Mistakes se faida ya sirf nuqsan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2641 Collapse

    agar mistakes sye ap ko forex mai loss hota hye to ap next time apni galtiyoo pye gur karte howe kam kare so ap loss sye bach sakte hye ap apni mistakes sye learn kar sakte hye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2642 Collapse

      Dear ap ki bat sahi hay mistakes un traders k liye faida mand sabit ho sakty hain jo in ko solve karty hain yani k agar aik bar ghalti hi gai to koshish karty hain k next time wo mistake dobara na ho un k liye nuksan deh hay jo in mistakes ko ignore katy hain
      • #2643 Collapse

        Dear freinds, forex main mistakes ki waja say hamesha hamain loss ata hay...but agar ham en mistakes say sabak hasel karain to hamain faida ho ga...es say ham future main en mistakes say secure ho jain gay aur en ki waja say loss ni aey ga aur profit earn kar sakain gay.
        • #2644 Collapse

          dear brothers forex trade aik aisi trade ha jis mn mistakes sy nuqsan hota ha jis ky natejy mn hamein loss ho jata ha , aur is sy hamein sabaq mil jata ha jis sy hm dobara mistakes sy parheez krty hn .
          • #2645 Collapse

            hamain mistakes ko avoid kar k hi hum achi trade karein gay aur markt main is k bary main up aur down ko dekh k hi hum run karein gay aur markt main market main demo main practice kar k hi hum achi trade karny main bi asani ho saky gi
            • #2646 Collapse

              hamain mistaks ko avoid kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur is forex main boht hi faida hota hai so hamain is k bary main is k baryy main greeed ko avoid kar k hi hum real main acha earn karny main bi asani ho saky gi aur is say loss kam ho saky ga it is best job
              • #2647 Collapse

                dekhy hame mistake se hi sabab milta h jis se ham boht kuch seekh jate he is lye hame is se zrur seekhte rehna cchhhyeee
                • #2648 Collapse

                  mstak sa nqsan be ha our faihd be ha q kay mstak sa aap ko loss hota ha our is mstak sa aap ko koch new seeknay ko be milta ha is liay aap ko is ma apne galto sa seekna cahay kamybe cahaty ha to is ma mahnat kary our is ma knowlged ko ues kary
                  • #2649 Collapse

                    mstak sa seekty ha jo log un ko jald success mile jay ge our is ma hum ko apne galto sa seekna cahay is ma hum ko knowlged our experinec sa kaam karna cahay trading karnay kay liay humay experinec hona zaroore ha tak hum is ma boht zada profit hasil kar sakty ha
                    • #2650 Collapse

                      bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum apna mistake ko correct karna start karda q ka ager hum apni mistake ko correct karta ha to per hum ko experience bohoga or hum ko nice earning be hoge esleya hum ko apni mistake ko correct karna hoge............
                      • #2651 Collapse

                        Asslam o alikum dear friend me ap ki bat sy itfqa karta hon aapny bhot acha sawal kia hai dear trading mistakess har trader se hoti hain lakin acha trader wohi ha jo apni galtiyun se seekay aur next time un se aviod karay aur in galtiyun ki waja se pehlay jo loss hoha tha uss ko next time cover karnay ki try karay aur agay barnay ki koshih karay
                        • #2652 Collapse

                          Gayz bilkul thk kah rahy han k mistake say faida b ha or nuqsan by ha faida is lea ha k humy apni galtyon ka pata chalta ha or hamary knowledge ma bohat izafa hota ha nuqsan ya ha k agr hum galtiyan zayada kary gay toh loss ho ga
                          • #2653 Collapse

                            G bikul theak ham sy jab mistake hoti ha or us mistake sy hame loss ho jay to tora sa duk hota ha but ye mistake she hame faida b ha his mistake sy hame loss huwa to phir ham ny next time us galti ko due kia or achay sy trading ke
                            • #2654 Collapse

                              Jee han bilkul forex trading mein her trader se mistakes hoti hein because yeh zindagi ka hissa hai magar jo mistakes hoti hein un se insan boht kuch seekhta hai,start mein nuksan to hota hai magar hum focus kerien to mistakes pe control ker sakty hein aur yahi mistakes hamary liye bad mein faiday ka reason hongi.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2655 Collapse

                                Assalam o Alikum dosto umeed karta hun ky ap sub kharyat sy hongy Doston Mistake ka Nuqsan bi hai or Faida bi hai Nuqsan asy ha ky hum Trading mein Mistake krein gy to hum Loss mein jaty jein gy Or Faida yea hai ky agr hum en Mistake sy Sabaq hasil krein to Loss sy bach sakty hein

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X