Mistake is a lesson

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1591 Collapse

    g bhai aap ki bat bohat achi ha ka agar aap ko forex ma loss horaha ha to aap ko apni mistak ko yad rakhna chahy ka aapp kis waja sa loss kar rahy ho agar aap yad nahi rakho gy to aap ko bar bar loss hoga,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,, ,,,,,,,,,,,,...................................... .................
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1592 Collapse

      HAm jitna mistakes se learn karein ge utna he faida mand hai kio jkay ham learning se he aik din achy trader ban sakte hai lekin hamay apni mistakes ko ignore nhi kar dena chahiye kio kay yehe mistakes hamay forex trading kay kabil bhi bnati hai or good earning bhi phr hoti hai
      • #1593 Collapse

        depending on who provides the information but I am more confident with my own predictions when I am wrong in my analyzes were not disappointed. from now I prefer to use my analysis.
           
        • #1594 Collapse

          yes or g ha ap ki galti e ap ko sikhati hai k ap kis jaga galti kar rhy ho aya k ap ka trading style theek hai k nai ap ki money management theek hai k nai or ap ko is cheez ka pata hai k nai ap k pass k pass forex ki information hai k nai
          • #1595 Collapse

            bhai jaan bilkul theek farmaya ap ne k mistake is a lesson . ek acha trader woi hai jo apni galtiyon se sabaq seekhta hai aur phir kabhi dobara wo galti nahi karta
            • #1596 Collapse

              yes har ksi insan sa ghaltian ho hi jati han aur wo bhi siraf forex trading business ma hi nahi balka har kam ma kahin bhi ghalti ho jati ha aur admi ghaltion sa hi seekha karta ha yani ghaltian bhi hamara lia aik sabaq ki tarah hi toi han aur ham agli bar in ghaltion sa bachna ki koshish karta han.
              • #1597 Collapse

                ji sir mai bilkul aap ki baat se mutafiq hon k ghalati insan ko aik acha sabaq deti hai us k future k lye or ghalati karny se insan sambhal jata hai or is kaam mai behtar trader woh banta hai jo knowledge ziada gain karta hai market ki.
                • #1598 Collapse

                  g bhai bilkul forex mein apki mistakes hamesha ek lesson ki tarah hoti hain aur kamiyab trader wohi hota hai jo apni mistakes se seekhta hai aur phir apne liye unse ek poora sabaq haasil karta hai aur phir un mistakes ko theek karta hai aur phir wo mistake kabhi bhi repeat nahi karta.
                  • #1599 Collapse

                    We should always take advantage of our mistakes and make them our learning source so that we will not repeat them in the future. When we commit mistake then of course we have to bear loss, so it is important to learn from those mistakes, which give us loss. There is always a room of betterment and improvement by learning more and more, so in that way we can improve our trading skills and techniques to avoid any mistakes and that is the best way to learn from our mistakes.
                     
                    • #1600 Collapse

                      ajj jo forex market mi expert hain ...success hain aur zaya earn akr rhy hain tu enhon nay be start main kafi ghlti ki hogi lkn unho nay apni ghaltiyon say sekha...ghalti ko ignor nahi kiya...es ghalti ko apni planing say door kya aur aj wo success hain........
                      • #1601 Collapse

                        g han g mistakes insan ko buht bara lesson deti hai or insan ko tab hi smjh jana chaye or kbhi asi koi mistake ni kerni chaye jis se apko zada nuksan ho kbhi kbhi hame insan ko pahchane m bhi ghlti ho jati hai wo bhi hmari ghlti hoti h wo bhi aik lesson hi deta h bus yad rhe k mistake hmesha hme lesson hi deta h
                        • #1602 Collapse

                          saalaam bhai jee app forex mein kaam karna chahtay hain tu app k forex mein apni galtyion se seekhna chahyia nahi tu app ko loss ho ga app agar forex mein apni galtyion se nahi seekhtay tu app nay forex mein kuch nahi seekha ???????????????
                           
                          • #1603 Collapse

                            saalaam bhai jee app forex mein kaam karna chahtay hain tu app k forex mein apni galtyion se seekhna chahyia nahi tu app ko loss ho ga app agar forex mein apni galtyion se nahi seekhtay tu app nay forex mein kuch nahi seekha ???????????????
                               
                            • #1604 Collapse

                              jis tarah har jeet ak game ka hissa hota he is tarah forex main b nafah nuqsan hota rehta he aor loss tb hota he jb hm koi mistake yani ghalti krty he to jo mistake hm krty he wo agr hm future main na kare to loss b nahi hoga to goya mistakes se learn krna chahiye aor us ko lesson banana chahiye.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1605 Collapse

                                friend mery khyal mai ap ny theek baat kahi hy kai mistakes sy ham lesson lena chahiye aor mistakes ko khatam karny chahyie taky dobara hamy loss na ho aor ham mistakes free ho jaye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X