Market ka jaiza leny key bawajood be loss kinu hota hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Market ka jaiza leny key bawajood be loss kinu hota hay?

    trading karny s phely market ka jaiza liya jata ha is ko anlysis kiya jata ha tab ja ka hamen entry milti ha ka ab ham sell karen ya pher buy karen lakin ye sab karny ka bad bhe hamen loss hota ha to galt bat ha ab galti kahan ho rhi ha market ki samjh kun nhe a rahi is ko 2 rweason han ya to ap sa galti hoi ha market ko analysis karny main ya pher market fundamntly move kar rahi is waja sa bhe esa ho sagta ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Market ka jaiza leny key bawajood be loss kinu hota hay?

      ge han dear agar hum forex main jald baze main trad karin gy to hum is main loss kar lain gy is liya main app say kahon ga kay hamain forex main mahant say he hum is main kam krain gay to he hum ismain kamyab hon gay forex aik best online business hai kabi bhe jaldi main trad na kairn agar app is main jaldi main trd karin gy to he hum is main loss kar lain gay
      • #18 Collapse

        Re: Market ka jaiza leny key bawajood be loss kinu hota hay?

        Market ka jaiza laye k bad bhi loss is liye hota hai k achanak se koi currency main news aa skti hai jis se hamara jaiza kam nahin aata ager news nahin aati tou hum apni planning thek se nahin karte hain hamain apni planny main apni analysis k mutabiq karni chahiye.
        • #19 Collapse

          Re: Market ka jaiza leny key bawajood be loss kinu hota hay?

          aapko apni masik Pali se nahin Pata kya aap Kyon government policies Kya Hai To Kabhi apni market ki daily routine Ko Dekhkar suture karna Nahin Laga Sakte second ke aapki application base karti hai ki aapki operation kis jagah per hai ab kis jagah per khade ho Agar market control 81 party ke Hath Mein Kisi ladke application Nahin to aap kabhi bhi ko control nahin kar sakte kabhi bhi uski Kuchh bataya nahin kar sakte hai kya
          • #20 Collapse

            Re: Market ka jaiza leny key bawajood be loss kinu hota hay?

            ho sakta hai news time aisay trader nai lot size hi apny investment se zaida lagai hoty hai 2nd baat yeh hai news time market aam dino se boht zaida movement karty hai agar trade achi lag jay boht zaida profit ho jaty hai agar bad lag jay phir boht zaida loss agar aap apnay account k hisaab se long money management wali trading karo to phir itny loss nai hota recover ho jaty hai agar news time scalping jaisy trading karo gai phir phanso gai account b wash karo gai
            • #21 Collapse

              Re: Market ka jaiza leny key bawajood be loss kinu hota hay?

              Market me kabhi kabhi unecpected move ho jato ha. Lekin ziada tar depend hamain analysis per he karna chaheye kionkay 98 % analysis sahee hotay hain.
              • #22 Collapse

                Re: Market ka jaiza leny key bawajood be loss kinu hota hay?

                Dear friend aapane kaha hai ki Kabhi e ham market ka Sahi Jyada Lekar bhi loss kar Baithe Hain iski vajah kya hai friends Mere Minds ke mutabik ham log Kahin na kahin Koi galti kar Jaate Hain market ko samajhne ki Ne Agar Ham market ko acchi Tarah samjhenge Agar hamare pass is ka experience hoga Tu Hi Ham Achcha profit Hasil kar sakte hain Agar Thodi Si mistake Ho Jaati Hai market ko samajhne ke liye To Ham last ki taraf Chale Jaate Hain
                • #23 Collapse

                  Re: Market ka jaiza leny key bawajood be loss kinu hota hay?

                  Market ka jaiza leny k bawajood bhi Jo log loss uthaty hen is men inky overconfident ki Sab say brri waja hai agr ap logunnko trading ka experience nhi hota or wo log khty hen kh trading KR sakty hen or easily apny work ki limit ko na dekhty hou bhi trading start KR dety hen jis sy in ko loss hota hai
                  • #24 Collapse

                    Re: Market ka jaiza leny key bawajood be loss kinu hota hay?

                    no my dear friend maray khyal say to forex main koi asi jaadu ki chaadi nahi hai jis say humain forex trading main humasha profit kyun kay forex trading ak jadu nahi hai balkay forex trading ak bhut hi acha online business hai our humasha forex trading ko as a business karay na kay yah sochain kay forex main koi jadu ki chaadi mel jay jis say just profit ho to asa possible nahi hai
                    • #25 Collapse

                      Re: Market ka jaiza leny key bawajood be loss kinu hota hay?

                      Kun kay as men hum kotahy kay sath f forex men kam karty hain as men agar hum mahnat karty hain tu hum as men achy earning hasil kar sakty hain as lia hamen forex men jaldi kay sath forex men kam nahin karna hot ahy kun kay agar hum forex men saber kay sath trading karty hain tu hum as men kabhy bhe achy earning hasil kar sakty hain as lia hamen forex men bahut sakon kay sath achy trading karny hoty hy
                      • #26 Collapse

                        Re: Market ka jaiza leny key bawajood be loss kinu hota hay?

                        forex trading ka bussiness loss proof bussiness nai iss mai ap apnay loss ko minimize kr sktay hain lakin iss se bach nai skaty, expert se expert trader b forex mai loss krta hai, agar ap nay ik trade open krnay kayt liye market ko achi tarah analyze kiya aur trade laga de lakin ap ko uss se loss ho jata hai tu iss ki waja basically buyer aur sellers kay darmiyaan competition se hota hai.
                        • #27 Collapse

                          Re: Market ka jaiza leny key bawajood be loss kinu hota hay?

                          Dear Fellow Analysis karty waqt Bhoat Say traders Jald bazi say kam Lyty hain jo kay Akhr main loss He Dyta hai Or Aap Ko Chaye kay market kay pechy Na Baga karein balky market ko Apny pas Any Dia karein per Trade open kiya akrein ku kay market kay Sath ap Beat nahi kar sakty hain aap ko market main Zada Say Zada Wait karna parta hai iss liy aap ko Chaye kay Aap market ko Achy Say Movement ko Smaja karein or Us kay bad He trade kiya karein jab aap Aisa karty hain toh Loss kay Chances Kam Hoty hain uss kay liy aap ko money management ko Follow karna Chaye or Smal Lot Size kay Sath Work kiya krei aisa kar kay he Kamyabi Mumkin ho sakti hai jab Aap Small Lot Size kay Sath kam kiya krein gay toh kamyabi Asani Say Or Aista Aista Milti hai.
                          Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
                          • #28 Collapse

                            Re: Market ka jaiza leny key bawajood be loss kinu hota hay?

                            Market ka Jyada aap to Le lete hain lekin baat karte Koi market ke andar bahut bada trader Rah jata hai jo Aakar Puri market ka ulat kar deta hai isiliye aapko chahie ki aap market ka Jyada lene ke bavjud bahut Bade train hun Sharab Tak aur Unse mukmmal final signal Karen Is Tarah Kabhi aapko Ullas Nahin aaega aur aap Hamesha prapt Hustle Karenge Kyunki aap apne Masuri ke mutabik market analysis kar lete hain lekin Kuchh bade bade bade Hain Jo ke market ka itne Bade trader a Jaate Hain Jo KRK market karo hi change kar dete Hain Kyunki Kuchh sala Kuchh bhaiya market ke andar Aakar market Kho Gaye Magar Army mein rakh Dete Hain
                            • #29 Collapse

                              Re: Market ka jaiza leny key bawajood be loss kinu hota hay?

                              Hamen is business Mein kam karte hue market ko acche tarike se samajhna chahie Hamen market Kochi tarike se samajhte Hue trading Karni chahie Jab Ham market ko acche tarike se samajh Le To fir Hamen trading Karni chahie Hamen bagair soche samjhe market Mein trading Nahin Karni chahie market ki moment Kabhi Bhi Ek Jaisi nahi hoti market ki movement change hoty rahti hai isliye Hamen market ko acche tarike se samajhte Hue trading Karni chahie Hamen market ko samajhne mein jaldbazi bhi nahin Karni chahie jaldbaji ka result Hamesha loss hi hota hai isliye Hamen lost Se Bachana Hai To Hamen Hamesha Apne kam ko Sabar ke sath karna hoga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Market ka jaiza leny key bawajood be loss kinu hota hay?

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                                Some time market ko achi tarha analysis be kia jata hay aur economic news jab release hoti hay to es ka mad e nazar rak kar be trading karny se loss hota hay es ki waja se mery khayal me ye hay key market kesi be unexpected social news ki waja se unexpected movement karny lagti hay es movement ki waja se traders ka market analysis karna us key kam nahi ata hay aur un ko loss ho jata hay.
                                Assalamu alaikum sabse pahle koshish Karna chahie ki jo news I hui aur news information vagaira vahan per dekh le aur market ka jyada le le ja raha hai to aapko yah karna hai ki main ja rahi hai aap friend close na Karen bilkul kyunki agar aapke pass bolna jyada hi to Umar kal aaj me upar aaegi aur FIR proper profit per hi aap close kar dun thankyou

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X