Trading mai loss srif human emotion ki waja sy hota hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mai loss srif human emotion ki waja sy hota hain
    Asalamu alaikum.
    Trading mai loss less experience or knowledge ya low capital or high lot ki waja sy ni hota srif or srif human emotion Loss ka dar , lalach , jaldbazi , trade miss hony ka pressure srif in sub ki waja sy loss hota hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading mai loss srif human emotion ki waja sy hota hain

    Aapko Agar trading Mein alas nahin karna to aapko chahie ki aap Soch samajhkar trading Karen agar aap Soch samajhkar trading karte hain to aapko ismein last Nahin Hota Kyunki Soch samajhkar trading karne wali Hamen profit Deti Hai Las Nahin
    • #3 Collapse

      Re: Trading mai loss srif human emotion ki waja sy hota hain

      Yah Baat To aapki bahut hi acchi hai ki Hamen trade Mein loss emotion ki vajah se hota hai Kyunki Jab Ham trade Laga Rahe Hote Hain To Ham bahut jyada emotionally Ho Jaate Hain aur ham Mein chahie ki Ham Hamesha say it hard ke sath trade Karen aur emotional Na Ho Kyunki Agar Ham emotional hokar apni trade lagaenge yah apni trade Mein kam Karenge To Hamen kabhi bhi trade Mein kamyabi Nahin Milegi aur ham apni trade main bhi successful Nahin Ho Sakenge isiliye Hamen chahie ki Ham emotional hokar trade Na Lage Daal Ke Itihaas aur Soch samajhkar trade lagaen ki ke Jitna Jyada Ham Itihaas ke sath trade Karenge utna Jyada Hamari trade successful Hogi aur ham Forex main bhi Kamyab ho sakte hain
      Ager Post ache lagi ho to thanks zaror den
      • #4 Collapse

        Re: Trading mai loss srif human emotion ki waja sy hota hain

        G bhai emotions jab control me rahe tab he ache lagte ha aur jab ap kuch ziyada emotional ho jate ha to ap khud par control nahi rakh pate apko kaam karnye mein koii maslaa ni hugaaa. beacuse practice is the key off sucess. too jitnii zydaa practice hugii forex trading mein kaam acha huga
        • #5 Collapse

          Re: Trading mai loss srif human emotion ki waja sy hota hain

          g han ap naay sshi kha hai humain apnay emotions pay kabooo pana chahiye q keh humain apnay emotions ki wajha say bhi loss ho jaata hai to es liye humain achay say apna kam jari rukhna chahiye or humain es maain apnay emotions ko control main rukhna chaahiye agar humes traah say apna kam kuray gay or apnay emotions ko hum control main rukh kaay apna kam kuray gay to humain asani say kamyabi bhi gain ho jay giii
          • #6 Collapse

            Re: Trading mai loss srif human emotion ki waja sy hota hain

            forex trading aik mind game hai.foex trading krnay k liay hmain mazboot asaab ka malik hona chahiay kyoun k trading krtay waqat bohat se aisay mwaqaa atay hain k jab hum apnay jazbaat pr qaboo nahi rakh patay or jazbaat main aa kr ghlat faisla kr baithtay
            hain or profit earn krnay ki bhae loss kr baithtay hain.baaz oqat hum kisi loss pr trade lagatay hain or hmain profit hona shuru ho jata hai hum josh main aa kr usi pair pr lot size barha kr trading krnay lag jatay hain or market hmaray against ho jati hain hum ne
            jo profit socha hota hai wo achive nahi kr patay or loss ho jata hai.is liay forex trading krtay huay zaruri hai k hum mently active hon or aram o sukoon se soch samjh kr trading krain.
            • #7 Collapse

              Re: Trading mai loss srif human emotion ki waja sy hota hain

              g bilkul forex trading kay bussiness mai ziyada tr log loss apnay emotions ki waja se krtay hain, traders kay emotion mai anay ki ik waja ye hai kay jb woh loss krtay hain tu apnay emotions pr qabo na kar patay aur mazeed loss ki taraf chalay jatay hain, dosri waja emotion mai anay ki lalaach ahi aksar traders lalaach mai ah kar jaldi jaldi trading krtay hain jis se in ko loss hona start ho jata hai.
              • #8 Collapse

                Re: Trading mai loss srif human emotion ki waja sy hota hain

                trading min los sirf emotion ki waja sa hota ha kay ye bat thek dekhen ap pchylogoy trading maon 50 %kirdar ada karti ha matlb waqi ap ko ap ka emotion ki waja sa zeyada loss hota ha to ap koshish karen ka apny emtion par cantrol karen inaZAR KARNA SEEEHEN YEHE AP KI SAB SA BARI KAMYABI HA
                • #9 Collapse

                  Re: Trading mai loss srif human emotion ki waja sy hota hain

                  Ji Mere Pyare bhai aapane jo baat ki hai ki Forex ke andar Hamen Jo loss hota hai vah Hamare Apne emotional hone ki vajah se hota hai bilkul aapki baat theek hai Kyunki Hamare Aksar member Kya Karte Hain Jab aur trade open karte hain to use Waqt vah trade ko sahi tarah se manage Nahin Karte aur vah friend ke against trade ko open karte hain Jiski vajah se unke emotional kharab Hona start ho Jaate Hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading mai loss srif human emotion ki waja sy hota hain

                    Assalamu Alaikum dear Forex member humain forex trading kay bussiness mai ziyada tr log loss apnay emotions ki waja se krtay hain, traders kay emotion mai anay ki ik waja ye hai kay jb woh loss krtay hain tu apnay emotions pr qabo na kar patay aur mazeed loss ki taraf chalay jatay hain, dosri waja emotion mai anay ki lalaach ahi aksar traders lalaach mai ah kar jaldi jaldi trading krtay hain jis se in ko loss hona start ho jata ha
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading mai loss srif human emotion ki waja sy hota hain

                      g han trading ma loss hone ki weja hamare emotions hen is liye hume jazbati ho ker trading nahi kerni chahye demo acount py practise krny sy apko idea ho jai ga k apna loss kr rhy hn ya profit hoga apko so demo acount is very useful ap aik dafa hee achay say practice karo to dubara zarort nhee pary gee wasy ap ke marzi ap kar sakty ho koi issue nhee but trading may knowledge or experience ke zarort hoti hay
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading mai loss srif human emotion ki waja sy hota hain

                        Trading karni hai tou apko apne emotions ko control main rakhna chaye Jo log real trading key sath sath practice ko bhi continue rakhtey hain woh kamyab rehtay hain. Practice sey aap ki trading refresh hoti rehti hy aur aap ka confidence bhi build up rehta hy agr humain demo ko use karty hain to humain acha profit ho ga
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading mai loss srif human emotion ki waja sy hota hain

                          Assalamu Alaikum friends kaise hain aap sab khairiyat se Honge upyog Mein Hamen loss Surat Mein Hota Hai Jab Ham collected karte hain Hamen chahie ki sabse pahle Hamen experience Hasil karna chahie market Kyon movement aur Market ki analyses ko dekhna chahie Jo log market ko samajh leta hai vah log Kabhi loss Nahin Hua Kabhi Maar Nahin khate To Hamen Jyada Se Jyada mehnat Karni chahie mehnat Karke Ham acche trader Ban sakte hain hamare pass Jitna experience Jyada Hoga ham utani hi acche tedapan Sakenge aur Achcha profit Hasil kar Sakenge To Hamen chahie ki Jyada Se Jyada mehnat Karke kamyabi Hasil Karen aur aage Badhe
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading mai loss srif human emotion ki waja sy hota hain

                            Forex m hmesha apko loss apki apni jldbazi ki wajha se hta jldbazi mn insan ogl hojta h ur bht kuj kr bethata h jo k use ni krna chye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading mai loss srif human emotion ki waja sy hota hain

                              Ji han bilkul trading Mein Hamara loves Hamare emotion ki vajah se hota hai Hamen chahie Hamen Apne motion ko control Karke trade Lagani chahie isase Hamara hi bahut hi jyada fayda hai aur Hamen Achcha Pata selokarJi han bilkul trading Mein Hamara loss Hamare emotion ki vajah se hota hai Hamen chahie Hamen Apne motion ko control Kar Ke trade Lagani chahie isase Hamara hi bahut hi jyada fayda hai aur Hamen Achcha Prophet Hasil Hoga aur ham Kamyab hoga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X