Forex market tez ho to Kia faisla ley?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex market tez ho to Kia faisla ley?
    Assalamo Alaikum dear pyary forexer aj ma ap logo ki Raye chahuga esma ta ke ham sab seekh saken.
    Mera sawal yeh hai ke Forex market ma jb market tez ho to Kiya decision Lena chye hamy?
    Kiun ke ham galdi profit ma apni trade ko close krty h lkn wo Hoti nhi Hy or jb Hoti h to wo loss ma end per bnd hojati ESA kiun? Hmara faisla market ke tezi ma Kia Hona chye?
    Apna apna tajarba share karey.
    Shukria.
    "Ham Kabhi nhi hartay ya ham jeet tay hai ya seekhty hai".
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex market tez ho to Kia faisla ley?

    Forex market chahyae tezz ho lakin pahele aap market ko samjhain kyun kay aisa tou nahin ho sakta hai kay market tezz ho tou hum trade nahin kerain gaye aisa nahin ho sakta aur iss kay lye zaroori hai kay aap forex mein apnay knowlexge ko improve kerain ta kay aap forex mein her situation mein trade ker sakain
     
    • #3 Collapse

      Re: Forex market tez ho to Kia faisla ley?

      Market Tej Ho To Hamen Kya fayda Lena chahie ji han friend main aaj aapko batana chahta hun market Tej Ho To Hamen Kya fayda Lena chahie fayda ya Lena chahie ki market Kyon major fast Hoti Hai To koshish karen ki apni trade lagaen aur short time trade Lagaya Chhoti train lagaen Achcha profit Hasil Karen isliye Hamen chahie ke form for expert Jyada mehnat kar jitne Jyada mehnat Karenge Tumhen Achcha prapt Himachal kar sakte hain isliye koshish karen form for Express Jyada Se Jyada mehnat Karen aur Achcha profit Hasil Karen
      • #4 Collapse

        Re: Forex market tez ho to Kia faisla ley?

        Forex market tou aksar tezz hoti hai tou iss mein aap ko jo bhi faisla lena ho tou khoob soch samajh ker lena chahyea kyun kay tez market mein tou ghalti ki bilkul bhi koi gunjaish nahin hoti zara si ghalti ki wajah sae hi humain bahut bara loss ho sakta hai
         
        • #5 Collapse

          Re: Forex market tez ho to Kia faisla ley?

          Dear friend forex trading men jab market slow movement men hoti hey tu trend ki samaj nhi aati iss liay trade open nah karen balkay jab market fast movement men hoti hey tu aik trend k sath lambi movement karti hey iss liay uss waqt trend ko follow karen aur apnay balance k hisab se lot size select karen tu zaroor achi trading kar k acha profit kama saktay hen
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Forex market tez ho to Kia faisla ley?

            forex trading mein trade karte waqt agar market mein volatility is yadav market agar ho to aap khush rahi hai kya aap market ko sahi se horse Karen aur agar movement bahut hi tej Ho up and down bahut hi jaldi market kar rahi ho to aapko chahie kya aap vate Karen aur market ke stable hone ka intezar Karen other Dena agar aapane market mein analysis achcha Kiya hua hai aur market friend ke bare mein aapko knowledge hai to aap market volatility main bhi bahut achcha profit khinch kar sakte hain uske liye aapko market analysis karna bahut jaroori hai agar market analysis aapka strong hai to apne trade open Karen aur TP lagakar trade ko chhod den jismein aapki trade achcha profit game kar jayegi

            اب آن لائن

            Working...
            X