keya nuqsan mein trade close krskty hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    keya nuqsan mein trade close krskty hain?
    hum ko tau aksar loss he hota hai zeyda ter tau loss he hota hai aur jub profit hota hai tau phale wala loss pora karna hota hai is trhan hammain
    koi faida nahi hota ya tau hum loss karte hain aur ya tau loss ko pora karne kliye hum profit hasil karne ki koshish karte hain her waqt loss he loss
    hota hai is soorat mein keya trade close krna behteer hoga ya nahi.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: keya nuqsan mein trade close krskty hain?

    mere bhai Bhai Forex Mein trading karte hue Humko profit bhi Hota Hai hai aur nuksan bhi Hota Hai vah Hamen yah chahie Ke Jab Kisi trade mein humko nuksan ho raha hai aur Humko yah lagta hai ki yah nuksan ab increase Hota Jaega Jisko recover karna Hamare liye Mushkil ho sakta hai To Aisi trade ko Hamen chahie ki Ham nuksan Mein close kar diya Karen aur Agar Aisi trade hai Jo Humko nuksan de rahi Hai Magar hamare pass equity bahut hi jyada ho ho aur ham ko yah idea hokar is trade Ne again Hamari favour Mein tan Lena Hai To fir Is Tarah Ki trade ko nuksan Mein close nahin karna chahie balki Hamen Intezar Karna chahie.
    • #3 Collapse

      Re: keya nuqsan mein trade close krskty hain?

      Kam nuqsan me trade ko to close kar sakte hn agar hmara pass confirmed news a jaye aur hamen pata chal jaye k nuqsan aur bhi ziada ho sakta hai to hamen trade band karna chaheye warna nahi aur ziada nuqsan wale trade nahi close karna chaheye. Acchi skills aur strong analyses ke sath trading karne se kamyabi hasil ho sakti hai, aur is se hama experience level bhi bohut improve hota hai. Mehnat se kaam karna aur apne dil ko mutmayen karke hi asal me forex me success hasil ho sakti hai. Forex me kaam karna aik behtareen work hai jo hamen apne maqsad k hosool tak le k jata hai. Knowledge aur experience ki kimi nahi hoti lekin masla confidance ka bhi hota hai. Mehnat ho to forex trading me kaam se koi mushkil pesh nahi ati hai aur na hi hamen is buisiness me koi bara rukawat ka samna karna parta hai.
      • #4 Collapse

        Re: keya nuqsan mein trade close krskty hain?

        Assalamu Alaikum dear Forex member humain trading Forex Mein trading karte hue Humko profit bhi Hota Hai hai aur nuksan bhi Hota Hai vah Hamen yah chahie Ke Jab Kisi trade mein humko nuksan ho raha hai aur Humko yah lagta hai ki yah nuksan ab increase Hota Jaega Jisko recover karna Hamare liye Mushkil ho sakta hai To Aisi trade ko Hamen chahie ki Ham nuksan Mein close kar diya Karen aur Agar Aisi trade hai Jo Humko nuksan de rahi Hai Magar hamare pass equity bahut hi jyada ho ho aur ham ko yah idea hokar is trade Ne again Hamari favour Mein tan Lena Hai To fir Is Tarah Ki trade ko nuksan Mein close nahin karna chahie balki Hamen Intezar Karna chahie.
        • #5 Collapse

          Re: keya nuqsan mein trade close krskty hain?

          Ji Bhai kabhi kabar aesa bhi hota ha k hamari lagai howi trade loss main chal rahi hoti ha or hamain kisi or pair ka confirm signal milta ha tu ham us loss wali trade ko close kar k new trade open kar sakty Hain is ki koi roktoq nahi ha forex market main
          • #6 Collapse

            Re: keya nuqsan mein trade close krskty hain?

            g ha bilkul hamy trading mn jab loss ho rahah hota hamy apnii trading ko closs kar dyna chaiaya or hamy bhut he ziyada fayada hasil kar sakty hai kio jo hamy loss hoga usko ham bade mn bhii recoverr kar sakty hai is mn hamy he fayada hoga
            • #7 Collapse

              Re: keya nuqsan mein trade close krskty hain?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: mustansar11 پيغام ديکھيے
              hum ko tau aksar loss he hota hai zeyda ter tau loss he hota hai aur jub profit hota hai tau phale wala loss pora karna hota hai is trhan hammain
              koi faida nahi hota ya tau hum loss karte hain aur ya tau loss ko pora karne kliye hum profit hasil karne ki koshish karte hain her waqt loss he loss
              hota hai is soorat mein keya trade close krna behteer hoga ya nahi.
              Dear friend forex market me lkss be hoti he aur lrofit be hasil hoto he ager hum struggle karte rahe ge to aik din acha treader ban sake ge aur earning start kare ge aur is ke lha zayada mehnet karni ho ge
              • #8 Collapse

                Re: keya nuqsan mein trade close krskty hain?

                Forex trading me jab aap trade kar rahe hoti hai to ismein aapko sometime nuksan bikini trade close Karni Hoti Hai Jab aap market Mein Ek define tree lete hain aur sometime aapko market support nahin kar rahi hoti aur Market Aage aapki against ja rahi hoti hai aisi situation main aapko nuksan Mein Apni trade close karna bahut hi important hota hai otherwise aapke liye kuch problem ho sakte hain per aap phone mein update close theek Karenge to aapke liye different problems ho sakte hain aur aapka account completely khatm ho sakta hai yah aapko jyada nuksan ho sakta hai isliye Jab aapko market favour nahin kar rahi hoti Aisi situation main aapko Hamesha apni trade closs kar leni chahie.
                • #9 Collapse

                  Re: keya nuqsan mein trade close krskty hain?

                  Jab aap market Mein trading kar rahe hote hain aur use Waqt Agar market aapke opposite Chali jaati hai to aap ki trade main aapko love ka Samna karna padta hai aur jab aapko loss hota hai to use market aap to ko Apne trade ko immediately close nahin kar dena chahie balke market ko acchi Tarah Se confirm karne ke bad bhi apni trade ko close karna chahie Kyunki aap Agar bagair sote Sanjay apni utrade ko close kar denge Tu Is Tarah Se Aapke Kaun 2 ke bahan hone ka bhi Khatra ho sakta hai isliye bahut hi Soch Samajh Kar Apne apni trade Ko close Karen
                  • #10 Collapse

                    Re: keya nuqsan mein trade close krskty hain?

                    bhot he amazing threds ki hain apne forex trading main agar loss ho rha hain tu apne loss ko recover karne k liye kabi b big lot use na kare agar loss hota hian tu trade ko opan kar k wait kare qk jab tak trade profti main nhe aati hain wait kare small lot use karne say accoutn safe rahy ga knowledge and experience k sath he trade ko check kare k merket kitna loss main jah skti hian apne lot size ko soach samjh k use karna parta hian tu kamyabi b mil jati hian
                    • #11 Collapse

                      Re: keya nuqsan mein trade close krskty hain?

                      dear jab Ham apni trade lagane ke sath stop-loss use karte hain to hamari kuchh trade nuksan mein close Ho jaati hai agar Ham is market mein money management ke sath kam karte Hain to Ham apna nuksan aasani se recover kar sakte hain forex market mein apne account per acchi planning karke kam karte Hain to Ham khush market mein kafi jyada fayda hasil Ho jata hai humko forex market mein discipline ke sath kam karne ke bad hi kamyabi milati hai agar Ham forex market mein apne account per nuksan karte Hain to isko recover karne ke liye hamare pass koi recovery plan available hona chahie Ham is market mein discipline ke sath kam karke successful Ho jaate Hain forex market mein humko acchi planning karke kam karne se kafi jyada fayda hasil ho jata hai jo trade forex market mein discipline mind hokar kam karte hain vah is market mein successful Ho jaate Hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: keya nuqsan mein trade close krskty hain?

                        Loss Mn Trad Agar isko close Ghar Denge to uski recovery ke liye Hamare liye problem Hamesha Kariye ho jayegi Aisa karna Hamare liye mere ko dangerous hota hai Hamen Aisa nahin karna chahie Forex Mein Hamesha koi bhi trait baat mat Kariye Agar Khud Se Kam Ho Jaati Hai To Koi shak Nahin lekin Agar Khud Karenge to uski recovery Karni Hogi Aisa nahin karna chahie Forex Cruise ke mutabik trading karne chahie acche wale Sun karne chahie aur kiske Mata dekhna chahie Aisa Karenge to Fir Achcha hoga Hamen chahie mostly good work always hard working Hi Se karte hue Jab Bhi kiya jaaye Ham Sabhi kam Karenge Forex Mein kamyabi Lena aapki Achcha Hoga advantage very very good acchi learning Hi Se Milta Hai Jab Bhi kam Kiya jata kamyabi milati hai
                        • #13 Collapse

                          Re: keya nuqsan mein trade close krskty hain?

                          Assalamualaikum ji Bhai aap bilkul loss may be trade close kar sakte hain aur uske liye aapke pass best option stop-loss ka hai agar aap stop loss use karte hain to aapki trade use specific point per jaane ke bad automatically close ho jayegi lekin agar aapka phone achcha kaun hai to aapko FIR for lost cover karna hoga aur usse upar jo aapko profit hoga vahi withdraw nai hua sakte hain isiliye agar aapka bonus account hai to aap kabhi bhi loss mein trade close na Karen
                          • #14 Collapse

                            Re: keya nuqsan mein trade close krskty hain?

                            Aapka ji Sar bahut Achcha hai kya nuksan Mein trade ko cross kar sakte hain ji nuksan main bhi trade close kar sakte hain Jo nuksan Mein treat close karna acchi baat nahin Kyunki Agar jyada nuksan ho raha hai to usko close kha lena hi Achcha hai Kyunki Intezar Kar Ke Jab Sahi Waqt aaye to trade dost Sant Mein Laga Den aur profit Mein Jaaye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: keya nuqsan mein trade close krskty hain?

                              g nuqsan agr hmyn kb hy to phr agr hm us ki kammi ko porra bb kr sakty hn ar ussy recovers kr saktry hn to phr hmyn chahiyy kh issy khtm kr dyn ar is ki kammi ko porra bb kryn mgr agr loss haad sy ziyada hy ar ap is ki kammi ko porra bb nhi kr sakty to phr aysa risk kbhi na lyn ar apny seniors sy help lyty rhyn taakh wo apko thk sy guide kr sakkyn ar apko aik achi earning dyn sakkyn ar ap ky loss ko bb recovers kr ky apko acha profit dy sakkyn is liy seniors sy help lyty rhyn taakh wo hmyn thk sy guide kryn ar hmyn aik acha traders banayn

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X