Jald bazi na karain
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #241 Collapse

    bilkul g jald bazi m sirf apna nuksan ha kun k koi bhe kam ho jasy ka trading ya ko apna kam ho us m sabr sa kam karna chaey jald bazi sa sirf or sirf apna nuksan ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #242 Collapse

      mein to ye samjhta hoon kay forex mein jald baazi karna koi khatray say khali nahi hian forex mein trading karnay kay liye hume dimag ki or refreshmint ki zarorat hoti hain to isliye hume jad baazi say parhez karna chahiye..
      • #243 Collapse

        forex trading mai kabhi bhi jald bazi se kam nahi leena chahie kion ke app jitni jaldi kareen ge utna hi apko loss ho sakta hai jald bazi se app ko koi bhi point missing mai aasakta haitrader hamesha trade dekh kar aur fresh mind ho kar karta hai
        • #244 Collapse

          Foreign currency is actually a business enterprise with perseverance, hence you do not have so that yo can urgent. we will have to oftn be perseverance to get being successful nonethelessif perhaps most people generate urgent have to put up with listed here. With thanks considerably for any posting.
          • #245 Collapse

            base on me i will say that itis very good for you to look for a very good profdtional that will be able to train from one level to the other so through that you will be able to raise your standard of livng
             
            • #246 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
              Kayi log forex trade ko sirf or sirf high profit earn kerne ka source samajhte hain or us k liye kisi sahi galat ka bhi nahi sochte or jald bazi main koi bhi faisla ker laite hain so meri sab ko yehi advice hai k relaxed zehan k sath koi naya decision karain.
              Jee apki baat sahi hay forex trading main keh humay jald bazi main trade nahi lgani chahiey kyun keh market nechy ja rahi hoti hay to agar hum usi ki direction main trade lgaty hay to baz oqat humay loss ho jata hay so humay sai time par trade lgani chahiey.
              • #247 Collapse

                yes jald baazi nahe karni chaiye balkay aik sequence kay saath proper way kay saath chalna chaiye forex business duniya ka best business hay agar ap kay paas behtar knowledge ho aur ap interst se achi learning karain just ap ko best skills ki need hay then success milay gi
                • #248 Collapse

                  g han ye bat theek hai k ham ko juld bazi nai kerni chaye kisi b kam me or forex me to bilkul b nai kerni chaye ham ko juld bazi.aramm se kam krna chaye ham ko forex me.
                  • #249 Collapse

                    Absolutely right we should control ourself during the trade other wise we can fail in the forex trading that forex is the great trading business and need to do this trading business with great patience and relax mind to get the success.
                     
                    • #250 Collapse

                      yes its right, forex main kabhi jald bazi sy kaam nhi lyna chahye, ismain hamesha apko sabar ki zarorat hoti hy, jald bazi sy hamesha apko nuqsan hi hoga or kuch bhi hasil nhi hoga. kyu k ye ek risky business hy
                      • #251 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: adnan145 پيغام ديکھيے
                        yes dear hamy forex trade may kbi bi jald bazi say work nahi karna chahiye kiyu kay is say hamy loss hony kay elawa or kuch hasil nahi ho ga is liye hamy forex may har work soch samjh kar karna chahiye ta kay hamy baad may kisi bi kisam ki problem na ho and ham trade bio achi kar saky gay.
                        jald bazi kabhi bhi nahin karni chahiey.forex trading main boohat he fresh or satisfied mind say kaam karna hoota hai or ik acha trader kabhi bhi emotional nahin hoota.iss liey kabhi bhi jald bazi nahin karni chahiey or ik perfect entry or exit point find karna chahiey.
                         
                        • #252 Collapse

                          ap ko jald bazi ki koi zrooorat nahi hai ap chahye ap ko chahye ke sukooon tasalli se se news ko dekhte hue market ka nizara karne ke bad apne mnind main aik planing karen aur phir trading karen
                          • #253 Collapse

                            g han hum ko forex trading main bilkul jald bazi nahi krna chahye or na he ye jald bazi kaam hai iss main buhat sabar k sath or technical ho kr aap ko trade krna ho gi then ja kr aap kamyab ho gy iss main
                             
                            :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
                            • #254 Collapse

                              ji haan mein tou aap ki iss baat se agree kerta hoon k humein forex trading business mein jald baazi k saath trading ko nahi kerna chahiye iss se humein loss bhi ho sakta hai iss liaye ihtiyaat k saath working kerni chahiye.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #255 Collapse

                                theak kaha hai apa nay aap is forex pay kabe b jald bazi na karyen aap ko loss ho sakta hai or aap ka account wash b ho sakta hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X