Kisi country ki currency weak ya strong kaisy hoti hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kisi country ki currency weak ya strong kaisy hoti hain?
    Dear friends Kisi bhi mulk ki currency kamjor yah takatvar kaise hoti hai iske bare mein main aap logon ki Rai chahie.
    Jahan tak mujhe maloom mat hai hai Kisi mulk ki mukhtalif vaju hath ki vajah se currency kamzor yah takatvar hoti hai yani import jyada ho yah kam ho aur export kam yah zyada ho interest rate jyada ho yah kam ho political halat bhi currency per asar andaaz hote Hain. Tourism se Bhi mulko bada fayda hota hai aur use se currency per asar padta hai. Law and order currency per bada effect karte Hain. Dusri Mumalik ke sath acche talukat bi currency per bada effect karte Hain. Employment or unemployment bi mulk ki currency pay effect karta hai. Yah ne Kisi mulk ki currency ki demand us mulk ki currency key value badhata hai agar demand kam ho to currency ki kimat down ho jaati hai yani jitne jyada log US currency ko by karte Hain itni uski value badhati jaati hai agar log use currency ko sale karna shuru kar de to uski value down Hona shuru ho jaati hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kisi country ki currency weak ya strong kaisy hoti hain?

    Kisi v mulk k halaat uski currency pe asar andaaz hoty hen agr halaat amn o amaan se hun to currency ka rate kam rehta hy agr afra tafri k halaat hun to cheezen mehngi hoti hen jis se currency ka rate b high ho jata hy
    imranhaider
    • #3 Collapse

      Re: Kisi country ki currency weak ya strong kaisy hoti hain?

      dear Forex me currencies down ya up hoti rehti hen trend change hota rehta by jis ko maximum traders trading kay liye analyse kar kay is par trade karty hain iski body choti aur tail lambi hoti hai ye hmesha trend kay last main banti hai yani jab trend finish hony wala ho to ye candle banti hai is candle kay ban'ny kay bad ye candle market kay trend ko change karwa deti hai agar trend sell ka ho aur market main seller khatam ho jayen to is candle kay ban'ny par apko pata hona chahiye kay ab trend change hoga ye confirmation karnay k bad ap is ko analyse kar k trade kar sakty hain har trader ko is trend ki pehchan aur iska use must ana chahiye achy traders hmesha candles par strategy bana kakar trading karty hain hamain b inko samjna aur apni trading kay liye use karna chahiye is se mostly price reverse hoti hai or trend ki continuation ka bhi pata lag sakta hai is liay me tu strongly recommend karu ga kay ki trend continuation me or trend reversal me jitni ziada practice or study ho saky Karen. Is kay ilawa forex kay charts me bhi doji ko find kar kay learning ki ja sakti hai yeh dekhny main English alphabet T ki terahan hoti hey Jeb iski candle banti hey to is se pehly market main down trend hota hy main opening and closing price same hoti hey leken iski apni koi body nhen hoti sirf nechy ki terf long shadow hoti hey Jeb market open hoti hey to seller ki force strong hoti hey is liey nechy ki terf shadow banti hey leken bulls comeback kerty hain aor market price ko opening level per wapus ley jaty hain aor candle ki body nhen bennain dety. Jeb bhi jaey to next candle ka intizar kerain ager next candle is se oper ben jaey to buy ki trade laga dain keon keh bulls ki power strong hey aor market bullish hey iski candle ki terhan hoti hey aor yeh trend reversal aur trend continuation ki opposite hoti hey. Jeb yeh candle banti hey to market main phly uptrend hota hy Is main opening aor closing price same hoti hey leken oper ki terf aik long shadow banti hy Buyer ki force strong hoti hey leken seller comback kerty hain aor market ko up jany se rok dety hain aor market jahan open hoti hy wahin close hoti hey Jeb candle ben jaey to next candle isky nechy benay to sell main trade laga dain keon keh market ka bearish hy Stop loss ko shadow key uper ki limit per set kerain
      There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
      • #4 Collapse

        Re: Kisi country ki currency weak ya strong kaisy hoti hain?

        Assalamu alaikum dear Forex number Forex trading ke andar trade karne ke liye different countries ke different timing hoti hai har country same time they open nahin hoti aur yahi vajah hai ki Ham jis country ke sath trade karna chahte hain hamen uske timings ka pata hona chahie second number per use company ki use country ki trading ke upar kam karne ke liye market ki moments aur aap send down ke bare mein hamen har taraf se pata hona chahie tha ki hamen kachi rate kar sake aur market jab bhi open hoti hai yah maximum hota hai ki last mein hoti hai aur jab market mein log training karna shuru kar dete hain aur market mein trading ho rahi hoti hai uske upar Tak dekha jata hai ki market mein trading cell per lagai jaaye yah bye per aur yah tabhi mumkin hai jab aap Forex trading co jyada time denge aur market ke sath touch mein rahenge jitna jyada aap focus karenge apne trade ke upar hote nahin jyada aapko samajh mein aisa nahin hogi aur aapko trade karne mein jyada benefit Hassan hogi aur yah benefit usi Surat mein til ho sakte hain jab aapke pass use trade ke bare mein knowledge aur jiske upar aap trading karne ja rahe hain aur aap ki practice hona bahut jaruri hai jitni acchi aapke pass practice hogi hote nahin jyada aapko uska fayda hoga aur fayda hasil karne ke liye aapko chahie ki aap jyada se jyada Forex trading co time de kyunki yah ek accha business hai aur Ghar baithe ise bahut jyada munafa hasil Kiya ja sakta hai
        • #5 Collapse

          Re: Kisi country ki currency weak ya strong kaisy hoti hain?

          Kisi bhi country ki strength ki back per bahot sary fundamentals hoty hain ky agar ham kisi bhi country ki curreny ki strength ko measure kerna chahty hain tou same country ki economical condition aur country ki resources ko measure kerth hain ky agar kisi bhi aik country ki resources ki quantity uski apni requirement ya demand sy zyada hai jo woh other countries ko bhi export ker sakta hai tou is sy hamain pata chal jata hai ky same country ki currency strong bhi hai aur agar usko export isi terha continue rehti hain tou same country ki currency more strong ho jaey gi jabky agar koi aesa country jo other countries ky aur international manufacturing funds per chal raha ho aur apki koi export bhi na ho resources bhi apni national requirements ko pura na ker sakty hon aur jis country ki political leadership corrupt ho tou aesy countries ki currency weak hoti hai aur with the passage of time more and more weaker hoti chali jati hai agar ham forex market main two different countries ki currencies ky pair per trade kerna chahty hain tou hamain both countries ky fundamental analysis kerna hoty hain jis sy hamain pata chal jata hai ky jis country ki currency strong hony ja rehi hai aur kis country ki currency weak ho rehi hai tou uski hisab sy ham same currency pair main trade open kerty hain tou hamain achi earning bhi hasil ho jati hai hamain agar kisi bhi country ki currency value ky increase ya decrease hony ka pata chal jata hai tou ham same currency per sell ya buy ki trade forex market main enter ker dety hain aur aesy trade ko ham jabtak continue kerty hain hamain profit hasil hasil hota rehta hai just hamain aesy tamam factors ko consider kerna chahiay ky jis sy same country ki currency strong ya weak ho sakti hai
          • #6 Collapse

            Re: Kisi country ki currency weak ya strong kaisy hoti hain?

            Assalam walekum Pyare Bhai yaar Forex memberpress training ke andar trade karne ke liye different countries current timing hoti hai aur Har country save time open Nahin Hoti aur yahi vajah hai ki Ham Jis country ke sath trade karna chahte hain Hamen Uske timing ko pata Hona chahie ho sakta tha usse company ki use country ki training ke upar kam karne ke liye marksheet ki movements aur aap send down ke bare mein Hamen Har Tarah Se Pata Hona chahie aur Hamen Kuchh rate aur Market Jab Bhi open hoti hai aur maximum hota hai ki last Mein hoti hai aur jab market Mein log timing trading karna Shuru kar dete hain aur Market Mein trading ho rahi hoti hai uske upar Tak Dekha jata hai ki market Mein trading kal per Lagaye Jaaye ya boy per aur yah tabhi Mumkin Hai Jab aap Forex trading ko Jyada time Denge aur Market ke sath sach mein Rahenge aur Jyada aap focus Karenge aur apni trade ke upar saaf
            • #7 Collapse

              Re: Kisi country ki currency weak ya strong kaisy hoti hain?

              Yes. Dear forex trading ma ap ny dakha ho ga k kisi country ki currency weak hoti hai or kisi ki bhot strong hoti hai. Forex business ma ik chez common ye b hai k es ma jo well developed countries hain unki currency strong or jo under develop countries hain unki currency weak hoti hai. Forex ma kuch differences ki base par forex ma currencies ko 3 different types ma divide kiya giya hai. Major currency pair, minor currency pair or exotic pairs. Es topic ma ham currencies k weak or strong hony ko reasons ko discuss karyn gy.

              Weak currencies reasons
              . Forex ma kuch currencies weak hoti hai kiu k en countries ma current account deficit zayada hota hai. Secondly en countries ma employment rate bhot kam hota hota or thirdly ma countries ma inflation rate b bhot zayada hota hai. Fifth ye countries interest rate ko bhot jald increase ya decrease karty hain.

              Strong currencies reasons
              . Forex trading ma kuch currencies bhot strong hoti hai or ye es waja sy k wo well developed countries ki currencies hoti hai. En countries ka current account deficit hota he ni hai. Yani unki imports unki expert sy bhot kam hoti hai. Es k ealwa un counties ma job producing rate bhot high hota hai or unka inflatiom rate b bhot kam hota hai. Asi countries ki currencies stable or unka interest rate kbi kbi he change kiya jata hai.

              Trader ko forex ma hamesa major ya minor currency pair par trade karni chahe. Agr wo asa karyn gy to unko market ko samajny ma asani ho gi or profit gain karna b easy ho jae ga. Trading k lae kbi exotic currencies ko choose ni karna chahe kiu k wo bhot volatile hoti hai or unki liquidity bhot kam hoti hai so un par trade karny k kio khatir khawa results hasil ni hoty.
              Last edited by ; 19-10-2020, 07:23 AM.
              • #8 Collapse

                Re: Kisi country ki currency weak ya strong kaisy hoti hain?

                Dear jab aap Kisi country ki currency se related information Hasil kar rahe hote hain aur US country ki currency ko strong yah week hone ki reasons find out kar rahe Hote Hain To ismein Kuchh important factors Hote Hain Jo aapke liye bahut jyada valuable ho sakte hain aur aapki currency ko strong Aur bhi karne mein bahut jyada help kar rahe Hote Hain.

                1: Economic Conditions :

                Dear jab aap Kisi country ki economic conditions ko carefully study Karte Hain To yah bahut hi important role play kar rahi hoti hai aur kisi country ki currency per bahut jyada negatively or positively affected ho rahi hai isliye aapko Hamesha currency ki value calculate karne ke liye US country ki economic conditions ko bhi carefully study karna chahie.

                2: Politically Stability :

                Political stability bahut hi important role play karti hai aur kisi country ki currency ko strong karne ke liye bahut Thi important hoti hai agar Kisi Kendriya ki political celebrity perfect hai to vah currency ko strong karne mein bahut jyada help ho sakti hai isliye aapko political condition se related bhi properly updated Rahana chahie aur jab aap Kisi specific country ki currency ko calculate kar rahe hote hain to ismein political stability ko bhi include karna chahie.

                3: Gross Domestic Product :

                Gross Domestic Product Kisi bhi country ki economic condition ko rebuilt karne ke liye bahut hi important hoti hai dear agar aap Kisi country ki Gross Domestic Product income ko properly calculate karte hain aur Agar vah bahut jyada Hoti Hai To sher ki currency bahut jyada strong hone ke chance hote hain isliye aapko Gross Domestic Product ko bhi Jarur calculate karna chahie Jab aap Kisi country ki currency ko properly calculate kar rahe Hote Hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Kisi country ki currency weak ya strong kaisy hoti hain?

                  forex market mai hm currency mai kam kar sakty hain or hum pairs mai be kam kar sakty hain hamy market ke movement ky mitabik is mai kam karna ho ga phr he hum kam kar ky pasa kaam saky gy hum s mai live kam kar sakty hain har mlik ke currency ka rate up ya down hota hain asy he jab market mai gold ya slver ya other currency ky buyers ya sellers zada hoty hain to us hisab sy market move hote hain forex aik am business jasa nahi hain hum is mai agar greedy ban ky kam karty hain to hmra loss hain hamy is mai analysis ko learn kar ky use kar ky kam karna ho ga pher he hum agy bar saky gy hum is mai agar lalach o katem kar ky kam karty hain to hamy kaaybe hasial ho y ge forex aik best business jasa nahi hain hum s mai aagr tuka system sy kam karty hain to harma loss ha hum is mai baer balacne accout baa kar be kam kar sakty hai is mai hamara ko be boss nahi han hum is mai posts kar sakty hai hm is mai trade be laga sakty hain hamy soch sam kar kam kara o ga pher he hum agy bar saky gy hum s mai apny boss kud ap he hoty hain hum gar mai bath kar is ma kam kar sakty ha is mai hamara koi be boss nah hain yai aik legal busienss hain forex mai hamy currnecy mai or pairs ko watch kar ky kam karna ho ga pher he hum agy bar skay gy
                  • #10 Collapse

                    Re: Kisi country ki currency weak ya strong kaisy hoti hain?

                    Dear respected member kisi bhi country ki currency strong ya weak hone mein bohat sari reasons mojood hoti hain jaise interest rates, political conditions or growth mein consistency. Inhe reasons ki waja sy forex mein bohat currencies ki alue uptrend ya downtrend show karti hain jo countries mein interest rate zyada hote hain tou investors ko bhi acha return milta hy or aise countries mein job providers ka ratio bhi zyada hota hy tou obvious hy ky uss country ki currency strong hogi dusre currencies sy compare karne py jabke second important factor hy ky political stability agar strong hy tou market mein currency bohat value rakhegi kyo ky political stability interest rates ko stable rakhne mein kafi helpful hoti hy. Currency ky strong or weak hone mein economical growth ka sabse major role hy kyo ky jab bhi koi country apne businesses sy kafi income generate karti hy tou bohat jobs provide hoti hain jo clearly indicate karti currency ky strong hone ka jo forex mein currency ki value increase bhi karti hain or traders mein interest bhi deti taky profitable trade karna possible ho. Forex aik legitimate earning platform hy jo apne sab traders ko equally opportunity deta hy jo trader ki abilities or skills py munhasir hy ky kis tarah avail kare or jaise kaha jata hy ky traders ko career ky start mein currency pair sy start karna chahiye taky knowledge or experience increase ho or in he major factors ko zehan mein rakh ke trader apne aap ko professional bana sakta hy or basically currency trade mein spread bhi low hota hy as compared to metals ya crude oil trading mein.
                    Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
                    • #11 Collapse

                      Re: Kisi country ki currency weak ya strong kaisy hoti hain?

                      dear trader ap ne boht hi achi trade ki hay read kar kay boht acha laga ap ne jo likha hay kay kisi countary ki currency waek ya strong kaisy hoti
                      hay, dear biggners is mein ap sab kay laiy ek boht hi achi point of view hay seekhany kay leiy, dear ap ko pta hona chaheiy kay ja ham trading
                      karty hen kisi bhi bhi country ki currency strong ya weak hony mein sari reasons mojood hoti hen, jaese intrest rates political condition or groth
                      mein consistancy inhy reason ki waja se forex mein currencies ki wja se downtrend show karti hen, jo contries mein intrest rate zyada hoty hen
                      to investor ko bhi acha return milta hay or aise countires mein jo providers ka ratio bhi ziyada hota hay, to abvious ha kay us country ki currency
                      storong hoti hy, doosri currencies say compare karny py ja ke second important factor hy kay polictal stability agar strong hy to market mein
                      currency boht value increase hoti hay dear biggners bs yahi ek do reason hay cruncy barhany kay countries ki currencies ki value storng or
                      week hony kay ap ko chaheiy kay ap achay se trade karen ap ne apna time management scheduele set karen or apna achy se work karen jese
                      ap ko ziayda se profit ho or loss se bacah ja jasaky
                      • #12 Collapse

                        Re: Kisi country ki currency weak ya strong kaisy hoti hain?

                        Ji definitely Kisi country ki currency bahut hi strong Hoti Hai vah Kisi country ke currency bahut hi down hoti hai but Hamen ek hi papa trading Karni chahie Hamesha single papa trading Karen aur Hamesha USA currency Mein trading Karen uska currency ke andar trading karna Hamen proper Deta Hai To isiliye Ham Sabko Apna bonus level 20 improve karne ki koshish karne chahie aur kamyabi Hasil karne chahie Agar Ham Sab Yahan per mehnat Karenge To Ham Kamyab Honge to isiliye Apne time per apni setting Karen aur kamyabi Hasil karne ki koshish karen Yahan per mehnat Karenge To Ham Kamyab Honge to isiliye Dil lagakar kam Karen mehnat Karni aur apne time per Apna Kam Karen Apne time per Apna Kam karna Hamare liye bahut hi jaruri hai to Apna Dil Akshay kam Karen aur mehnat Karke time party Din Karen Jo Banda Timepass dating kha leta hai vah Kamyab hota hai to mehnat Karke Apna Kam karna Sabke Liye Jaroori hai so isiliye Dil Laga kar kam karna chahie aur mehnat Pal Ke Apna bonus level improve karna chahie Apne bonus ko improve call kar Ham Sab Yahan 5 Kamyab ho sakte hain to isliye Apne time par Apne trading Karen aur mehnat Karke Apne bonus ko improve Karen ISI Mein Hamara advantage hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Kisi country ki currency weak ya strong kaisy hoti hain?

                          Assalamu alaikum my dear all Forex member Dear jab aap Kisi country ki currency se related information Hasil kar rahe hote hain aur US country ki currency ko strong yah week hone ki reasons find out kar rahe Hote Hain To ismein Kuchh important factors Hote Hain Jo aapke liye bahut jyada valuable ho sakte hain aur aapki currency ko strong Aur bhi karne mein bahut jyada help kar rahe Hote Hain
                          Dear jab aap Kisi country ki economic conditions ko carefully study Karte Hain To yah bahut hi important role play kar rahi hoti hai aur kisi country ki currency per bahut jyada negatively or positively affected ho rahi hai isliye aapko Hamesha currency ki value calculate karne ke liye US country ki economic conditions ko bhi carefully study karna chahie
                          Political stability bahut hi important role play karti hai aur kisi country ki currency ko strong karne ke liye bahut Thi important hoti hai agar Kisi Kendriya ki political celebrity perfect hai to vah currency ko strong karne mein bahut jyada help ho sakti hai isliye aapko political condition se related bhi properly updated Rahana chahie aur jab aap Kisi specific country ki currency ko calculate kar rahe hote hain to ismein political stability ko bhi include karna chahie
                          Gross Domestic Product Kisi bhi country ki economic condition ko rebuilt karne ke liye bahut hi important hoti hai dear agar aap Kisi country ki Gross Domestic Product income ko properly calculate karte hain aur Agar vah bahut jyada Hoti Hai To sher ki currency bahut jyada strong hone ke chance hote hain isliye aapko Gross Domestic Product ko bhi Jarur calculate karna chahie Jab aap Kisi country ki currency ko properly calculate kar rahe Hote Hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Kisi country ki currency weak ya strong kaisy hoti hain?

                            kisi bhi country ki currency k weak ya strong hony ki bohat sari reasons ho sakti hain sab se main reason tou ye ho sakti hai k wo country aik developing country ho yani k wo abhi sahi tarhan emerge na hui ho is k elava jo other factors kisi country ki currency par effect kerty hain wo ye hain interest rate , growth consistency , aur us country ki political situations in ki wajah se bohat sari currencies ki value forex mein up trend ya phir down trend ko show kerty hain jis country mein interest rate zeada hota hai tou us mein investors ko bhi faida hota hai aur un ko return mein acha milta hai aur aisi countries mein jobs ki ratio bhi sahi hoti hai aur employment rate bhi sahi chal raha hota hai is tarha us country ki currency doosri country k muqably mein strong ho gi
                            doosra factor jo k kisi country ki currency ko high ya phir low kerta hai wo hai polictical factor agar kisi bhi country ki political stability strong ho gi tou is se country k currency rates high hon gy aur is se wo market meiin bohat zeada value rakhti ho gi lekin is k opposite agar kisi country ki political stability theek nahi ho gi tou market mein us ki currency ki value bhi achi nahi ho gi is k elava jo third factor hai wo economical growth hai aik aisi country jo k apny business ker k apni economy k growth rate ko increase kerti hai tou us ki currency ki value bhi zeada ho gi aur agar kisi country ki economic growth weak ho gi tou us ki currency ki value bhi low ho gi is liye business bhi market mein aik acha impact generate kerta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kisi country ki currency weak ya strong kaisy hoti hain?

                              Dear pyary forexer Kisi be currency kay down or up honay ma bestar wajoohat Hoti hai Jo positive reports per be mabni Hoti hai or negative reports per be mabni Hoti hai jesa kay US ke currency jab strong Hoti hai to Baki currencies down jati hai mulko ki usma various factors shamil hotay hai jiska zikar ham yha karengy.

                              1. Kisi be mulk ki currency strong tab Hoti hai jab mulk khushali ki taraf kamzan Hota hai mulk ma hangamay Nahi horahy Hota have taraf saloon Hota ha or her cheez apnay waqt pe Sahi horahi Hoti hai.
                              2. Kisi be mulk ki daramdat Ka asar be mulki currency ki kamzoori Ka sabab banta hai kiun ke ager ham apni baramdat ma in 2no cheezon mein SE hamri imports zada hongi to hamra pasa week Hoga kiun ke ham apni exports SE zada bahar SE cheezein mangwate hai jis SE unki currency ko aik strong hit milti hai or hamy currency ki weakness us ma milti hai.
                              3. Kisi be mulk ki economic haalat uski currency per asar Andaz hotay hai ager log maali tor per Khush na hon or mulk ma ghreebi ho or log berozgari ki Zindagi guzar rahy ho waha be currency week Hoti hai.
                              4. Kisi be mulk ma unemployment Ka zada Hona hamri currency per asar Andaz Hota hai or poverty ki wja SE balance barkarar Nahi rehta.
                              5. Mulk ki sayasi soorat e haal be currency ma weekness lati hai jis SE 2sray mulk ki currencies ko faida Hota hai.
                              6. Mulk ki majmoye peedawar jisko ham gross domestic product kehtay hai currency ki string or week honay Ka Sabar Banti hai.
                              7.mulk ki inflation rate Ka zada Hona jiski waja se mehangae Hoti hai or demand or supply ma farq ata hai jiski waja se currency devalue Hoti hai or week Hoti hai logo Ka Jo bank Mai pesa Hota hai uski value kaam hojati hai or mulk ma zada karobar nhi Hota .
                              "Ham Kabhi nhi hartay ya ham jeet tay hai ya seekhty hai".

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X