Students, stand on your own feet

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1231 Collapse

    Forex trading aik business he jis min har aik ko kamyabi hasil ho sakti he agar wo apni knowledge aur informaiton ko barhane pe ready ho to aur phir es business min har aik k lei aik chance he money earn karne ka es lei to hum kehte hin students bhi agar ye karobar karin to apne peeron pe khud khare ho sakte hin aur kisi aur pe ziyada depend nahi karin ge.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1232 Collapse

      yess my dear friend I totally agree with your thread aaj kal jaisy jaisy education mehangi hoti jaa rahi ha wasy wasy parents kay lia muskil hota jaa raha ha kay who apny bacho ko kisi private institute main admission lay k day is lia students ko chia kay who forex pay kam kary or paisy kamay
      • #1233 Collapse

        Es mayn koi shak nahi k aaj kal waldan ko apnay bachon ko high education delana bahut costly aur difficult hay. Forex trading aisay Student k liay aik bahut bari offer hay . Zaheen colege aur universties kay student . apni study say time bach kar Forex trading say apna kharch nikal saktay hayn.
        • #1234 Collapse

          g bilkul ap ki batt durust hy k satudent is main work ker k kuch arning ker k apna khaech nikaal sakty hain ur waldain ka bojh kam ker sakty hain likin is main un ko zyada time ni daina chyse q k is ki waja sy un ki studdy bhi disturb ho sakti hy
          • #1235 Collapse

            Yar student ky ly acha Ni hy yahan per beht time Dena hota hy au parhi risks ki zurot hoti hy ager students as tarf tawja dy to study disturb Ho gi yahan per kafi tention hoti hy hai Koi easy Ni hy treading beht Mushkal hy
            • #1236 Collapse

              fores students k liy bhot acha kam ha agr wo iss ko as ajob ly agr wo iss par lalach karty ha to un ko koi faida nai ho ga iss liy un ko chahy k wo trade main zada sy zada hard work kary
              • #1237 Collapse

                Apki baat theak hay forex trading aik aisa work hay keh students bhi usko run kar sakty hay aur apny feet par khary ho sakty hay aur mera mashvra hay keh sath sath study ko bhi theak say time dain.
                • #1238 Collapse

                  forex k ley log apen pawo per kharay hu skate ahi.,si ley yah per wo yah pr kama ker k apne akhrajat ku pura kerte hain,.aur yah per wo aci life guzar sakte hain,.
                  • #1239 Collapse

                    haan bht say students is say acha earn kar rahay hain or apni studies bhi chala rahay hain app ko bas is kaam mai leearning ki zarooorat hai is mai mind use karna bht zarori hai yeh hai bhi aik mind game is liye students he is mai zada kamyaaab hain or koi wajah nahi hai k students he q zada kamyaaab hain
                    • #1240 Collapse

                      student bhi forex say earning kar saktay hy aur ab tu girls bhi good trader ban sakti hay but is kay liye mehnat karni hogi aap ko chayie kay ziyada say ziyada demo account par practice karay takay aap ka knowledge increase ho is tarha aap forex say bahot achi earning kar saktay hay yeh aik lifetime business hay .
                      • #1241 Collapse

                        bilkul thek kaha ap ne aj kal bohat mushkil hogaya hai high education hasil karna sur students forex k zarye apni study ko continue rakh saktay hain is se acha profit bana saktay hain as a part time use kar k.
                        • #1242 Collapse

                          ji han ye bat sahe hy kay students ko apni feet may kara hona hoga tab he o kamayb ho ga ager app kesi or kay kandi pa bandooq rako ga to ap kamyab nae ho sakkte is waja sa app na sab kuch khud he seekna ho ga or app na khoud kam karna ho ga
                          • #1243 Collapse

                            maray khayal main ye baat bilkul ghalat hai bcaz ager ak student forex trading main kaam start kary ga tu phir passay kamanay ki laalach main wo apni study ko prper time nahi day paye ga butt study say free hunay k baad bilkul kar sakta hai
                             
                            • #1244 Collapse

                              Forex students key leye aik acha source of income hy. maximum students tuitions parha kar guzara kartay hain. Unhain chaheyeh keh woh is business ko seekhain aur is say apnay expenses ko poora karain, Woh ghar bethay apni study bhi jari rakh saktay hain aur is business say kuch hasil kar key apni family ki help bhi kar saktay hain.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1245 Collapse

                                student k lye forex aik boht hi acha business hy jis se easily short time me earn kar sakty hain student yeh business part time join kar sakty hain or apni investment se apni earning start kar sakty hain or apni zrroriyat ji pora kar sakty hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X