Kiya forex trading men loss se bachna namumkin hota hey

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kiya forex trading men loss se bachna namumkin hota hey
    Dear brothers forex trading men loss business ka hissa hey iss liay experts ko bhi loss ho jata hey iss liay jitni bhi mehnat karen loss ho jata hey lekin jin logon k pass acha knowledge aur experience hasil hota hey aur lalach aur jald bazi se kam nhi letey aur woh soch samaj kar trading kartay hen unn ko loss kam aur profit ziyada milta hey
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kiya forex trading men loss se bachna namumkin hota hey

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Fakhar37201 پيغام ديکھيے

    agar Ham trading karte Hain to Ham last se bhi baat sakte kyunki hamen bataya Trident ke darmiyaan bhi mumkin hai yah chij hoti haihamen chij ka pata hai ki kam kaise karna chahie trading karni hai to ek chij to main kyon hoti hai ki kam kaisa aur kitna hai kya kar sakte hain hamen Street ka chitra pata hai trading karni hai to acchi tarah Kya Karen Taki aapko last Na Ho Gaya se last hota Hi rahata hai lekin aap se baat karte hain agar acchi trading kar sakte
    • #3 Collapse

      Re: Kiya forex trading men loss se bachna namumkin hota hey

      Nhi esa bilkul bhi nhi hy loss se bchna apk apny hath mn hota hy ap achi trh market ko smjh kr trading kren gy to ap loss se bch skty hn
      • #4 Collapse

        Re: Kiya forex trading men loss se bachna namumkin hota hey

        han g tk kaha h ap ny my ap ki bat sy agre ho forex my hm sb ko loss hta ha r ya loss seniors ko b hta h kuk tread ki market kisi b time wrong ja sakti ha hm ko soch samj k kam karna cahahiy hm ko tread hosly sy karni chahaiy r jazbati ho k trad na lagaya
        • #5 Collapse

          Re: Kiya forex trading men loss se bachna namumkin hota hey

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Fakhar37201 پيغام ديکھيے
          Dear brothers forex trading men loss business ka hissa hey iss liay experts ko bhi loss ho jata hey iss liay jitni bhi mehnat karen loss ho jata hey lekin jin logon k pass acha knowledge aur experience hasil hota hey aur lalach aur jald bazi se kam nhi letey aur woh soch samaj kar trading kartay hen unn ko loss kam aur profit ziyada milta hey
          Ji han Ham Forex trading Mein loss se bhej sakte hain Agar Ham apne aap per control rakhte hain aur lalach Nahin Karte To Ham Forex Mein loss Se Ban sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Kiya forex trading men loss se bachna namumkin hota hey

            Ji Nahin Aisa bilkul Nahin hota hai ki Forex trading ki market Mein loss Se Bachana Namumkin Hota Hai loss se bachna Mumkin ho sakta hai Jab aap apna work se related Achcha experience or knowledge rakhte Honge aur Market ko acchi Tarah Se confirm karne ke bad hi market Mein Apne trading start Karenge to aur apne trading me best tools ka istemal Karenge Jis Tarah Se market Mein trater Jab Apne trading Karte Hain To usmein Karte Apne trade Ne unhen take profit FIR aur stop loss ka istemal karna chahiye ya Unki trade ke liye bahut helpful sabit hote hain is Kajari Sevah market Mein Loss se bacha sakte hain aur is Namumkin loss ko profit Mein change kar sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Kiya forex trading men loss se bachna namumkin hota hey

              Ni dear loss se bachna bilkul mumkin hai loss se ham Bach skty hain yh kis ny keh deya k ham loss se ni Bach skty afcourse ham Bach skty hain agar ham sabar kren yh hamra account bknce ziada hu or sbar krty rhy long term trading kare tu los se bilkul bacha ja skta hai dear
              • #8 Collapse

                Re: Kiya forex trading men loss se bachna namumkin hota hey

                G loss bhi forex ka aham part ha aur is ne ana hota ha lekin ham loss se bach bhi sakte ha is ke liye hame knowledge ko barhana hoga information hasil kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gayy aur markt main enter hony say pahly is k bary main information hasil karna ho ga tab hi hum run karein gayy ta k earning ho
                • #9 Collapse

                  Re: Kiya forex trading men loss se bachna namumkin hota hey

                  loss or profit business ka hesa hai hamy is mai mistake sy pak kam karna chahey ta ky hum is mai loss sy bach saky jab hum kam karty howy koi mistake kar daty hai to hamy loss ho jata hai hamy loss par sabar karna chahey or apne mistake ko sahe kar ky kam karna chahye hum apne mistake sy seekty he hain hum is mai jitna be kam karty hai yai hamy ise ky hesab sy earning dyta ha
                  • #10 Collapse

                    Re: Kiya forex trading men loss se bachna namumkin hota hey

                    Han dost loss se avoid kar sakte ha lekin is ke liye apko sab se pehle to learning karny ha aur ziyada knowledge hasil karny ha forex ki jo koi jo ches be pocha ga ap osa bta day ga isi tarha forex trading ma be har bare practise ki zrorat nai parti balkai aik bar ap ko yah samaj a gaye to ap asani sa ya kar lata ha.
                    • #11 Collapse

                      Re: Kiya forex trading men loss se bachna namumkin hota hey

                      Forex trading mai loss say bachna bilkul bhi na mumkin nahi hai aur na he aisa sochna theek hai. Forex trading aik aisa business hai jiss mai traders apni positive approach say ziada kaamyabi haasil kertay hain. Her trader ko iss baat pay focus kerna chaiye kay woh loss ko control Karey aur aisi koshish ya mistake na Karey jiss say usay loss ho. Forex trading mai loss say bachnay kay liye brokers ki Taraf say aur MT4 mai bhi bohat say tools diye gaey hotay hain jo kay traders kay bohat kaam atey hain. Stop loss aik best tool hai jiss kay zariye traders apnay loss ko asaani say control ker laitay hain. Iss kay elawa laalach aur jald baazi pay control ker kay bhi apnay loss ko roka jaa sakta hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Kiya forex trading men loss se bachna namumkin hota hey

                        han g dear bhai is forum main hamain loss say bachny k l iye learning karni ho gi tab hi hum run karin gay so hamain is k bary main pahl learning karni ho gi tab hi hum kamyab trader ban sakty ahin but hamain is k bary main practice kar k hi hum real main kam kar k hi hum loss say bach sakty hain so hamain is k bary main pracice karni ho gi tab h hum run karein gay
                        • #13 Collapse

                          Re: Kiya forex trading men loss se bachna namumkin hota hey

                          Dear dost agar apke pas experience aur skills ki kami ha to apko loss ho jaye ga lekin agar skills ache ha to ap loss nahi balke profit hasil karo ge baz okat log practice to kerlete hn but wo aksr baten bhul bhi jate hnk is way pr hame kia kerna chahye tha to i tink practice continue rkhna acha hoga.
                          • #14 Collapse

                            Re: Kiya forex trading men loss se bachna namumkin hota hey

                            salam dear membrs hamain is k bary main pracice karni ho gi so hamain is k bary main pracice karni ho gi tab hi hum run kar skaty hain so hamain is k bary main practice karni ho g tab hi hum run akrein gay s ohhamain is k bary main enter hony say pahhly is k bary main practice karni ho g tab hi hum run kar sakty hain so hamain is k bary main pracice karni ho gi tab hi hum run karein gay so hamain is k bary main pahly learning karein gay so hamain is k bary main palning karni ho gi ta k earn karin gay s hamain faida ho saky ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kiya forex trading men loss se bachna namumkin hota hey

                              agar Ham apne nuksan se Hi acche se samajhte hain aur apne nuksan ko dekhte Hain to hamara kam best ho jata hai aur is hamara kam achcha hone ke liye bhi aasani se kam hota hai to Ham bhi apne aap Ko aasan samajh sakte hain aur jo member bhi apne aap Ko kamyab banate hain to unke apni limit honi chahie aur agar vah jitna jyada apne main autofx brokers karenge to unko utna jyada aasan milegi aur ismein Ko kamyab Ho jaenge hamen bhi nahin karna chahie aur jitna Ham SMS on kam karte rahte Hain to hamara kam best ho jata hai aur ham apne aap ko successful bana sakte hain ya bhi ek hamare liye aisa kaam hota hai kaise mein jitna jyada hi insan kamyab hota hai to usko itna jyada fayda milta hai aur vah apni mehnat per focus kar sakta hai aur ham bhi ismein apni soch poochha rakh sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X