Kia iss kam k nuqsan bhi hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #886 Collapse

    brother forex trading ko jiase jiase sajmh aane lag jati hai aur is ma kuch na kuch profit hona start ho jata hai to phir hum forex trading ke business ma bohat busy ho jate hai aur family ko be time nahi de pate yeh ek nuqssan hai aur dosra hamri eye side be effect karti ha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #887 Collapse

      loss is a very common matter in forex trading business. to become success in forex trading business we need to accept loss. without accept loss we can not work and earn profit from forex trading.
      • #888 Collapse

        bro nuqasan is waqt hota hn jb hum business ko business ni smjty ya pir hum hum greedy ka shikar ho jaty hn .ism humy trading self conident sy krni chaye or humy kabi bi trading krty waqt emotions ni hona vhaye
        • #889 Collapse

          g bhai is kam ka b nuqsan hota hai wo b us surat mai agar hum lalach karay gai tu kyu k lalach karna bht bura sabit ho sakta hai aur agar tu humy experiance nai ho ga tub he humy nuqsan ho saktahai
          • #890 Collapse

            Dear jab aap kisis b kaam ko gher zemedari k sath kertey hyn tuo aap time b waste kertey hyn or earning b nai huti hy tou yah aap ka loss hyn
             
            • #891 Collapse

              dear brother broker wo hota hai jis k sath hum invest karte hain or wo hum ko aik jaga from karta hai jahan per hum trading karte hain wo hota hai broker dear is main hum ka
              • #892 Collapse

                Dear jab aap kis b bussinus ko aak reguler treeqey sey nai kertey us ka koi faeda nai huta hy time waste kerney wali baat hy so ic ka aak yahee nuksan hy k earning na hu to faeda nai hyn
                   
                • #893 Collapse

                  G bhai bilkul is kam se nuksan bi ho sakta hai lekin bhai humain forex trading business mein loss ya nuksan usi waqt ho ga jab hum is mein dehan nahi dein gay aur dil laga k mehnat nahi karain gay lekin agar hum is me pori mehnat kar k kam karain aur soch samaj kar trading karain to mujhay nahi lagta k hum nuksan karain gay bul kay hum insha allah zaroor kamyab hun gay.
                  • #894 Collapse

                    nahi mere bhai es kaam ka health wealth par koi bhi nuqsaan nahi hai mere bhai bas aap ayse ek limit se karo toh aap es par koi nuqsaan nahi ho sakta hai aap apna target se kaam karo kuch bhi nuqsaan nahi hoga
                    • #895 Collapse

                      yaar maay forex paar zayda saay zayda ik din maay post trad kaar raha houn
                      koi mujay baty gaa kaay is kaa nuqsan haay ya nahi
                      • #896 Collapse

                        Dear aap ney bhut he ucha point out kiya hy ic mai nuksan aak tarha sey jab aap ko tjurba na hu or aap ki investment beri hu jae or aap account wash ker betho
                         
                        • #897 Collapse

                          i think that forex trading bsuienss is a very very risky bsuienss and i think that there is profit and loss are also in forex tradinga nd i think that you need not to be greedy in forex tradinga dn i think that this si the best for all and we all need to be an expert. friends dhan jhan tak narey research ha. to us kay motabik Forex main sab say bara nuksan investment ka he ha. wo b us sorat main jab ap ko trading main loss ho . or pher loss b us waqt jab ap apney trading ko close karan.
                          • #898 Collapse

                            i thank is kaam Iss forex trade k kaam main hum bohat se logon ko daily posts kerte hue dekhte hain or her waqt ye busy rehta hai so hum kabhi kabhar ise ser per zyada sawar ker lete hain so shayad iss kam ka nuqsan bhi hai k hum apni health ki bhi care nahi karteas ka lye ham bol nahi sakta
                            • #899 Collapse

                              Definitely every work and every business in the world has its advantages and disadvantages and we should keep in mind both advantages and disadvantages. If a trader has not enough knowledge about Forex and he starts trading then it is harmful for him and he can lose his own money.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #900 Collapse

                                mere qabele ehtiram doston forex trading marketing ki ek esi trading website he jo ap ko kafi munafa deti he as a part time job r mai ap logo ki bat se itifaq kar ta hun wese mujhe is bare mai ziada nhi pata q k mai to bs is mai posting karta hun baqi kam mera friend kar ta he r ap logo ka shukria is k bare mai inti knowladge dene ka.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X