Loss aur profit life ka hissa hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss aur profit life ka hissa hain
    Loss aur profit life ka hissa hain is liye apko preshan hone ki zrorat nhi hai bulke apni mehnat ziyada kren
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss aur profit life ka hissa hain

    Assalamu alaikum hum jab bhi Koi business karte Hain to usmein hamen nuksan hota hai ya profit ya hamari jindagi kaisa hai kyunki jab ham kisi nuksan ya profit sahi nahin gujarenge to hamen uska ilm nahin hoga Kya yah kya chij hai jyada hamen nuksan ho jata hai to hamari kisi galti ki wajah se hota hai to hamen chahie kya Ham usko ulti ko dubara repeat na Karen aur jyada se jyada mehnat karke apne account ko recover Karen recover karne ke liye hamen jyada se jyada forex forum per post karne ki jarurat hoti hai jab Ham jyada post karenge tab bhi Ham jyada kamyab Ho sakenge
    • #3 Collapse

      Re: Loss aur profit life ka hissa hain

      Loss or profit life ka hissa hai yah Baat To aapane bahut hi acchi sher ki hai yah aapki baat Hamen bahut hi jyada pasand aayi hai ji han loss or profit life ka ek han sahi hai Jaisa ke loss hone Ki Surat mein mayus ho Jaate Hain aur profit hone Ki Surat Mein Ham happy Ho Jaate Hain Yahi to Hamari life ka ek Aasan hota hai lekin Ham loss hone Ki Surat Mein mayus Kyon hote hain Hamen is Aisa bilkul bhi nahin karna chahie loss To Ham mein ho jata hai lekin Hamen Dua Karke aur mehnat Karke Dobara se koshish Karni chahie aur koshish Karke Kamyab hokar Achcha profit Hasil karna chahie Hamen bilkul bhi loss se mayus nahin Hona chahie Bhar Ke Jis Tarah Ham profit Hasil karne ke bad happy hote hain ISI Tarah Mein loss may be happy hi Hona chahie
      Ager Post ache lagi ho to thanks zaror den
      • #4 Collapse

        Re: Loss aur profit life ka hissa hain

        G han apki bat bilkal thek hy loss or profit bussniss ka hiss hen koi bhi business ho us main loss or profit dono hoty hen es liye humen loss ho jata hy to humen dill chota nhi krna chaeay blke pehly se ziyada mehnt krni chaeay or humari jin mistakes ki wjha se humen loss hota hy un mistakes ko cover krny ki koshish krni chaea tb hi hum successful ho skty hen or acha profit hasil kr skty hen
        • #5 Collapse

          Re: Loss aur profit life ka hissa hain

          Ji han forex members loss or profit Har business ka hissa hote hain isliye Hamen ghabrana Nahin chahie Hamen Apne loss ko recover karne ki koshish Karni chahie Agar Hamen loss Ho Jaaye aur profit Hasil karte waqt Hamen overconfident Nahin Hona chahie balke apni mehnat ko continue Rakhna chahie Taki ham Forex trading business Mein Kamyab Ho
          • #6 Collapse

            Re: Loss aur profit life ka hissa hain

            ji han bilkul theek Baat kahi hai aapane Business mein loss aur profit yah Sath Sath Chalte rahte hain aur Hamare andar ine donon ko bardasht karne ka Hosla Hona chahie Kuchh log yah Chahte Hain Ki unko sirf profit Mile aur kabhi bhi loss ka Samna Na Ho Magar Aisa Mumkin Nahin Hota vah Jab Ham koi bhi karo bar Karte Hain To usmein Kabhi profit hota hai aur Kabhi loss hota hai isliye ine donon ko face karna sikhen Yahi business ka asool hai.
            • #7 Collapse

              Re: Loss aur profit life ka hissa hain

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Zipper پيغام ديکھيے
              Assalamu alaikum hum jab bhi Koi business karte Hain to usmein hamen nuksan hota hai ya profit ya hamari jindagi kaisa hai kyunki jab ham kisi nuksan ya profit sahi nahin gujarenge to hamen uska ilm nahin hoga Kya yah kya chij hai jyada hamen nuksan ho jata hai to hamari kisi galti ki wajah se hota hai to hamen chahie kya Ham usko ulti ko dubara repeat na Karen aur jyada se jyada mehnat karke apne account ko recover Karen recover karne ke liye hamen jyada se jyada forex forum per post karne ki jarurat hoti hai jab Ham jyada post karenge tab bhi Ham jyada kamyab Ho sakenge
              Ji han bhai aapane bilkul theek Kaha loss aur profit Hamari life ka hissa hai Hamen mayus Nahin Hona chahie Agar Hamen loss hota hai to isliye Hamen koshish Karni chahie ki Ham acchi trading Karen Tak Hamen kabhi bhi loss Na Ho
              • #8 Collapse

                Re: Loss aur profit life ka hissa hain

                اصل پيغام ارسال کردہ از: IshfaqAhmad پيغام ديکھيے
                Loss aur profit life ka hissa hain is liye apko preshan hone ki zrorat nhi hai bulke apni mehnat ziyada kren
                Assalamu alaikum.
                Dear i hope u good.👍
                Dear member agr ham trading kar rahy hain. Or ham agr new member hain tu ham kabi loss karty hain or kabi profit karty hain. Os ki waja ye hoti hai k ham trading Main Jab new Hote Hain To Kabhi Ham loss karte hain aur Kabhi profit karte hain Kyunki Hamen forex market ka itna andaza Nahin Hota isliye loss or profit Zindagi Ka hissa Hota Hai Agar Ham loss Nahin Karenge to profit Kaise kam aaenge aur Agar Ham profit kam aaenge to loss bhi Karenge isliye Hamen is Baat per Sabar kar lena chahie.
                Thanks,👍
                • #9 Collapse

                  Re: Loss aur profit life ka hissa hain

                  g haan dear apny bilkul sahi kaha hai k loss aur profit hamari lfe ka aek eham hissa hain. agar ham mehnat se kaam karein gy tou ham profit gain kar sakty hain aur agar ham be-deyhaani se kaam krein gy tou hamein los hojae ga. issi liye hamein apna kaam buhat hi focus ke sath karna hai tab ham kaam kar sakte hain aur ham kameyab ho sakte hain hmain agar apni life mein kuch karna hai to hmain is bat ka pata hona chahiye ke ham kaise kaam kar sakte hain aur ham kaise earn kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss aur profit life ka hissa hain

                    Dear ap log koi bhi karobar llkar lay tu main samjta hn har karobar main loss bhii us ka hisa hota hain koi krobar asa ni hita jass main ap ko srf profit milta rhy jab k har business main ap ko profit k sth loss ko bhi bardasht karna phrta hain lkn us k lay humy buht brdsht pada krna zurari hain Saber or hosly k sth apni mistake say seekh kr dubra mahant k sth apny work ko continue rkna hi humri kamyabii hy
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss aur profit life ka hissa hain

                      Ji aapko Sahi Kaha loss or profit donon iska Hisar hote hain SO isliye Ham Sab Ko Yahan per Apne time per Apna Kam karna chahie aur Jab Bhi Hamara Lo Sahi Hai To Hamen usko recover karna chahie aur apne time per Apna Kam karna chahie Agar Ham Apne time per Apna Kam Karenge To Ham Sab ismein lazmi Kamyab Honge so isliye lagakar Apna Kam Karen
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss aur profit life ka hissa hain

                        Assalam walekum Pyare doston kaise ho aap Logon ki nahin karta hun aap sab theek hun gaye aur Apna Kam Hai Chitra kaise kar rahe Honge yah Baat bilkul theek hai main life ka hissa hai Jab aap Palas Ho Jaaye to Pareshan Nahin Hona chahie balkatmane Jari Rakhna chahie jo ki hun Achcha Laga experiential karna chahie acchi Nahin Karni chahie Uske bad a sakte hain aur Achcha kar sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss aur profit life ka hissa hain

                          Ji han bilkul Humne theek hai aur profit business ka hisaab hote hain Forex mein agar Hamen Ilaaj Ho Jaaye To Hamen ghabrana Nahin chahie bol ke Sawar ke sath aur Himmat ke sath Apne dost ko bardasht karne aur Masjid mehnat ke sath kam Karen Is Tarah agar aap mehnat Karenge aur Achcha aur quality wala bar Karenge to aap Jarur Kamyab Honge aur Achcha profit gain kar Sakenge Jo log mehnat karte hain Dil Laga kar kam karte hain Vahi Kamyab hote hain Agar Ham Bhi Mera Karenge aur Apna Jyada Se Jyada Dam per lagaenge To Ham Bhi Ek na Ek Din Jarur kamyabi cprofit hasal kar Sakenge isliye Hamen Soch Samajh Kar vah Main ke sath kam karna chahie tha ki Ham Kamyab ho sakeJi han bilkul Humne theek hai aur profit business ka hisaab hote hain Forex mein agar Hamen Ilaaj Ho Jaaye To Hamen ghabrana Nahin chahie bol ke Sawar ke sath aur Himmat ke sath Apne dost ko bardasht karne aur Masjid mehnat ke sath kam Karen Is Tarah agar aap mehnat Karenge aur Achcha aur quality wala work Karenge to aap Jarur Kamyab Honge aur Achcha profit gain kar Sakenge Jo log mehnat karte hain Dil Laga kar kam karte hain Vahi Kamyab hote hain Agar Ham Bhi Mera Karenge aur Apna Jyada Se Jyada Dam per lagaenge To Ham Bhi Ek na Ek Din Jarur kamyabi cprofit hasal kar Sakenge isliye Hamen Soch Samajh Kar vah Main ke sath kam karna chahie tha ki Ham Kamyab ho sake
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss aur profit life ka hissa hain

                            Assalam o alaikum Jesa k thread ma bat ki gai h k Forex ma loss aur profit life ka hissa hain. Chahy Jesa b business ho, usme loss aur profit hota h. Forex ma trading kr k apko b profit ya Loss ho skta h. Apko chaiye k loss jb b ho wo business ka hissa smjh kr usko accept krein.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X