Mistake is a lesson

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1306 Collapse

    ji bilkul mistake is a leasson ager hum koi galti kr k us se sabat seekh laity hain aur ainda kabhi bi wo galti again na kerny ki thaan laity hain tou hum scuess full hain ise field main
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1307 Collapse

      apni ghalti se seekhna hi aqalmandi hai .ghalti ker k mayus na ho bal k ap next time carefull rahay k ye mistake again na ho or ap ko loss na ho .
       
      • #1308 Collapse

        Forex trading min humin loss bhi ho sakta he aur loss bhi humari apni ghalation ki wajah se hi hota he es lei humin apni ghaltion ko qaboo min karin aur try karin k wo ghalatiyan hum bar bar repeat na karin aur phir hum es karobar se kafi ziyada eanring bhi kar skate hin. Hum mistakes se kowi lesson bhi le sakte hin aur ye lesson dosre lessons se ziayda asar andaz ho sakta he humari trading pe .
        • #1309 Collapse

          har mistake k pechy 1 sabk hota hei agr ap sy mistake ho gae hei to ap usko focus kren os pr dheyan den kesa kyon hoa hei a k ap next time us sy bach sken insan mistakes sy he sekhta hei her mistake ka matlab loss nhi hota kabi esa bhe hota hei k choti se mistake apko aware kr gae ho boht brhy loss sy
          • #1310 Collapse

            Ys dear dunia ka koi bi kam ho ya pha karobar insan apni galti she sank sekhta h air bethr insane wohi h Jo apni mistake she sekhy air next time WO galti repeat na kre
            • #1311 Collapse

              G ha Mistakes lessons hoti hain humare lye hum ko apni trading mein mistakes se lessons lene chahye or apni mistakes ko remember rahna chahye or mistakes ko repeat nahi kerna chahye then hum mistakes ko kam kerte jaye gey.
              • #1312 Collapse

                ge galtiya to sub se hoti he mager aap pehly sekh le to pehr kam kry to zida behtr ho ga or nuksan kam ho ga ager bager sekhy kry ge to nuksan ziyda ho ga
                 
                • #1313 Collapse

                  yes according to my view k ye bat thek hai k glati kis sy b ho sakhti hai k insan hai glati tu karye ga he so es liya ma tu ye samjta acha insan tu wo hai jo glati karna k bd us sy lesson hasel karye.
                  • #1314 Collapse

                    g han mistakes ap k liay sabaq hoti hain apko apni mistakes se seekhna chahiay or dobara wo ghaltian nahi dohraani chahaiy tab ap easily iss business main kamyab hun ge.
                    • #1315 Collapse

                      yes in every business mistke is a lesson kyun k humein apnimistake se sikhna chahye k ky hota hai aur kya hai ya nahinaur apne loss k kaisie bachana hai
                      • #1316 Collapse

                        Absoloutly right g i am completely agree with yaou jab insan aik ghalti karta hay to us ghalti say usay seekhnay ko milta hay and agar us ghalti say insan na seekhay to phir wo loosers hottay hain
                        • #1317 Collapse

                          may sajta hun bhai g jab hum mistake kartay hai tu in mistake sey hum ko naseehat karni chay kay next time hum sey ya galtiya na hi ho tu acha hai sab say
                          • #1318 Collapse

                            G haan bilkul brother aapki baat bilkul theek hy mistakes to her kisi sse hoti hein yahan pe.. or yeh mistakes hi hamien successful banati hein.. ham in mistakes se learn ker ke acha lesson le sakte hein.
                            • #1319 Collapse

                              Yes i agree with you that mistakes is a learn and you must at ll time learn the learn or else you will continue to make the same mistakes.i believe after making the mistakes we should stop and then take time to analyses the cause of the mistake only that way can we learn from the mistakes
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1320 Collapse

                                wasy to mistakes loss ko invite karti hain lekin trading main mistakes humary laye aik sabaq hoti hain aur in mistakes ki vaja sya hum ko trading main apni khamion ka pata chalta hay aur phir in khamin ko cover kia jaye to ayesta ayesta ap mistakes say bach kar achi trading karny kay qabil ho jaty hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X