Serious attitude is a must-have
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    Jab tak forex main hamara serious attitude nahi ho ga profit karna bohat hi mushkil hai aur agar buy karinge to sell ho aur sell karinge to market buy main chali jaey gi lehaza first acha knowledge gain kia jaey tab hi profit ho sakta hai.
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      forex trading ek real business hy ye hum sab janty hn or ess business m bohat sary log loss kar ty hn ye b ek haqekat hy, ess buisness ko hard samjh ny sy kuch nh hoga hum ko chahie ky ess business ko relex ho ky karin or serious hony ki koi zarorat nh hy loss profit tu business ka hisa hy.
      • #123 Collapse

        buhat se log iss waja se bhi chor dety hain k forex un ki samajh mein hi ni aata aur na hi wo theek se seekhny ki koshish karty hain,forex ko agar theek se samjha jay to buhat asan kam hai.
        • #124 Collapse

          dear meine to aise traders k baray mein nahi suna meine to forex ko jitna bhe gour say dekha hai is mein 95% users loss he uthatay hain jis ka faida wo 5% log uthatay hain jo k forex mein expert hain yeh ek game say mushabihat rakhta huwa business hai
          • #125 Collapse

            yes brother serious atitude buht hi zaruri hy trading main app ka mukamal focus jub tak trading main na ho ga app kabi earning nai kar sakty hyn and yeh mumkin hi nai k app apni trading main investment kar k bhol jao happy with trading my dear friends
            • #126 Collapse

              OFcourse brother forex main agar aap enter hotey ahin to phir apko is main always series attitude dikhana parta hey aur jab aap isko sahi series samjh kar is main work kartey hain to phir aap is main zaroor kamiyab ho jatey hain.
              • #127 Collapse

                yes dost forex trading mein serious attitude ki buhat ahmiat hy Q K sirf money invest karny sy kuch nahi hota ap ko hard work karna hota hy or us k liy ap ka serious attitude hona buhat zarori hy
                • #128 Collapse

                  g han sai kaha bilkul bht se log shuro me shoq se invest karty hain lakin aahista aahista wo bezar ho jaty hain sth hi ye galat bat ha yar ap ko invest karny k liye serious attitude k sath kam krna parta ha
                  • #129 Collapse

                    Ji bilkul ......forex me agar hum acha capital laga rahe ha to humhe full concentration se kam karna hoga ...aur apna attitute bilkul serious rakhna hoga kam me aur full concentration se kam karna hoga tab hi hum forex me acha profit bana sakte ha
                    • #130 Collapse

                      fx me agar sirf funds laganay declare achievements milti for you to ameer sign ameer declare ameer tar hotay jatay. aur ghareeb sign ghareeb declare ghareeb tar. yaha pay out hame cash okay sath sath sakht mehnat ki zrorat hoti hai.
                      • #131 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: wajidali پيغام ديکھيے
                        forex me agar sirf money laganay say success milti to ameer log ameer say ameer tar hotay jatay.aur ghareeb log ghareeb say ghareeb tar.yaha pay hame capital k sath sath sakht mehnat ki zrorat hoti hai.
                        Haan bhai zahir si baat forex me sirf paise lagane si success nahi milti hume forex me usi waqt kaamyaab ho sakte hain jab hum forex me ziyada se ziyada mehnat karen ge.....
                         
                        • #132 Collapse

                          Jee haan mere bhai aap ne bohat achi baat kahi aur zada tar ye ghalti new traders kay sath hoti hai aur wo iss baat ko samjhay baghair real account me trading shuru kar detay hain kay aap ko iss kaam mein full concentration deni hai chahay aap thori der kay liye hee kyun naa dein but full concentration
                          • #133 Collapse

                            gee han i agree forex trading mein serious attitude bohat he zaroori hay humein is kaam ko baki online work jesa nahi leena chahaye is mein hum apna ek goal set kartay hain or osi hisaab say strategy bna kar order lagatay hay
                            • #134 Collapse

                              g han jab aap forex ko join karte hain to aap ko ise aik proper business ki taran laina chahye aur ise game ki taran nahi laina chahye kyun ke is main aap ki invesment hoti hay is lia proper sekh kar hi ise shoro karna chahye
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                yes brother you are right .. serious behaviour aik must have thing hai ,, kyun k ye business thora sa tough hai ,, trading k doran bohat say ups and down ate hai jin say banda confuse ho jata hai .. jis k liye lazmi hai k ap ka attitude serious ho .. aur ankhen khol kar har difficulty ko tackle karein so that loss say bach saken

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X