Account wash hony ki sb se bri wjha kya hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Account wash hony ki sb se bri wjha kya hy

    Account Wash hony ke Sab Say bari waja Ye Hai kay ap ka Rules ko Follow na Karna or Market main Lalach or Emotion kay Sath karna Hai iss liy aap Kabi KamyabI hasil nahi kar sakty hain is liy aap ko Jab Be Forex main kam karna Ho toh aap ko market main kabi be Lalach or Emotion kay Sath kam nahi karna Cahye ku kay Ager aap Market main lalach or emotion kay SatH kam karein gay toh aap ko Market main Loss Ho ga Toh aap ko Loss Recover karny ke Jaldi ho ge Jiss Waja Say aap ko or Be Zad Loss Ho ga Iss liy aap ko Kabi be Market main kabI be Laalch or Emotion kay Sath kam nahi karna Chaye or Rules ko Follow kar kay kam karna Cahye.
    Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Account wash hony ki sb se bri wjha kya hy

      account wash honay ki sab say buri wajha yhi hai keh hum es main aachay say aapna kaam nhi kurtay hain or hum es main apna best nhi daytay hain jis wajha say humain loss ho jaata hai or hmara account wash ho jata hai to humain es main achay say apna kam jari rukhna chahiye or estreeqay say humain apna best day kaay kamyabi hasil kurni chahiye or hamesha achay saay aapna kam kur kay humain apnay account ko safe rukhna chahiye
      • #18 Collapse

        Re: Account wash hony ki sb se bri wjha kya hy

        Asalam o Alaikum,how are you all.Account wash hona ki bhut se wajha hoti hain ziada tar aggressive trading high volume or stop loss na use kerna ha.Aksar log scalping ka chakker main account wash kerwa deta 10 20 pips earn kerna k liya big lots open kerta or phir wohi unka account wash ker detin ya stop loss use nahi kerta or market unka itni against jati ka 2 3 trades laga ker hi unka account wash ho jata.
        • #19 Collapse

          Re: Account wash hony ki sb se bri wjha kya hy

          dear friend account ke wash hone ki sab se bari wajha ye hoti hain ke jab ziyada volume ke sath trade ki jor dosri wajha ye hoti hain ke jab lot loss na lgaya gya ho is ki wajha se bhi ap ka account wash ho skata hain acount ke wash hone aik ye bhi wajha hoti hain ke ham rule ko follow nahi kerte hame chahie ke haam lot loss ko lga ker trading kre or forex ke jo rule hain in ko follow ker ke kaam kre is se hamara account wash nahi hota
          • #20 Collapse

            Re: Account wash hony ki sb se bri wjha kya hy

            AoA dear members account wash hony ki kai wajoohat hen is men sb se bari wjha ghlt trading hy q k agr market ko sochy smjhy bghair trade lgai jaye to us se bhaot ziada loss hota hy aur account wash ho skta hy is k ilawa market ka ghlt analysis hy q k agr sai taor pe market ka tajiza na kia jaye bnda ghlt trade lga skta hy.
            imranhaider
            • #21 Collapse

              Re: Account wash hony ki sb se bri wjha kya hy

              account wash hony ki bari wjha lalch hy aap ko iss main zeda se zeda pratice karni chahiiey aur experience hasil karna chahiye experience k begair trading nhi karni chahiye.jis tarha hawa main teer chalana is le mere to aap ko mashwara hy ke forex trade ko achi tarike se seekh lo or pahir hi is ko joine karoo.
              • #22 Collapse

                Re: Account wash hony ki sb se bri wjha kya hy

                account ko wash karny ki sb sy bari wjha lack of knowledge hy jab tak hum us ko learn nhe karain gay to hum us main kabhi bhi earning neh kar sakte hain jahan tak mera khyal hy first sab ko forex ko acchi tara learn kar na jarure he quike jo trader loss karte he o forex pe bina learn kar ke trade kar ta he
                • #23 Collapse

                  Re: Account wash hony ki sb se bri wjha kya hy

                  knowledge ki kami sb sy bari wjha hy looss ki learning or parctice k bina hum work krty rahen gy acha experiance bhi hasil nahi hoga or nahi hi achi income hogi so learn for best earn.u learning karani chay trading phari earn ky barey me koi sochan chay mare dost is me koi shak ni ky hum zada gain kare ghay yer.
                  • #24 Collapse

                    Re: Account wash hony ki sb se bri wjha kya hy

                    lalch account hony ki ek bari wajha hy hum forex ko theek se kar saken ge hume chayye ke hum pehle is ko sekhe phr is ko join karen.traders new hain un k liye zarori hai k woh first learning kere or practice kere or is k liye demo trading account per practice or learning best hai.aisa hey key apa ko is kamam ey barha mazza thab aye gaa jab apa ko i skaam ey faida zyada miley gaa
                    • #25 Collapse

                      Re: Account wash hony ki sb se bri wjha kya hy

                      Dear account wash hunay ki sab say bari waja laluch hay kiun kay forex trading aik aisa business hay kay jis ma bhot hi zeyada paisa hay aro dosri baat ye hay kay na tu earning ki koi limit hay aor na hi koi time is liye kam waqat ma bhi bhot hi zeyada earning ki ja sakti hay is liye aksar trader laluch ma aa jatay han aor wo kam waqat aor bagair mehnat kay maximum profit hasil kerna chahtay han jo kay knowledge aor experience kay bagair mumkin hi nhi laiken jab hum learning karay gi hi nhi aor without analysis trade open karay gay tu wo hamara account wash hi kerwaye ga is liye laluch choro aor learning kero account kabhi kabhi wash nhi huga.
                      • #26 Collapse

                        Re: Account wash hony ki sb se bri wjha kya hy

                        jab ap trading mei mistake kro gay ap account wash kro gay ya aik real business ha jis ma bohat si chezo ko dakh k hi trade lagani perti ha apny dil ki is ma bohat kam mani peri ha short cut dhondna chahta hy o wo loss k siwa kuch ni dhund pay ga. .agar ap ke ye khahish hy k ap ek rat ma amer bnen to ye wrong soach hy .ap ku chaie k right way se ayen aur mehnat kr k kmain
                        • #27 Collapse

                          Re: Account wash hony ki sb se bri wjha kya hy

                          jab experience aur skills ki kami ho humay he loss hota hay forex aik business hai jis se ap bht achi earning kar sakte hain aur shyd ameer bhi ban jayen lekin us k liye apko mehnat karni hogi trading ki bht achi learning karni hogi...practice karni hogi tabhi hum successful ho sakte hain
                          • #28 Collapse

                            Re: Account wash hony ki sb se bri wjha kya hy

                            Account was hone Ki Sabse Badi vajah jaldbazi Hai Jab Ham is business Mein jaldbazi ke sath kam Karte Hain To Ham Apne account ko Bhaskar Baithe Hain isliye Hamen is business Mein kam karte hue jaldbazi Nahin Karni chahie ya nahin Hamen Apne kam Mein lalach karna chahie Hamen Hamesha money management ke sath is business Mein kam karna chahie aur apne Karm ki quality ko increase karne ki koshish Karni chahie Kyunki Jab Ham Apne account ko sev Rakhenge Tu Hi Ham is business Mein kamyabi Hasil kar Payenge Hamari asali kamyabi Hamare account or save rakhne ki Hoti Hai Hamen Har Hal Mein Apne account ko wash HONE Se Bachana chahie aur apne kam ko Sabar ke sath karna chahie
                            • #29 Collapse

                              Re: Account wash hony ki sb se bri wjha kya hy

                              Hamen is Business mein kam karte hue Apne kam ko acche tarike se karna chahie aur apne account ko save Rakhna chahie account Agar Humse Rakhenge To Ham is Vishesh bachi kamyabi Hasil Karenge Jab Aane Se business Apne kam ko Sabar ke sath Nahin Karte Ho jaldbaji ke sath kam Karte Hain To Ham acche tarike Se Kam Nahin kar paate jaldbazi ka kam Shaitan ka hota hai isliye Hamen Sabra ke sath kam karna chahie aur acchi kamyabi Hasil karne ki koshish Karni chahie Hamen is Vishesh ko acche tarike se understand karte hue kam karna chahie quality wala kam karna chahie
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Account wash hony ki sb se bri wjha kya hy

                                dear friends kaise hain aap sab ummid karte Hain ki aap sab khairiyat se honge aur apna Kam kar rahe honge achcha question kiya hai aap logon ne ki account was hone ki sabse badi bajaji hai ki Ham apni trading soch samajh Kar nahin karte Ham market ko analyse karke trading nahin karte isliye hamen loss hota hai iski vajah se hamara hua account bhi watch ho jata hai isliye agar hamen apne account ko sev rakhna hai to hamen sirf trading karni hogi save trading karne ke liye mein sabse pahle apna best time demo account ko invest karna hoga demo account hai kaisa raha hai jo hamen trading ke bare mein acchi information from karta hai agar Ham dam account per apna proper time in West karenge to aise Ham trading ke bare mein acchi information karke real account per trading lagakar achcha profit Kama sakte hain is ham apne kam ko save rakh sakte hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X