Forex main confidence buhat zarori hy lekan over-confidence trading main khatarnak hota hy aur is sey jo profit asani sey aa raha hota hy woh bhi zaya ho jata hy. Hamain emotional ho kr nahi balkeh mind ko mazboot rakh kar trading karni hy. Yeh aik risky business hy aur jitna ziada careful ho kar kam karain gey utna hi hum loss sey bachay rahain gey.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим