Mistakes se faida ya sirf nuqsan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    If we fall in loss then we should to learn from it.Because every trader mistakes at any of his trading period though loss is a part of business so we should to get knowledge from it.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      ye tu zahir baat hai mistakes se nuksan hi hota hai. faida ni hota.kun k ye tu sb trader ko pata hi hai k forex mein mistakes ki gunjaish ni hai ager mistakes ho bhi jaey tu is k hum khud zemedar hote hain.forex mein hamein mistakes ni krni chaye.
      • #63 Collapse

        jab tak ham ghalti nai krege hum kuch nahi seekh sakte mistakes se loss to hota hy par faida b hota hy faida is tarah ke jab b hum koi ghalti krege hum next time use repeat nahi krte aur jo dubara repeat kare wo ek acha aur apne kam k sath sincere trader nahi hey.
        • #64 Collapse

          i think mistake tu har koi krta hai kbi tu insan ko baut faida hota but kbi kbi aisa zarori nai hai k sirf faida hi ho kbi tu baut bahari nuqsan ho jata hai zarori hai mistakes inssan ko baut khuch sikhati hai aur phr b insaan ko mistakes se bachna cahie
          • #65 Collapse

            there is always loss and benifits in any business/trading. to get ride of loss you need full attentaion and good decision at right time and in a right way. if you didn't do so it will be totaly loss of time, money and other resources. a man alyways find what he seeks for.
            • #66 Collapse

              har trader sy koi na koi mistske ho jati ha or zahir ha us say nuqsan hi ho ga laikun agr mistake ko samjy k ye ghalti mian ne q tu dobra wo us mistake ko na kar ziada fida bi hasl kar sakta ha
              • #67 Collapse

                Mistake se faida aur nuksan 2ono he hoty hy faida ye hota hy ke hm jo mistake krty hy wo mistake pe kabo paany ke lye ak moka mil jata hy aur nuksan ye hota hy ke hmy lose hota hy
                • #68 Collapse

                  mistake karney sey boht nuqsan hota he magar inhi mistake pe ap practise karoge to yehi mistake ap ko boht agey legaen gi agr ap in pe gor karen ge or koshish karen ye mistake aenda nhi aey
                  • #69 Collapse

                    mistake main kabi faida hojata ha aur kabi nuksan ak dafa hamain 900$ ka faida hova tha sirf mistake sy is leay kaie dafa mistake faida bhe dati ha mager mistake mistake hoti ha is leay wo bether ni hoti
                    • #70 Collapse

                      Mistake to mistake hy agr ap Car drive kr rhy ho or agr samny koi ajae or Car usay lg jae to ap zindar huwe q k drive ka pehla usul hy k ap k pas eye's hen baki sb andhy hen. so be carefull on our work and happy life enjoy karen mery doston :) .
                      • #71 Collapse

                        Mistakes se un traders ko faida hota hai jo cool mind se apni galti k bary mein analyses karty hain aur dobara wo mistake nhi karty laikan mistake pe mistake se sirf nuksan hota hai mistake repeat karna nuksan ki reason banta hai.
                        • #72 Collapse

                          Some times hame mistakes say bohat faida hota hai, kiu kay hame apni mistakes say seekhne ko bhi milta hai, or some times hame bohat nuqsan bhi hota hai or hum apna invest kia howa paisa bhi kho daite hai. is liye traders ko chahiye kay apni mistakes say seekhe or faida uthaye.
                             
                          • #73 Collapse

                            dear agar hamy nuksan ho jay to hamy us say faida bhi hota ha or nuksan bhi hota ha faida is tarhan hota ha kay hamy us nuksan aik nesihat mil jati ha or us say ham bohat kuch sekhty han agar hamy nuksan ho jay to hamy bohat bara loss hota ha hmary hat kuch bhi nahi ata magr mery khayl sy humy dono surto mai faida he hota hy.
                            • #74 Collapse

                              bhai mistakes wo hoty hai.jo kay ap say 1 bar ho jay.or agay kay bad ap wo kam na karo.is liya is business main hum sy jo mistakes hoty hai.us mistakes ki waja say hum ko ya pata lagta hay kay hum ko apni trading main loss kis mistakes ki waja say ho raha hay.ap wo apni sab mistakes ko dor ker lo.apko trading main acha profit honay lag jay ga.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                janab duno hi hai ku ke ose hume waqti tur pe loss hota hai likin ose hum agae chal ke kafi acha profit hota hai forex trade markit mean ku ke yahan tajurbe se kafi successful banskte hain ap or ese hume kafi tajurba hota hai...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X