Jab bhi loss hu umeed mat hariain balky mehnt kare

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Jab bhi loss hu umeed mat hariain balky mehnt kare

    Dear member business Koi Bhi Ho profit and loss is the part of business in Forex trading bhi ESI formulae per chalta hai profit and loss agar aap profit ho raha hai yah loss ho raha hai to aapane isko as a business lena hai Agar loss Jyada ho raha hi to aapane isko business samajhte ke manage karna hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Jab bhi loss hu umeed mat hariain balky mehnt kare

      w.salam dear brothers
      main to yehi kaho ga jis ne loss se nai sikha us ne kuch nai sikha agar loss aap ki mistake ki wajah se ho raha hai agar aap sikh rahay ho phir yeh achi mistake hai bes himat na haaro galtian is baat ka spoot hai k aap koshash kar rahay ho loss se daro na yeh aap ko mazboot bananay aa rahay hai loss or mistake se aisaylaro jaisay aap jang main kisi se larte ho yeh forex life hai seb kuch lar kar hasil karna ho ga
      • #33 Collapse

        Re: Jab bhi loss hu umeed mat hariain balky mehnt kare

        Ap sub dost janty hain k koi bhi krobar hn tu us main ap ko pata hain loss profit us karobar ka hisa hota hain ap koi bhi krobar bgr loss profit k ni kr skty asii tra forex par agr ap ko nuksan ho jaye loss ho jaye tu ap ko Gabrna nii chye bilky as par mahant k sth mazeed time day kr apni nuksan ki reason say mistake say next time k lay seekh kr agy bhrna chye ap log jatna zyda apni mistake say seekh kr agy bhr skty hain uthna zyda wesy apna experience ko increase ni kr skty as lay kabi bhi loss hony par mayos na hn ku k krobar koi bhi hn us main loss profit us ka hisa hoty hain
        • #34 Collapse

          Re: Jab bhi loss hu umeed mat hariain balky mehnt kare

          G han sir forex main jahn prift hota hai wahan is main nuqsan ho skta hai. is main loss ho bhi jaye is main dobara mahnat karen aur is main apni mistakes pe qabo pa kar is main profit karni ki koshish karni achahiye ager is main mayoos ho jayn ge is main hum kamyabi hasil nahin kar skte hain is main dobara mahnat karen aur kamyabi hasil karen.
          • #35 Collapse

            Re: Jab bhi loss hu umeed mat hariain balky mehnt kare

            aap ko pata hai ki aajkal market bahut hi movement kar rahe hai agar aap ek tarfa trade laga Lete Hain to aapko ghabrana bilkul bhi nahin chahie kyunki dusri taraf jaaneman trading ko koi bhi hulchul Nahin Hoti aur jaldi se trading karne mein hamen lost bhi ho sakta hai isliye main to samajh Kar kam karna chahie ham trading karte Hain to hamen chalna Nahin chahie market bahut tej hai aur ek jagah se dusri jagah Jane main market koi bhi hal chal Nahi karte nahin chhutti Dear duniya ma koi bhi karobaar hu os ma profit aor loss aik normal si baat hay aor hamesha business profit aor loss ki bunyaad per kiya jatay hay is liye ager kisi ko loss hu jaye tu iska ye matlab nhi hay pher wo na omeed hu jaye kiun kay ajj loss huwa hay tu kal profit bhi hu sakta hay is liye profit hu ya loss ap apni mehnat jaari rakha karay.Je trade mai agar apko loss hu jatta tu kindly himmat kia kare or mat hu jya kare na umeed agar ap na umeed hu jatty han tu phir agy ni kr skky gy trading hamesha positive thinking rakjhy k aj mera din ni hai tu kal inshallah mera din huga or mujhy zrore profit huga kabhi bhi umeed na chor deya kre umeed chorny se bnda sust sa hu jatta hai or phir usko kisi kaam se dilchaspi ni huti hai isiliye hammy kabhi bhi beumeedi ni rakhni chiyr G bilkul apnay bilkul sahi kaha ke umeed ka daman kisi sorat nahi chorna chahiyay que ke kusi bhi chez main kamyabi pur umeed hona par munahisar hoti hai is leye chotay chotay losses say dilbardashta nahon balkay mehnt kartay rahen ap yaqeenun kamywb hongay que ke umeed hi par duniya qaim hai agar umeed khtam ho jaye tou sub khtam ho jaye
            • #36 Collapse

              Re: Jab bhi loss hu umeed mat hariain balky mehnt kare

              Loss honay pay umeed nahi haarni chaiye bulkay mehnat mai izafa kerna chaiye. Forex trading business mai new aur junior traders loss honay pay kaam chore daitay hain laikin unhain yeh baat samajhni chaiye kay jitnay bhi kaamyab traders hotay hain woh bhi loss say he seekhtay hain aur jaisay jaisay experience aur skills barhatay jatey hain to kaamyabi milti jaati hai. Forex trading mai traders ko shuru shuru mai agar loss bhi hota hai to uss say seekhna chaiye. Aisa nahi kerna chaiye kay loss say ghabra kay business he chore diya jaey to iss tarah koi bhi business nahi kia jaa sakta hai. Business mai profit aur loss dono he uss ka hissa hotay hain aur jo loss say seekhtay hain wohi kaamyabi haasil kertay hain
              • #37 Collapse

                Re: Jab bhi loss hu umeed mat hariain balky mehnt kare

                Assalamu Alaikum ji Haider friend Apne bilkul theek ka hai yahan per Kafi Sare member Aise Hote Hain jinhe Agar lock ho jaaye to ummid Kho Dete Hain aur kam karna Chhod dete Ho kam Mein Jaldi Dil Se Bhi Nahin rakhte to aapko Aisa nahin karna chahie Agar Ho Jaaye to Koi ummid Nahin aani chahie balki baar baar koshish karne chahie baar baar koshish karne se hi aapka main aap reading Ban Jaenge agar aap ISI Tarah Chhod Denge Allah se dar kar baith Jaenge to aap kabhi bhi Kamyab Nahin Ho Payenge
                • #38 Collapse

                  Re: Jab bhi loss hu umeed mat hariain balky mehnt kare

                  jab b loss ho ap himmat na haren achi effort kro forex may asp kay pas best experience nhee hoga ap loss he karo gay ap ko demo account may experience hasil kar sakty ho mistakes kum say kum kr sakty han, ik experinc person aur unexperinc person kbi equall nh ho sakty. Demo per zada say zada practic krne chahy aur difrent web site say b go throug hona zururi ha.
                  • #39 Collapse

                    Re: Jab bhi loss hu umeed mat hariain balky mehnt kare

                    jab b loss ho ap mehnat pe focus kro umeed na haro lalach ma a kar ap aglti karty ha or ap ko is ma profit hi nhi ho sakta ha or ap loss kar lyty ha lakin dear is ka koi fayda nhi ha is lia ap ko experience hasil karna ho gi or phir hi ap is ma kamiab ho sakty ha.experience hasil kar leta hai agar baghair experience k karta hai to phir wo us mein tension bhi leta hai or pareshan bhi hota hai...
                    • #40 Collapse

                      Re: Jab bhi loss hu umeed mat hariain balky mehnt kare

                      hamesha he proper achi hard working karen success hogi forex main earn expert ho kar he hota hain forex trade bohat zayda risky business hain people ko forex main earn karne ka laye first is main expert hona he parta hain hm is bsuiness ko bgair experince k karty hain tu hm is business me kafi loss kar skaty hain isi liye is business me experince bht zarori ha achi earning k liye
                      • #41 Collapse

                        Re: Jab bhi loss hu umeed mat hariain balky mehnt kare

                        Aoaaaa , g sai bat hum har say sikhty hy or kamyabi ki mazily tey kar paty hyn jab tak humhy kisi m.aloss ni jota hum us kam ko smjh nai skty
                        • #42 Collapse

                          Re: Jab bhi loss hu umeed mat hariain balky mehnt kare

                          Loss ho jab b ap mehnat se work kro apna work jaari rakho demo main asma kar apna experience barhana chiye agar ap asa nahi karo gy to ap ko sirf or sirf lose hi hoga kun k experience sy hi ap ko profit milta hai or ap achi trade open karny kay kabil ho jaty ho. forex ya kesi bhe business ko join karny se phely us k bary me kafi experience rakhna chaye
                          • #43 Collapse

                            Re: Jab bhi loss hu umeed mat hariain balky mehnt kare

                            koi be kam start karny say pahly apny mind mn ye bat rakhh leni chahya k jaha hmain profit mily gha waha loss k chances be ho sakty han asa karny say insan naumeed nahi hota. forex pa trading k time bht c mitakes ho jati hain jo trader ko loss mn ly jati hain bhtren trader wohi he jo apni mistakes ko accapt kary or apni mistakes ko dhonday or unko sahi kary again un mistakes say khud ko roky. loss hojny say naumeed nahi hona chahya balky zayada mahnat karni chahya taky ap us loss ko pora kar sako. mayos hony say kuch be nahi hota. forex pa kam karty howy apko loss or profit dono ka samna karna parta he.
                            • #44 Collapse

                              Re: Jab bhi loss hu umeed mat hariain balky mehnt kare

                              ji han bilkul jab bhi hamen loss Ho to hamen himmat nahin aani chahie bol ke hamesha bhar ke sath kam karna chahie aur main karte rahana chahie tha ki Ham jyada se jyada profit hustle karke kamyab ho sake aur apni life ko successful bana sake
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: Jab bhi loss hu umeed mat hariain balky mehnt kare

                                g han agar humain loss ho jay to humain himmat nhi harni chahiye humain es ko face kurna chahiye or achay say humain apn kam mehnat ky sath sath kurna chahiye agar hum es maain achay say apna kam kurna jari rukhay gay to humaain success bhi gaain ho jay gii to achay say apna best dayna jari rukhna chahiye or humaain es main achay say apnaa kam kur kay kamayab hona chahiye jub hum es main es trh say apna kam achay say jari rukhay gaay to hum success bhi gain kur lay gay to achay say humain apna kama jri rukhna chahiye or loss ko face kurna chahiye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X