km hota hay aur in me earn karna bohat he asan hota hay.
          • #6 Collapse

            g bhai forex mein spread asal mein buying price aur selling price ke darmiyaani farq ko kehte hain aur ye broker ham se apna commission lene ke liye rakhta hai aur iske zariye wo apni earning karta hai.
            • #7 Collapse

              forex trading mien spread hota he or har trade par hota he kiun ke jis broker ke through ham trade lagate hien vo ham sey us ka spread lieta he or kiun lieta he vo is liye ke ham us broker ke through trading karte hien
              • #8 Collapse

                gee bhai forex trading mein spread to sb currencies ke same hote hein aksr aur metal pair aur kuch pairs stockes ke jo hote hien un ke spread aur hote hein lakin hmein apne trading mein fiada hota he aur spread ko ziada nhe hota he woh market ke movement ke sath profit mein a jata he
                 
                • #9 Collapse

                  my dear agar ap km spread waley pairs k sath trading krna chahte ho to kr sakte ho yeh ap ki choice hai is liye ap majors pairs k sath trading kro q k in ka spread buht hai but jin ka spread kuch ziada b hai to un mein b achi earning mumkan hai
                  • #10 Collapse

                    gee bhai hmein apne trading mein spread sb fix die jate hien aur hm apne trading mein acha kam krein aur apne trading mein sahih market ke sath chlein hmein apne trading se acha profit hota he aur hm ko apne trading mein ziada risky trading nhe krne he hemin apne trading tasle se krne se acha profit hota he
                     
                    • #11 Collapse

                      New comers ko chaheye keh woh aisi currencies aur commodities use krain, jin ka spread kam ho. ziada spead wali currencies use krain gey to jahan acha profit bananey key chances hotey hain wahan big loss key bhi chances hotey hain. Is leye start main commodities main kam nahi karna chaheye aur currencies main hi trading krni chaheye.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Gee mery bhai forex market mai spread ko check krnay ky bad. ap broker ko jion kray. kyu k spread zada ho gy topu ap ka profit kam ho gy. tou ap ki earning zada ho gy.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X