Scalping aur Hedging !

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    ap ki batai gei strategy achi hay lekin agar is ko without good knowledge k use kiya jaye to is main loss k chances ziada bhi ho saktay hain aur yeh technique risky bhi ho sakti hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Dear hedging or scalping humein sirf us waqt he karni chahiye jab humein in ki zaroorat ho agar zroorat nhi ha tab in ko use karna risky hai agar ap ka account loss me hai tab ap hedging kar sakty hai or scalping humein tab karni chahiye jab ap ko pta ho k market itny time tak 10 to 20 pip up down jaye gi tab ap chota chota order laga kar scalping se profit hasil kar saky ho.
      • #18 Collapse

        bhai jaan hedgin aur scalping agar app aik saath use kareingay toh is mein appko monitor k saath chipakey rehna hoga aur market ki har movement ko watch karna hoga kiyun k agar is mein market app k hedge kiya howay position se up chali gayii aur appney entry point miss kardiya tab app dobara loss mein chale jayeingay aur appko faida nahi hoga..
        • #19 Collapse

          dear scalping ore hedging donu trading techniq han jin ko trader trading kertasy huay use kertay han .scalping ka matlib ye ha k aap short time k liay trade open kerain ore little orifit se trade close kerain .ore hedging us time per use ki jaati ha k agr aap ki koi trade loss me ha ore saath hi kisi news ka time ha to aap utnay hi volum ki opposite trade open ker dain is tra aap ki equaity save rahay gi is stretegy ko hedging kejtay han
          • #20 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: adnan raza پيغام ديکھيے
            Brother Mere Mind mein aik Plan hai , Agr Hum scalping or hedging dono ko use kare tou kesa hai, Means Agr hum scalping kerte hai or 0.10 cent se buy ker lete hai kisi point per or market move ker jati hai or hUm loss start ho jata hai tou hum waha 0.20 se sell ker lete hai means hedging start istarah loss b cover hota rhe ga or saat profit b ho jaye ga Plz sab Apni Raye dey.:cool:
            Foex trading main scalping alag cheez hay aur hedging alag, Scalping usay kehtay hay jo hum choty choty trades lga kar profit gain karty hay aur close kar daity hay eskay elawa hedge minus trade kay ult trade lganay ko hedge kehtay hay.
            • #21 Collapse

              scalping main ap bari lot size se chand pips main trade ko close ker ke achi earning hasil ker lete hain agar ap iss main kamyabi chete ho to sath main ap ko hedging ko bi use kerna ho ga teke ap ko bara loss na ho then hi ap kamyab ho ge
              • #22 Collapse

                salm to all ,dosto scalping asi technique jis may trader kam capital sa small profit per trade kerta hay,jab ka ager hamain market ka sahi condition ka pata nahi to ham buy or sell doino ki trade open kerta hain or phir jab market aik direction may chalna lage to loss wali trade ko close ker data hain,ya simlop hedging ki defination hay.
                • #23 Collapse

                  dear friend ap nay acha sawal keya hay aur amy agree hu headding aur scallping kay bary may sccalping ik acha tarika hay tradding kay leyi aur may khud be isis tarikay say tradding kerta hu is may small tradding hoti hay
                  • #24 Collapse

                    yes brother aap ki science ka aap ko ziada iedia ho ga waisy aap ka idea bohat best hy is tarah ham apny hony waly loss ko cover kar sakty hain or is tarah ham profit bhi gain kar sakty hain
                    • #25 Collapse

                      yah to har ak kie soch ha ky wo sochty kesa han keya chez bether ha mary khayal main to done he chazain he bather han in main kam karny sy ap bhot kuch earn kar sakty han ab jo dil main ay karin
                      • #26 Collapse

                        yes my dear app nay bilkul sahi kaha main app ki baat say agree hoon iam agree with you my dear friend app nay jo scalping ka tariqa qaar bataya hai bohat sarey logon ko es say kafi hosla tasali mili hogi ab woh market mein achi trade aur profit hi earn kar rahen hon gey wase my dear main khud ye statrgey scalping use karta hoon agar trade market mere mukhalif chaley jaey to main yehi statrgey scalping use kar kay market say acha profit earn kar leta hoon his a very best scalping for market profitable
                        • #27 Collapse

                          g han yeh bh each treka hey lekin merey khyal main scalping aur haedging ager ap ek sath use kerna chahety hain to u skeh liey makrt ke movment fast honin chhaiey aur ek terf us ke movemnt zyada honi chhaiey mean keh jis terf jaiey kumuz kum 25 30 pip fill krey
                          • #28 Collapse

                            dear acttually am newbie here so mujhy is ki koi proper knowledge nahin ha . recntly he join kia ha to abhi kuch zada knowledge nahin ha postings he ker rha hun for bonus then trade expernce karunga so now am nill
                            • #29 Collapse

                              Brother remember that kuch broker scalping aur hedging allow nai karty jin mein insta forex b shamil hy. agar ap insta forex account per bonus k sath scalping ya hedging karen gy to ap ka account ban kar diya jaye ga. is liey pehly ap insta forex k rules ko study kar len ta k ap ka account ban na ho.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: adnan raza پيغام ديکھيے
                                Brother Mere Mind mein aik Plan hai , Agr Hum scalping or hedging dono ko use kare tou kesa hai, Means Agr hum scalping kerte hai or 0.10 cent se buy ker lete hai kisi point per or market move ker jati hai or hUm loss start ho jata hai tou hum waha 0.20 se sell ker lete hai means hedging start istarah loss b cover hota rhe ga or saat profit b ho jaye ga Plz sab Apni Raye dey.:cool:
                                ye ap ney aik achi strategy batae hai aur is sey hamain bahut faida hoga.ap senior log is tarah ki strategies yahan par post kartey rahain to hmain bahut faida hoga.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X