Kia iss kam k nuqsan bhi hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1591 Collapse

    Well aesi to koi bat nahi hai kai is kam mai hamari health mai koi problem aye bus ap aik fixex time rakhle comments posting and trading ka to aesi problem ap ko bilkul pesh nahi ayegi aur forex to aik business hai aur aagar humhe is business mai kamyabi hasil karni hai to humhe time to proper dena hoga is business ko.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1592 Collapse

      Forex aik risky business hai, or is men profit or loss donu hoty hein, or ye ap k uper depend kerta hai, k ager ap apny expereince ko increase ker lety hein tu ap loss ko kam ker sakty hein, or profit ko zada,
      • #1593 Collapse

        bhaio is kaam ka nuksaan sirf ek hi wajha sy hota hai jab hum lalach krlety hain or achi trade krty krty loss mein chalay jayen or apni investment kho bethen
        • #1594 Collapse

          ha forex me aapko nuksan bhi hota hai agar aapko trade karna nahi aata hai to aapk trade nahikarta hai aapk demo account me paael trade ka practic ekarna hga to hia apko forex me success milta hai agar aap bina practice ke trade karte haito aapko zarur loss hota hai aur aapko profit nahi milta hai
          • #1595 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
            Iss forex trade k kaam main hum bohat se logon ko daily posts kerte hue dekhte hain or her waqt ye busy rehta hai so hum kabhi kabhar ise ser per zyada sawar ker lete hain so shayad iss kam ka nuqsan bhi hai k hum apni health ki bhi care nahi karte.
            gi han her kam main profit aur loss chalta rehta hai ager ap cahte hain ke ap koi aisa kam karen jis main loss bilkul na ho to sorry bro duniya main aisa kam sirf sood ka hi hai
            • #1596 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
              Iss forex trade k kaam main hum bohat se logon ko daily posts kerte hue dekhte hain or her waqt ye busy rehta hai so hum kabhi kabhar ise ser per zyada sawar ker lete hain so shayad iss kam ka nuqsan bhi hai k hum apni health ki bhi care nahi karte.
              Mjhay nahi lagta k is main koi nuqsaan bhi ho skta hy bcz mjhay to abhi tk is ka koi nuqsaan nahi hua hy is lia main yaqeen k sath nahi keh skta k koi nuqsaan ho yan na ho...
              • #1597 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                iss forex trade k kaam main hum bohat se logon ko daily posts kerte hue dekhte hain or her waqt ye busy rehta hai so hum kabhi kabhar ise ser per zyada sawar ker lete hain so shayad iss kam ka nuqsan bhi hai k hum apni health ki bhi care nahi karte.
                g han bhai ji ap ny sahi kaha hai kay is kam mai hamay nuqsan be hota hai or faida be agr ham apna kam sahi tareqay sy karyn gay to hamay faida hoo ga or agr trading sahi sy nahi ho gi to hamay nuqsan hoo gaa is liyae yae halal kam be nahi nahi...............
                • #1598 Collapse

                  ji dear iss kaam me nuksan be hota hy aap ke healt py tau effect krata e hy hr wqt eye sight lgana or dusra agr market k havly sy dekha jay tau be nuksan hy. aagr aap zada invest kr dety ho mgr aap ko nuksan face krna par raha hy tau aap ko loss ho ga.
                  • #1599 Collapse

                    g han is kaam nuksaan bhi ho sakta hai koi log hotay hain jo dosrono ka sawaal copy kartay hain our apnay jawab main past kae latay hain ya ek sawal ka jawab do baar danay sai nuksan hota hai
                    • #1600 Collapse

                      g han is kam ka nuqsan b hai ku k agar aap is ko juld bazi mai karogy to app ko zaror nuqsan ho ga hamai jahiy ky hum soch samaj k is ko hal kary ye hi nahi k is se nuqsan ho ga bul k is mai nuqsan se ziada profit hota hai.
                      • #1601 Collapse

                        es kaaam ka koy nuqsan nahe ha balkeh hamary ley buht faida ha, jo log forex market join kar k es mai dir raat hard working karty hain tu serf wahe log es market mai kamyab ho sakty hain.
                        • #1602 Collapse

                          Assalam o alikum brother is kaam ka tu ab tak sabko majmoyi tor pe tu faida he ho rha hy loss hona ek taraf hy kyun zindagi me khushi gham faida nuqsan sath sath hy anyways forex me apko loss tab he hota hy jab app galti kerta hy ,.
                           
                          • #1603 Collapse

                            G han bhai is kam mein nuksan hay q kay forex is very risky business agar ap kay pas experience nh hay to ap achi earning ni kar sagtay so hamain mehnat karni chahiye agar ham forex business mein success hasil karna chahtay hein.
                            • #1604 Collapse

                              yeah! brother forex trading ma nuqsan or faida dono hi hain forex trading ma nuqsan sy bachny k liye jitni zyda practice hogi apko utna hi kam nuqsan hoga or apka experince bhi bhary ga or nuqsan sy bachny k liye kafi hard working kani hogi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1605 Collapse

                                han g is kam ka humen sirf itna hi nuqsan hota hai kay humen apni mistakes ki wajah se loss ka samna hota hai or aik ye nuqsan is kay tmam benefits kay uper bhari hai lekin ager hum apni trade ko full concentrate or tmam purani ghaltion se bech ker karenge to yaqenun humare loss kay amount main kami aegi.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X