Zig Zag Patterns

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Zig Zag Patterns
    Dear members Assalamualaikum main aapse Zigzag pattern sa related kuch important information share karna chahta hun.

    Zigzag Pattern :

    Market main jab different imoluse waves or corrective waves ki basis per different triangle ko study kr rhy hoty hain tu us main zigzag pattern babut hi famous pattern hota hai. Is market pattern main trading difficult ho sakhti hai. Kunk jab market main movement zigzag pattern ki basis per ho rhi hoti hai tu eisi situation main ap ko carefully iski learning krni hoti hai. Kunk market main ya situation bahur confusing ho sakhti hai or apk liye difficulties create kr sakhti hai. Is patterns main market kahi br retracement krti hai or aik chennel main hi apni movement kr rhi hoti hai.


    Click image for larger version

Name:	images (40).png
Views:	5
Size:	19.1 کلوبائٹ
ID:	12469889
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Zig Zag Patterns

    Market ki movement ko samjny aur analysis karny key ley zig zag acha technical indicator hay jo key market key high aur low movement ki conformation deta hay jes key base par ham short term trading be kar sakty hey aur long term trading ka be hamy advantage hasil ho jata hay zig zag pattern key ley agar 30 mints time frame use kia jaye to ye best result de sakta hay.
    • #3 Collapse

      Re: Zig Zag Patterns

      Assalamu alaikum ji bhaiyon milte hai aap khairiyat se honge aapane bahut hi acchi post Kiya ki hai zigzag pattern ke bare mein kyunki agar aap Forex trading mein patterns ko dekhkar trade nahin lagaenge to aap kabhi bhi kamyab nahin ho sakte candlestick patterns aapko virat market ki situation ke bare mein batate hain ki market aap apne jaane wali Hi yaadon mein jaane wali hai to agar aap apne trade ko use hisab se adjust karte Hain to aap bahut achcha profit Kama sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Zig Zag Patterns

        Je zig zag jab pattern create huta hai aik pair currency mai tu tab buy or sell jo huta hai woh aik level pr hi rehta hai mera mean yh hai k jab zig zag pattern ban jatta hai tu ham sell oy lagiye trade yh phir buy py woh waheen hi a kr rehta hai yani ab agar ham zig zag pattern pr laga Letty hai trade tu jab ham sell lagaty hain tu agar ham udee hi usko watch krty rahy gy tab hi hammy profit hu skky ga because agar ham trade laga kr chorjatty hain tu jab 1 2 huor k darmiyaan Atty hain tu tab woh usi Jaga huta hai q k zig zag kr k upe nechy huta hai but usi position usi Jaga se nikal kabhi agy kabhi phechy yh phir middle side py rehti hai jis ki waja se hammy profit ni milta or loss bhi kam hi milta ha
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Zig Zag Patterns

          market ki movement ko samjny aur analysis karny key ley zig zag acha technical indicator hay jo key marketplace key high aur low movement ki conformation deta hay jes key base par ham short time period buying and selling be kar sakty hey aur long time buying and selling ka be hamy gain hasil ho jata hay zig zag sample key ley agar 30 mints time body use kia jaye to ye great result de sakta hay.

          اب آن لائن

          Working...
          X