Throw out your greed

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #391 Collapse

    bhai jaan ksii bhii business me lalach bht buri cheez he.forex trading ke business mein hum boht zada amount ko deekh kr lalach mein parr jaty hain jiska nuksaan humein bhari raqam mein ada krna parta hai or wo trader kabhi suuceed nhi ho skta.hme is me sabr se kam lena chahiye.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #392 Collapse

      forex k business mein ya baat tu sb ko pata hai k jo bhi forex mein greedy hota hai tu us ko bhut ziada loss ho jata hai iss liya forex mein hum ko greedy nahi hona chaya aur forex mein agar hum greedy thinking se ata hain tu hum ko loss he hota hai iss liya forex mein hum ko achy trading karni ki zaroorat hai.
         
      • #393 Collapse

        forex aik aisa business hy jis me ap fully satisfied ho ke trade kr sakty hn us me kisi bhi greed se kam ni lia ja sakta, q ke agar ap ne zra bhi yahn greed se kam lia ap aik heavy loss bear kr sakty hn so avoid the greed while trading
        • #394 Collapse

          mara bhai ya zarori ha ka hum greed ko throw out kar day agar shuro sa hi asa karay ga to asani ho gi or mushkil nahi ho gi profit hi profit ho ga agar lalach laray ga to hasil kiya ho ga vo bhi gava day ga
          • #395 Collapse

            Here when i would just like to share MY OWN message in a person The idea do not enter within forex trade whether the intention is actually merely to earn high IN ADDITION TO high earnings because the not just exactly about creating people rich, This will probably also punish an individual badly due to help an individual greed, therefore the superior to be able to throw The item out.
            • #396 Collapse

              Bhai iss maa hame kabhi bhi greed nahi honi chahyai ku k hamara saara kaam hamari greed hii karti haa iss liya trading karta waqat hame apni greed koo control karna chahyai yaa saaab saa bari ghalti hoti haa trading maa hamari.
              • #397 Collapse

                jo insan koi business start karta hai to ise chaiye ke mo laluch ko apne ander se mukamal thor par katam kar ke business suru kare .... agar wo asa kar ga to kabhi busniss main nakam nahi ho ga .... baqi rahi bat ups and downs ki to wo to har business ka hisa hoti hai .... humain lalach kie bager business karna chaiye to zaroor successful ho gay....
                м.αqєєℓ ѕнαнzα∂
                • #398 Collapse

                  ji haan janab ye bilkul sahi hai k humain apni laife main kabhi bhi lalaach ko koi jaga nahi dena chahiye khas tor say jab app trading ker rahy hoon tab app ko greed ko apny under say nikal phankna chahiye werna ye ap ko tabahi ki taraf lay jati hai or haath kuch nahi ata..
                  • #399 Collapse

                    Forex aik aysa fast business hy jissy samjna har aik ke bass ke bat nahy, forex trading krty howy aap apny mind sy greed ko bilkul nikal dyn, greedy he ke waja sy aap apni investment loss krty hyn, never do trade with greedy mind, hamesha cool aor patience mind sy trading kryn.
                    • #400 Collapse

                      Greed ko zaroor phankana chahiye kun keh jab tak hum is market main positive pips kay liye tezi karinge to loss kar dainge. lehaza ye zaroori hai keh market main hamesha koi achi strategy talash karen aur phir us se trading karin ta keh successful hon.
                       
                      • #401 Collapse

                        greed krna aik bohat hi buri baat hai kisi bhi trader ke liye mein to sabhi traders se yehi kahun ga ke wo jitna ho sake greed se door hi rahe is se ham loss khane se bhi bach sakta hen or profit kamane me bhi asani ho gi.
                         
                        • #402 Collapse

                          100 percent correct baat hai ke lalach se hamesha kaam kharab hi hota hai kabhi kisi ka bhala nhi hua is lalach se aakhir mai pareshaniyan or nuqsan hi mila hai uss shakhs ko jo lalach dikhata hai kisi bhi kaam mai.lalach bohot buri bala hai isse jitna bach sako utna acha hai aur apne kaam pe focus karte hue agay barhein or seedhe raaste se success haasil karein
                          • #403 Collapse

                            |Yes jo log greed krte han woh nuqsan uthate han and jo greed se save ho kr trade krte han woh faida uthate han so ap kosish kro k target k muttabiq daily chalo then tou theak ha per ager greed kro gae tou apna nuqsan ho ga save your self from this hamrfull thing other wise it's kill yew in trade throw the greed and work with target :)
                            TRUST ON ALLAH AND NEWER GIVE UP ... حسبي الله اونعم الوكيل (Mere Leye ALLAH He kafi ha )
                            • #404 Collapse

                              G bilkul trading ma greed bht he dangerous hoti ha is liy ager ap trading ma successful hona chahty hein tu ap ko greed sa bechna ho ga warna ap big loss b kr skty ho.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #405 Collapse

                                Dear forex main trading kartay waqt ap greedy ho kar trading na karay balkay apni skills k sath trading karay or greed se avoid karay warna ap ka business totally destroy ho jaye ga...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X