Forex ma abhi tak kis nay loss nahi kia?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1171 Collapse

    Asslam-o-Alakum my dear brother i think k forex trading main koi be asa trader ni ho ga jis ne apni trade main loss na kia ho kuin k forex trading ak risky business hai aur is loss to ho hi jata hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1172 Collapse

      bro loss tu business ka hisa hota hai jaha ap profit gain karty hai waha ap ko loss be ho sakta hai hamin loss say gabrana nahi chiye hamin apni mehnat say is ko kam say kam karny ki koshish karni chiye
      • #1173 Collapse

        na bhai aisa koi bi nahi hu ga jis na abi tak is ma loss na kiya huwa yah aik business ha aur is ma nafa nuqsan dono huta ha kabi is ma profit huta ha aur kabi loss yah aik business ka hisa ha aur koi kitna bi expert kiyu na hu uska loss hu hi jata ha aisa mumkin nahi ha ka is ma kisi ka loss na hu profit hi profit hu
        • #1174 Collapse

          dear, forex ek bohat risky business hai es men hum jitni marzi koshsh kar len loss ho he jata hai so In my point of view, ko b aisa trader nhi ho ga jis ny start se lay kar ab tak koi loss na kia ho ga humen loss se bachne k leye ziada se ziada experience hasil karna hoga then hum forex se achi earning kar sakte hen
          • #1175 Collapse

            bhai jan sab he ko loss hota hai jitna bhi bara trader koi kiun na ho us ko loss hota hai kisi na kisi trade me or us ko loss ko recover karna bhi ata hai bas is me mehnat se kam karna chahiye loss khud ba khud asani se he recover ho jate hain .
            • #1176 Collapse

              theprofitand the losss is thepart of the busiensss we should eb jsut make the goood knowledge and the experince int he forex busiensss learning can make us the goood earner in the forex busienssss the great ability in the forex busiensss amke su the gooode arning fulll busiensss in the forex busienssss
               
              • #1177 Collapse

                Nahi bhaei meira khiyal he eisa banda to apko keoi nahi mile ga jis ne forex min aj tak loss na kiya ho because ye aik business he es min loss bhi hota he aur profit bhi hum loss bhi leite hin aur profit bhi to ye to ho sakta he k hum kam loss lin aur ziyda profit magar ye nahi ho sakta he k hum loss bilkul na lin.
                • #1178 Collapse

                  dear main tu kai bar is main loss ker chuka hon or abhi pta nahi or kitna liss ho ga maray se ker bar greed main loss ho jata hai
                   
                  • #1179 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: pk4x1234 پيغام ديکھيے
                    Kiya Forex ma koi hay jis na loss bilkul nahi kiya ho 1st day sa ab tak?
                    mery khyal mein aaj tak forex mien sirf us ney loss nahe kea jis ney kabi forex nahe ki keon yeh ek aysa business he jis mein trader ka loss zaroor hota he per jis ko trading atti he wo es loss ko recover ker leta he or jis ko nahe atti wo or loss kerta he.
                    • #1180 Collapse

                      It is very good for you as a tarder to try and follow the main rules in this business so that you will be able to make good money at any given time
                       
                      • #1181 Collapse

                        forex me wese bhut logo nai loss kia hai lekin jo forex shru sai master hai shayad unhu nai loss kia hoga abi tak lekin hum bhi forex sahi traha sai sajh kar trading hum bhi loss nh karega.
                        • #1182 Collapse

                          It is very good for you as a tarder to try and concentrate very much in this business for you to make good money at all times
                           
                          • #1183 Collapse

                            Forex me mjhe kch hi time hua h but ALLAH ka lakh lakh shukr h ke abhi tk mere sth kch esa nhi hu aa means loss nhi huaa ... its all depends on your practice,experience,knowledge
                            • #1184 Collapse

                              bhai esa to possible he nahi hy k forex trading main loss na ho business main to profit or loss 2no ho sakty hn forex ak risky business hy is main carefully se trading krni chahye,,,,,,,,,,,
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1185 Collapse

                                dear man new hun forex trading man bhe or is forum per jaha tk many sunna hai esa koi trader nhe hai jis ne loss nhe kiya ho forex ek international business hai jis man loss or profit 2no he hain kabhe loss tu kabhe profit

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X