Trading Mein trend Line ki importance kya hai??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading Mein trend Line ki importance kya hai??
    Forex member trading me trend Line ki importance bahut zyada hai trendline jo hoti hai wo support aur resistance ka kirdar ada Karti Hai trendline Ko Lagan ka maksad yah hai ki Jab trend line break Ho Jaati Hai To possibility Ban Jaati Hai Ki Trend Badal sakta hai Iske bad yah Dekha jata hai ki Trend line theek tarike se Lagani hi.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading Mein trend Line ki importance kya hai??

    trading karte hue agar aap trendline ko follow karte hue apne kam ko perform karte hain sport or resistance ko price level per check karte hain to aapko bahut hi achcha fayda milta hai kabhi bhi aapko overconfidence nahin hona chahie hamesha confidence ke sath apne kam ko regular hokar perform Karen iske sath sath jab bhi aap trading kar rahe ho to aapko indicator ka sahi use karna chahie jitna jyada aap indicator ka sahi use karte hue apne kam ko perform karte hain itna hi aapko achcha fayda milta hai kabhi bhi aapko overconfidence nahin hona chahie hamesha confidence ke sath apne kam ko regular hokar perform Karen learning aur training lete Raha Karen jitna jyada aap learning training lete hain aur apne kam ko regular hokar perform karte hain itna hi aapko achcha fayda milta hai confidence ke sath apne kam ko perform karte Raha Karen aur apne senior member se sikhte raho Karen market trend ko follow Karen aur trading karte hue hamesha indicator ka sahi use Kiya Karen fundamental analysis or technical analysis lene ke bad apni trading ko perform Kiya Karen
    • #3 Collapse

      Re: Trading Mein trend Line ki importance kya hai??

      Trading Mein trend Line ki bahut importance hoti hai hi friend Line Hamen main market ke trend ka batati hai hi Ham trendline Ko graph main Dekh Kar Ke Andar kaise laga sakte hain Ki Ab market Kis Tarah move Karen gi aur FIR Ham Usi mutabik apni trade open kar sakte hain aur profit gain kar sakte hain Hamen trend Line ki knowledge ke bare mein pata Hona lazmi chahie Kyon Ke Agar Hamen trading se mutaliq koi bhi Jankari Nahin Hai To Ham trading Mein Kamyab Nahin ho sakte Hamen loss Bhi Ho.

      Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





      • #4 Collapse

        Re: Trading Mein trend Line ki importance kya hai??

        Dear pyary forexer trend line aik Bohat hi common form hai Forex trading ke technical analysis Mai or ager ham isay Sahi draw karey to es say or accurate method or koi nhi. Jab market downtrend Mai ma ho to trend line draw hojati hai Jha per Usay easily identify Kiya ha Saky.

        Resistance jab peak per Hoti hai to trend line draw hojati hai peak per.
        "Ham Kabhi nhi hartay ya ham jeet tay hai ya seekhty hai".
        • #5 Collapse

          Re: Trading Mein trend Line ki importance kya hai??

          Forex mein jo trendline hoti hai yah bahut important Hoti Hai ismein ham log analyse Karke yah Pata Karte Hain Ki Ab market kis Taraf Jayegi Aur Bhi Hamari yah bahut important hota hai ki Ham Apne kam ko acche se Karen Inshallah Jab Ham Apne kam ko acche se Karenge To Ham life mein bahut kamyabi Hasil karke bahut Achcha sarawad Hasil Karenge Hamara yah farz banta hai ki Ham bahut acchi mehnat Karen Inshallah love Jab Hamari mehnat bahut acchi Hogi To Ham life mein bahut kamyabi Hasil Karenge aur ham life mein bahut acche aur Kamyab Insan Ban Jaenge
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Trading Mein trend Line ki importance kya hai??

            Dear friend ap ki bat bilkul theek hey forex trading men trend is our friend hota hey aur jo log trend k opposite trade laga detey hen unn ka account jaldi wash ho jata hey iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir jaldi nah karen balkay jab market fast movement men hoti hey tu aik trend k sath move karti hey iss liay uss waqt trend ko follow karen aur apnay balance k hisab se trade open karen tu zaroor achi trading kar k acha profit hasil kar saktay hen

            اب آن لائن

            Working...
            X