Kamyab trader? zyada earn kerne wala ya zyada jan'ne wala

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #751 Collapse

    Bhai jan ye ap ne kesa sawal kar diya hai ab bhai jee zahir si bat hai k agar koi forex trading business k baray main janta ho ga to he us mein ziyada earning karay ga na is liye meray khayal se kamyab trader wo he hai jo zyada knowledge aur experience rakhta hai forex trading k bary mein.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #752 Collapse

      dekhiy jo kamyab hota hy osko earning to hoti hi hy aisa nhi hota hy ke osko earning na ho or han ke zyda jan ne wala
      is ka knowlege to rakh sakta hy per is ka deler nhi ho skta hy
       
      • #753 Collapse

        thek kah rhe ho bhai jan app mein khud app ki baat sa mutafiq hn kah agar aik trader ka pas bohat zada knowledge ha and still woh kam earn kr rha ha to that means woh apne skills and knowledge ka proper optimum level pr istamal nhi kr rha ha to woh sab useless ha.
        • #754 Collapse

          trading mein wohi ziyada successful hotay hain jin ka experience es work mein ziyda ho kiyon k es business mein successful honay k liye ap ka knowledge hona buhat he zarror hai thankful for question
           
          • #755 Collapse

            ziada knowledge wala kamyab hai ziada earn karne wale kai nisbat kyo kai knowledge ki wajah kar wo loss sai door rehta hai jab kai bagair knowledge kai earn karnai wale ko kisi bhi waqt loss ho sakta hai.
            • #756 Collapse

              ziada knowledge rakne wala hi ziada earning kar sakta hy dear is lye ke agar ap 24 hours trading karte hen or ap ke pass trading ki knowledge naii hoti to ap kese earn kar sakte hen lekin agar ap sirf 3 gente trading karte hen or ap k pas knowledge ho to ap ziada kama sakte hen
              • #757 Collapse

                jin logo may yeh dono khoobiyan hon wohi kamiyab or achy trader hoty hain q k indono baton ka apsa may taluq hota hai rishta hota hai and usi basy per in ka connection hota hai may to yehi kehna chaou ge
                • #758 Collapse

                  haaaaann geee sahe kaha hy bro apy ....jo ziada janta ho wo ziada earn kr skta hy mry khayaal ma to isy esa hona chahye tha chalen khari phir bhi bt apki theeek he hy or forex to best hy he ........
                  • #759 Collapse

                    Kaamyab trader zada earn krnai wala hota hai ar usi k ps sb sy zada education hoti hai.zada knowlege wala hi zada earn krta hai aisa kbi ho nhi k koe zada earn krta ho ar us k ps zada knowledge na ho
                    • #760 Collapse

                      department in her town to come around and pick up the 60 foot tall crane. If you have an old couch, an old table, an old refrigerator, or an old washing machine, you can call the sanitation department, and they'll come around and pick it up.
                      • #761 Collapse

                        Mere bhai ap ney bhot hi acha sawal kiya hai mere bhai mere khiyla se to kamyab trader ziada jan;ny wala hai mere bhai Q k ose trading ki bary main har cheez ka knowledge hota hai or wo bad mein bhi asaani se ziada earning kar sakta hai.
                        • #762 Collapse

                          my freind mere hisaab se experience has great impact on becoming a successfull trader without experience k insaan koii kaam bhi theek se nai krskta hai bcause experience aik aisee cheez hai jisse insaan ko bht help mltee hai aur expereince aisee hee nai hojata hai iss k liye bht mehnat krnee pdtee hai is liye my advise is dnt trade without experience
                          • #763 Collapse

                            wesy to dunya main usi ko kamyab smja jata hai jo zyada profit kmata hai pr forex pr kamyab traderd wohi hai jis ko es forex pr kam ki zyada malomat hai e ley kamyab wohi hai jis ko zyada malomat hai.
                            • #764 Collapse

                              g bahi zada earn wo hi karay ga jis ko trading ki zada smj booj ho gi,,, is liay trading meh yeh dono cheezain bht ehmiat rakhti hain.ya thk ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #765 Collapse

                                i think brother forex ko ziada achy sy jannay wala or apni knowledge ko forex mein achy sy implement krny wala e good trader h. jb koi trader achi trah knowledge ly k or usk andar trading skills b ajatin hen tu wo experience gain krta jata h apny profits ko maximise kr k apni earning barhata chala jata h.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X