Can you be a trader without business education

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #856 Collapse

    Forex invites grouping from apiece and every area and encroachment of class either maternal to line and line studies or not. This is providing an chance to the non professionals and justified students. So do you consider you can also be a trader without its pedagogy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #857 Collapse

      deer sab say pehlay kisi bhi chez ka knowlege hona zarori hai forex bhi in mane say aik hay is liye ap ko forex ki education ya ap ko is ka tutorial use kar en to bohot behtar hoga agar aisa nahi ho sakta to ap kisi achay mahir say rabta kar kay is say tricks samajh len take apko loose na ho
      • #858 Collapse

        han yr business education kia ha is me koi degree to must nai hoti na yr is me to bus ap ko pc chalana ana chaiye aur phir aa k trading sharu kar do khud hi education hoti rahy ge hasil.;
        • #859 Collapse

          mery khyal me forex trading k business ko start krny k lye koi zyada education ki zrort ni hoti is k lye bs normal se aducation ki zrort hoti h wo b bs itni c k ap bs parhna likhna janty ho or internet use krna ata ho to ap trading ka business kr sakty ho
          • #860 Collapse

            hanji bro bht acha sawal ki ahi jnb aisa hai kai humain acha trader bn.nay kai liay businesman hnay ki zrurt ni hai bs is mai hmara acha expereince ho or is mai hmary pass is ki achi learning ho is kai bd hum is mai achi trading kar skty ahin
            • #861 Collapse

              nhi ham kabhi trading education kay baghar nhi kr skty hain aor hamain kabhi bhi market main kamayabi us wkt tk nhi mil skti jab tak ham apna acha education level market kay bary main na kr lain jaisy acha experince ho ga tab earn ho ga
              • #862 Collapse

                g nhi daer agr muj ko is ka pta hi nhi ha to is main jab main kam karo g los sto ho ga hi loss kar kar k hi to hum is min se kuch laarn klar k money ko earn kartyehian thansk
                • #863 Collapse

                  is trade ka lia ap ko itna ziada wel qualifed hona to zaror nai ha . lakin ap ko computer operate karna ka knowledge hona bohat zarori ha. ap is man phla demo account per trade kar k experience a lain phir us ka bad invest kar dain
                  • #864 Collapse

                    forex k buisness mein hamare pass sirf buisness education nai ka hona zarori nai ha aur is liye humen chahiye k ham sirf forex k buisness k bare mein ek acha knowledge hona chahiye to phir humen achi kamyabi mil sake gi aur ham kamyab ho jaeyn gay
                    • #865 Collapse

                      bhai jan forex kay andar apko trade karne k lea bussiness education hona zaoriri nahe forex trading ke kuch apne education hoti ha aur apko ati ho to ap trade kar sakty ho is lea forex ko learn karen.
                      • #866 Collapse

                        business education k bina hum kabhi b kam ko seekh nahi sakty hain aur na he kam ko kar sakty hain hume chahye k hum apnay business me commrce ko agay le kar chale aur kam ko kare aur in ko samjhe.
                        • #867 Collapse

                          g hain trader banay k lea ap ko busniss education ki zarorat nai parti es main ap kay exprince ki zarorat hoti hai
                          • #868 Collapse

                            well jnab , ap ne pocha hein k kia hm wdout buziness edu aik acchay trader bn saktay hein tu meray khial se nai , q k agr ap tradng karna chahtay ho tu jb tk ap ko iss k baray mein proper knowledge nai ho gee tu ap kaisay phir apnay profit pe focuss rakh kar koi b strategy aapna pao gein
                            • #869 Collapse

                              dear forex k buisness mein hamare liye forex k buisness k bare mein complete knowledge aur experience ka hona bohat zyada zarori ha aur jab hamare pass ek acha knowledge hoga buisness k bare mein to phir humen achi kamyabi mil sake gi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #870 Collapse

                                education toh ak aham part he success hasil karnre ke lie or agar koi kahe ke woh kamyaabi chahta he toh usko mahnat krna ho gi or jab woh mahnat kare ga toh market ko samjna pare ga is se acha knowledge ho ga or day by day achi samaj aane lag jay gi or istrah ham business ko samjne lag jate hen or earn karne lag jate hen

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X