hum is mai mahnet karty hain to hamy kamaybe hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    hum is mai mahnet karty hain to hamy kamaybe hain
    hum is mai mahnet karty han to hamara account band ho jy ga hum is mai raat mai be kam kar sakty hai hm is mai din mai be kam kar sakty hain hum is mai bager balance account bana akr be kam kair sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam karty hain to harma loss hain hum is mai apne marze sy time tbale bana kar kam mkar sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: hum is mai mahnet karty hain to hamy kamaybe hain

    Mehnat tab tak jari rakhen jab tak success hasil nahi kar len aur forex ka sahi experience hasil na ho jayen. Mehnat tab tak jari rakhen jab tak success hasil nahi kar pate ho.Mehnat ka phal har jagah meeta hota hai lekin forex me is ka maza hi kuch aur hota hai. Forex trading me mehnat aur lagan hi se ham bohut sari kamyabi hasil kar sakte hen. Mehnat hi k zarye se hum agay bhar sakte hen. Forex trading me risk bohut zyada hone ki waja se ye bohut tough karobar ban jata hai. Q k agar hamare pas is k bare me information na ho to hum nuqsan utha sakte hen. Mehnati log kabhi bhi forex trading me nakam nahi ho sakte. Over-trading aur lalach karna bhi bohut ziada nuqsan ka bahis hota hai. Fore trading apni behtareen noyeyat ki waja se aik behtareen karobar hai. Mehnata ur lagan hi khamen kamyab banati hai. hum is mai mahnet karty hain to hamy kamaybe hain.
    • #3 Collapse

      Re: hum is mai mahnet karty hain to hamy kamaybe hain

      Ji han Agar Ham Apne is business Mein mehnat Karte Hain To tabhi Ham Apne is business Mein kamyabi Hasil karte hain because without mehnat ke Ham Kabhi Bhi Apne is business Mein kamyabi Hasil nahin kar sakte isliye Jitna Jyada Humse ho sake Hamen Apne is kam Mein Hamesha mehnat Karni chahie mehnat Karke Ham Apne is business Mein acchi se acchi earning Hasil kar sakte hain Forex trading ke Business mein jo tractor mehnat nahin karta use kabhi bhi Apny is business Mein kamyabi Nahin milati Hai vah Hamesha Apne kam Mein nakam hi hota hai isliye Tamam trader ko chahie ki vah Apne kam mein jyada Se Jyada mehnat Karen
      • #4 Collapse

        Re: hum is mai mahnet karty hain to hamy kamaybe hain

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Konea پيغام ديکھيے
        hum is mai mahnet karty han to hamara account band ho jy ga hum is mai raat mai be kam kar sakty hai hm is mai din mai be kam kar sakty hain hum is mai bager balance account bana akr be kam kair sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam karty hain to harma loss hain hum is mai apne marze sy time tbale bana kar kam mkar sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
        Ji han Forex Mein Ham jitni Jyada hardworking karte hain Hamen utna hi jyada bonus Hasil Hota Hai
        • #5 Collapse

          Re: hum is mai mahnet karty hain to hamy kamaybe hain

          g han ap nay shi khaa haai humain mehnat kay sath apna kam kurna chahiye agar humain kamyaab hona hai agar hum es main achay say mehnat kay sath apna kam kuray gay to hum success bhi asani say gain kur lay gay to humain achay say apna kam kurna chahiye or kamyab honay kay liye humaain mehat say apna kam kurna chahiye takeh hum success bhi gain kur lay
          • #6 Collapse

            Re: hum is mai mahnet karty hain to hamy kamaybe hain

            forex mai hum mahnet karty hain to hamy kamaybe hasal ho jy ge hum is mai rat mai be kam kar sakty hain hum is ai din mai be kam kar sakty hain hamy is mai analysis ko learn kar ky use kar ky kam karna ho ga pher he hum gay bar skay gy hum is mai apne marze sy time tbale bana akr kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam mkar sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: hum is mai mahnet karty hain to hamy kamaybe hain

              G han bilkal thek kaha hy ap ne hum es main mehnat krty hen to humen kamyabi milti hy es liye humen chaea k hum ziyada se ziyada mehnat kren or acha hardwork kren mehnat kamyabi ki kunji hy mehnat kar k e insan kamyab ho skta hy kamyabi ka daromdar mehnat par hota hy es liye humen chaea k hum apna kam dill lga kar mehnat sey kren tb hi hum kamyab ho skty hen
              • #8 Collapse

                Re: hum is mai mahnet karty hain to hamy kamaybe hain

                han g tk kaha h ap ny my ap ki bat sy agre karta ho agar hm yaha mhynat ni kary gy to hm ko loss ay ga r stb st hmara acount b wash ho jata h hmara bonus b acha ni ata h hm ko forum my b posts karni chahaiy r st hm ko trreading my b mhynat karni cahahiy taky hmara nolig acha ay
                • #9 Collapse

                  Re: hum is mai mahnet karty hain to hamy kamaybe hain

                  aik purani kahawat hai k mehnat kamyabi ki kunji hai.bilkul such hai agr hum apnay kam ko be dili se krain gai or mehnat se g churaen gain to kamyabi kabhi bhi hamaray qadam nahi choomay gi.zindgi k hr pehlu main kamyabi karfarma hai.zindgi ka koi bhi shoba
                  ho khwa wo forex hi kyoun na ho mehnat k baghair kamyabi ka socha bhi nahi ja sakta.mehnat se hi forex trading ki ja sakti hai.agr hum mehnat chorr de gai to forex main loss ho ga or ho sakta hai hum apnay sarmae se jo hum ne forex main lagaya hai se hath
                  dho bhaite.is liey mehnat ko apni adat bna lain.
                  • #10 Collapse

                    Re: hum is mai mahnet karty hain to hamy kamaybe hain

                    Forex trading ki market Mein Ham Jitna Jyada mehnat karte hain utna hi jyada Ham acchi kamyabi Hasil kar lete hain market Mein maujud traders ko Apne work mein jyada Se Jyada mehnat Karni chahie Kyunki Apne work Koi imandari Aur mehnat Ke Sath karte hain tab Bhi vah Apne work se related acchi learning aur knowledge Hasil kar paate hain aur isase knowledge Kejariya Hi Se Hi vah acchi kamyabi bhi Hasil kar lete hain market Mein Jab Bhi posting Karen ya FIR trading Karen usmein Jyada Se Jyada mehnat Karen
                    • #11 Collapse

                      Re: hum is mai mahnet karty hain to hamy kamaybe hain

                      Thek kaha ham is me mehnat karte ha phir he hame is me kamiyabi milty ha aur agar ham is me mehnat nahi karte to nakaami milty ha practice lena bohat zrori hai or is me knowledge ka hona bhi bohat zrori hai is liye humen pehle mukammal learning kani chahiye or is k baad earning ka sochna chahiye
                      • #12 Collapse

                        Re: hum is mai mahnet karty hain to hamy kamaybe hain

                        ji han Forex trading mein agar aap achcha fayda aasan karna chahte hain to Hamen is main jyada Se jyada main karna hogi apni practice per jyada focus karna hoga tabhi fabrics mein Hamen achcha fayda ho sakta hai farex ek achcha profit wala business hai Hamen ismein dilchaspi ke sath kam karna chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: hum is mai mahnet karty hain to hamy kamaybe hain

                          Yes dost hard work aur phir kamiyabi aisa nahi ho sakta ke kamiyabi mile beghair hard work ke aisa namumkin ha forex trading me is ma hum hud sa be pasa ko laga kar is ma eran kar ta ha or is ma hum in ko trade kar ta ha or is ma eran kar ta ha or is ma e ran kar ta ha hum kafi bara profit bhi earn kar sakte hin aur learning ko continue rakhne ka matlab he profit ko continue rakhna.
                          • #14 Collapse

                            Re: hum is mai mahnet karty hain to hamy kamaybe hain

                            assalamu alaikum parekh member jaisa kya aap jante Hain Jo log mohabbat karte Hain vah sar kamyab Ho jaate Hain bilkul acchi tarah karenge to aap ho jaenge kam karne ke liyemain bahut jaruri hai jab Ham achcha kam karenge main ke sath warghat karenge to Ham jarur kamyab Ho jaenge
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: hum is mai mahnet karty hain to hamy kamaybe hain

                              hamy is mai mehnat or lagan sy kam karna chahe ta ky hum is main kamyabe hasil kar saky agar hum is main mehnat nahe kary gy to hamy is main kamyabe be nahe hasil ho ge yai aik asa karobar hai joky usa or china jasy bary bary mumlik mai be pah cuka hai hum is ko apna life time career be bana sakty ha hum is ma aik din main aik account mai 24 ganty he kam kar sakty hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X