Don't be over confident

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Don't be over confident
    Forex main aap Logon Ko confidence ke sath kam karna chahie Sab senior trader aise hi Kahate Hain lekin mere dost Forex mein overconfidence bhi nuksan Dete Hain Kyunki Jo log our confidence ke sath kam karte hain Aksar vo Maar kha Jaate Hain aur unko Forex Mein nuksan Hota Hai Main aap sab bhaiyon ko Yahi Kahana chahta hun ki aap log confidence ke sath kam Karen our confidence bilkul bhi show na Karen Forex mein agar aap log our confidence dikhayenge to aap Logon Ko nuksan ho sakta hai Forex Mein kamyabi ke liye aap log ko chahie kya aapane overconfidence avoid Karen aur Hamesha confidence ke sath trade Karen lalach Bhi Na Karen aap log kamyabi ki taraf Ja sakte hain Forex ke maidan mein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Don't be over confident

    dear friend forex trading mn confidance k sath trading krna achhi bat ha lekin overconfidance k sath hmesha nuksan he hota ha keun k jb kuch logon ko achha profit mil jata ha to khud ko expert smjhtay hn sur overconfidance k sath trade lgatay hn to jb unki trade loss mn jati ha to account bhi wash ho jata ha
    • #3 Collapse

      Re: Don't be over confident

      forex main confidence zarori hay lakin over confidence ko koi jaga ni hay ik trader ko chaheay keh woh apni trade ko open karny sy pehly mukhtalif time frames par market ko dekhey aor uskey bad apni trade ko open karey apny ap ko trader smjhna aor apni accuracy ko increase karna bhi thek hay lakin yeh kbhi bhi na smjhen keh market ap kay mutabiq chalegi bulkeh makret apney hisab sy work karti hay hum nay bs ismen enter honey ka point talash karna hota hay aor trading karni hoti hay
      • #4 Collapse

        Re: Don't be over confident

        kessi bhi kaam main hamain cool mind oar soch samajh kay kaam karna chaheye forex forum main jab ham experience oar knowledge gain kar lain tab bhi hamain forex business ki market ko achhi tarah study karna chaheye oar kabhi bhi over confidence nahi hona chaheye kun kay over confidence hamaisha hamain loss deta hay
        • #5 Collapse

          Re: Don't be over confident

          Assalamu alaikum friends ji bilkul overconfidence ja bande ko hamesha loss ki taraf leke jata hai iske hamesha overconfidence Na ho confidence kam jarur Karen lekin usmein on overconfidence Nahin Hona chahie Apne kam ko bilkul sabar ke sath ham unse Karen profit ke liye bhi sabar Karen aur lost ho raha hun tab bhi thoda sabar Karen hamesha market down Nahin Hoti market abhi jaati hai aur hamesha aap Nahin Hoti don bhi jaati hai iski aur confidence ek to khatm Karen aur dusra sabar se kam Karen
          • #6 Collapse

            Re: Don't be over confident

            ap ne thek kaha i agree over confident na ho ham mein se kisi ko bhi lakeer ka fakeer nahi hona chahiye taa k ham kisi par bhi depend na kareyn aur zindagi mein kamyaab hon kiyun k aagey practical life mein khud kaam karnay party hain ham ise profit bhi earn kr sakhte hen insta forex me hamen ager profit earn krna he tu trading ko smjhna hoga tab hi ham trading thk trh se kr sakhte hen
            • #7 Collapse

              Re: Don't be over confident

              Hamen forex menoverconfident ho kar as men kam nahin karna hota hy kun kay agar humas men jaldi kay sath as men apny taraf say as men kam karty ahin tu hum as men nakam ho jaty hain tu hamen as men koi bhe jaldi kay sath as men kam nahin karna hot ahy kun kay agar hum as men achy experience kay sath as men kam karty ahintu hum as men acah profit hasil kar sakty hain tu hamen as men jaldi kay sath forex men koi bhe kam nahin karna hota hy taabhy hum as men acha profit hasil kar sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: Don't be over confident

                AoA dear member ap ny bhaot achi bat ki hy hamesha over confidance ki wjha se bnda mar kha jata hy q k wo khud ko sb kch smjhty hoye loss mind se nikal dyta hy aur mind men sochta hy k mjh se ziada acha trader koi ni ya mjh se ziada market ko koi ni smjh skta jiski wjha se zara si ghlt trade ya ghlt se risk se uska bhaot ziada loss ho skta hy is liye hamesha normal rhen over confident na hun hamesha kch na kch seekhty rhen q k ye itna wasi forum hy koi b bnda mukamal ni keh skta k mjhy sb kch ata hy kch na kch kami hamesha reh jati hy.
                imranhaider
                • #9 Collapse

                  Re: Don't be over confident

                  Assalamu Alaikum dear Forex Hamen forex menoverconfident ho kar as men kam nahin karna hota hy kun kay agar humas men jaldi kay sath as men apny taraf say as men kam karty ahin tu hum as men nakam ho jaty hain tu hamen as men koi bhe jaldi kay sath as men kam nahin karna hot ahy kun kay agar hum as men achy experience kay sath as men kam karty ahintu hum as men acah profit hasil kar sakty hain tu hamen as men jaldi kay sath forex men koi bhe kam nahin karna hota hy taabhy hum as men acha profit hasil kar sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Don't be over confident

                    Confidence hona ek good quality aur ability hai aur Forex trading mein confident trader successful rehta hai but over confident hona Ek curse hai aur agar aap Forex trading mein successful hona chahte Hain to aap khud ko is Curse se dur rakhen. Overconfidence aapko Puri tarah barbad kar sakti hai. Overconfident Banda asy asy decision Le leta hai jo bad mein uske liye puchtaway ka sabab bante Hain but tab rone ka kuchh fayda nahin hota. Isliye overconfidence se avoid Karen aur apni limits mein reh kar analysis Karen aur analysis ke according working Karen to behtar rahega..
                    • #11 Collapse

                      Re: Don't be over confident

                      Dear forex members forex trading may bohaut saray traders usually Trading Kay doraan market ki movement ko monitor kartay hoye over confident ho jatay hay jiss Ki waja say unko trading may nuksaan hota hay iss liye haumay hamesha apney appko control main rakhtay hoye trading karni chahiye tou hi kamyaabi hasal hoti hay Forex trading may haumay kamyab business karney Kay liye bohat zayada mehnut Kay saath saath knowledge ki zarorat hoti hay aur phir uss Kay mutabiq trading Kartay hay to haumay kamyabi hasal hoti hay Forex trading may haumay kamyab business karney Kay liye bohat zayada mehnut Kay saath saath knowledge ki zarorat hoti hay aur phir uss Kay mutabiq trading Kartay hay to haumay kamyabi hasal hoti hay haumay hamesha apni learning aur information ki base pay Trading strategy tarteeb daytay hoye trading karni chahiye takay haumay kamyabi hasal hoti hay.
                      • #12 Collapse

                        Re: Don't be over confident

                        Kabhi kabhi Hamen chahie ki Ham apni memory per Bhi zyada yakin na Karen, Kyun ki Insaan kuch bhi Bhool sakta hai, aur Agar Ham apne aap ko zyada confident Mein Dal kar apni memory per yakin Karen, aur Khud Hi Koi kam Karen bagair Kisi experience ki to yah Ham over confident kahlaenge jis se Hamen kafii loss ho sakta hai..
                        • #13 Collapse

                          Re: Don't be over confident

                          Gi bilkul apki bat bilkul thek ha Forex ma haman kabhi bhi over confident nahin hona chahiya kunka agar aj hamara profit hova ha to zarori nahin hamesha profit hi ho ga balka loss bhi ho sakta ha kunka Forex ma profit or loss dono hi hota rahta han so thats why haman kabhi bhi profit ki wajah sa zyada over confident nahin hona chahiya balka soch samjh kar hi har fasla har kadam uthana chahiya
                          • #14 Collapse

                            Re: Don't be over confident

                            Aslamu u alakum jesa k ap jante han k forex aik online business field ha aur log apni financially help krne k liye is ki madad le skte han...shoro main log zyada earning ki lalich main aa kr over trading krte ha ya phr forex market ki position ko bghair dekhe trading krte han jo k nuksan ka sabab bnte han...ye sb over confident ka natija hota ha jis ki wja se log ghlat faisle krte han aur unhen trading main nuksan uthana parta ha aur wo aik kamiyab trader ni bn pate...is lie hme chahiye k hm over confidence se ijtanab krna chahiye aur sbr k sath kam lena chahiye aur mehnat krni chahiye..
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Don't be over confident

                              g haan kabi b over confident nahi hona chaye aisaa hi q k beghair kissi tujarbe aur ilam k hum forex to kiyaa kissi b kaam me achi performance nhai de saktey aur jab performance achi nahi ho gi to phir achet result ki twaqqo fazool hi mehnat he kro.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X