Re: Forex main subr krna wala kamyb hy
assallam o laikum janab jumee hy ap theek thaak hoon gy Allah pak ap ko hmesha salamat rkhy janab ap ny sahi kaha hy k forex mai ap jitna sabr kren gy ap ko otni hi kamyabi milay gi yene k yahan per ap ka sabr akeana aur ap ki kamyabi aik ddossry k directly proportional hain jnab ap ko kai baar aisa hota hy k ap bohat achy treeky sy kaam karty hain ap bohat achy treeky sy news ko sunty hain news per focud karty hain market ka analysis bhe ap apni best effort laga ka karty hain mgr es k ba wajood bhe esa hota hy k ap ko loss ho jata hy es baat sy ap bohat sziyda mayoos ho jaty hain aur kuch logaoon mai mayoosi es had tak hoti hy k wo sochty hain k ab my yahan per kam nahi karna chaheay k yahan per kam karny ka fiada nahi hy to ap ko aisi situation mai saber karna hota hy ap ny yahan per dil chota nahi karna hy ye aik bohat bra business hy yahan per profit bohat ziyada milta hy to yahan per loss k chances bhe bohat ziyada hain ap ny yahan per es baat ko smjhna hy k ap apni traf sy chay best kar rahy hain mgr zroori nahi hy k jo ap ko best lag raha hy wo real mai bhe best hy ho sakta hy ap koi bohat bari mistake kar rahy hoon jis waja sy aap k analysis mai gar bar hy aur jis waja sy ap ko loss ho raha hy ap ny yahan per achy treeky sy apna self analysis skarna hy ayr apni os mistake ka pta chalana hy aur phr os k bad aap ny sahi sy analysi kar k posts karni hakin ap ko ap ki en posts karny sy faida ho ga bonus milay ga aur os k bad ap ny trade open karni hy ap ko es trade mai inshaALLAH zroor fida milay ga. ye to hua aik point jahan ap ny abar karna hy yene os jaga sabr karna hy jab ap ko loss ho jaye. es k baad ais hota hy k ap ko din mai acha profit aa jata hy aur ap ka lalch phir bhe kam nahi hota hy aur ap phir bhe trading karty rehty hain halan k ap ko acha profit mil chuka hota hy aap k lray ye baat bhe bohat hi dangerous hoti hy. q k ap jab bohat ziyada trades karty hain to ap ko hmesha hi profit nahi aat ahy aur baaz dafa ap ka anlysis bhe sahi nahi hota hy aur ap k aginst market jany lgti hy aur ap ko loss hona start ho jata hy result ye niklta hy k ap ko losss hota hy aur ap ka bazz dafa to account bhe wash ho jata hy lehaza zroori hy k ap aik target set ken aur jab ap ka profit ka target poora ho jaye to mazeed koi bhe trede open na kren ta k ap ko loss na ho. thanks

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим