Have patience

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1216 Collapse

    sahi kaha ap ne bhai drasal patience he har kam ki key ha aur es se hm success ho skty hain..aur forex ma hmy ye hargas nhe sochna chahye kay hm rato rato ameer ho jay..agr a c soch rakhy gay to hmy beshmar loss ho skta ha yaha tak kay hmara acount b wash ho skta ha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1217 Collapse

      dear apne sahe kaha, forex me patience buht zarore he, apko profit kamane k lee buht mehnat karne hoge, apko buht ehtiat ke sath trade krne ka signa dhondna hoga na k jalde se har trade me kod k ap apna he loss kar len, so be careful and be patience is the key to success
      • #1218 Collapse

        patience say kam lainy vala banda apni life mai kahi b mar nahi khata kun k is mai itni bardaisht hoti hai k vo kisi b time mai adjust ho saqta hai is liay humy trade k time b patience say kaam laina chahye
        • #1219 Collapse

          G bilkul forex ma agr ap chahty hain ka ap successful hon tou is ka liy hamy bhut hard work orr patince ki zaroort ha ham forex ma jitna patince sa kam krain gay tou utna hi successful rahy gay agr ham trading patince sa krain gay tb i successful hon gay warna loss ho ga
          • #1220 Collapse

            Forex trading mein patience ki importance bahot hi ziada hoti hae kiunk my dear friend forex trading mein jo admi bhi patience ka muzahira karta hae us ki success k chances bahot hi ziada hote hein.
            • #1221 Collapse

              sabar kay sath trading main humara he faida hota hay kyun keh es trha humay market main say acha earn karnay ko mil jata hay bs humay esmain ziada say ziada time daina hota hay
              • #1222 Collapse

                Alsoq.asthaddamh is the price index in the forex refers to the currency rate currently in circulation in the market. The price is always the two currencies, for example: EUR / USD, AUD / JPY or USD / JPY. It referred to as the first of the two currencies currency base currency while the second currency is referred to secondary currency. The accuracy rate of up to 1/10000 two currencies (ie until 4 right of the decimal) numbers; with the exception of the Japanese Yen, where the degree of accuracy of up to 100/1 (ie, the second number right of the decimal). Price is always made up of two numbers. The first number is always the offer or sale price, and the second is the demand or the purchase price
                 
                • #1223 Collapse

                  forex main sabar aur tuhammal se kaam karay aap k liye best ho ga aur es main greedy na karay aap k liye money earn karna easy ho ga aur es main cool mind rahay thankful for question
                  • #1224 Collapse

                    g haan sae kaha ap na jab ap forex trading ko join karta haan tu phir ye mind sa nikal diya kara ka ap raato raat ameer hu jaing ga or forex trading koi game ha jahan pee ap kam kar ka dollers he dollers earn kara ga is leya ap ko forex main patince rakhna hu ga.
                    • #1225 Collapse

                      g han app ne sahi kaha ha hmen is business me hmeshah sbr se kam laina chahe kyun k agr hm is business me sbr se kam krty hain tu hm is business se acha earn kr skaty hain or apna career b tb hi bana skaty hain asani se is business me
                      • #1226 Collapse

                        sahi baaat ha is field me apne jitna zada patience rakhna ha rakho ku k usii k through app zada se zada earn karsake ho and naam banasakte ho so mere khyaal se apko chaiye k patience rakho and trading ki dunya me naaam banao apna
                         
                        • #1227 Collapse

                          forex treding biznees ko se him ko San se bahtren treder banne ke lie humnko us buznees min sab se zyda jum lo papatience ki buhat ji zyda zarurat hy tabhi hiisin kamyab hun is
                          • #1228 Collapse

                            Sir jab ap log forex may trading kertay hain to us waqat ap saber or hosla lekar hi markeet may enter hona chahiye tab hi ap log kamyab ho ga werna nahi is may saber or bardast ka bohat hath hai is kay bina kuch nahi hai
                            • #1229 Collapse

                              je hain ap ko sabar se kam lena hota ha kun key raton rat ap rich nahe ho sakty is kam main bhi mahnet ha mahnet karen or earning hasil karen warna ya ap ko mahga bhi par sakta ha sabar se kam le or raz ka kam roz karen ap wase hi itni earning kar len gay key ap ko kisi lalach ki zarorat nahe pary gi.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1230 Collapse

                                g han g forex mein humien trading karty waqt bilkul bhi emotional hony ki zrurat nahi hai. or humein chhaiye k hum apny emotions par control rakhein. or hum apni performance behtar bna skey hein or kamyaab reh skty hein.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X