Overconfidence in forex
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #871 Collapse

    forex mein ziyada overconfidence se kaam karnay se ap ku es mein loose he loose ho ga aur kosis karay es cool mind rahay agar achi kashi money earn karna chatay hain thankful for question
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #872 Collapse

      mere piyare doost mai abhi forex forum mai naya user ho aur abhi reciently hi forex ko join kia hai aur abhi sirf posting kar raha ho aur trading k bare mai knowledge hasil kar raha ho abhi trading start nah ki hai aur hame trading karte waqt overconfidence mai hona chahia.
      • #873 Collapse

        forex main overconfidence trade bhi greedy ki dusri qisam hey aur jo koi bhi is business main overconfidence ke sath trade karta hey woh kabhi bhi is business main achi trha se successful nahin ho sakta hey.
        • #874 Collapse

          ji haan dear aapnay bilkul sah kaha hai forex mai over condfidance nahi banna chaiye agher apkay pass confidance ajai to apko chaiye kay aap trading mai kam kam bunos ko eran karen ku kay yai bhut acha abussniss hay hamay chaiye kay hum is mai greed and jald bazi naa karen................................
          • #875 Collapse

            well jnab , ap ne jo thread kara hein tu mein eyh kahoon gee k jnab kisi ko b kisi b kaam mein overconfidence nai hona chhay k iss se ap ko nuksan ho sakta ehin , q k jb koi over confidence ho jata ehin tu wo samajhta hein k uss ko sb ata hein tu yehe uski galty hoty hein k jis se wo loss kar bhait'ta ehin
            • #876 Collapse

              mere khyal mein overconfident hona kisi bhi insan kay liye nuksan deh hota hai or agar ap forex mein overconfident hoty hain to apko bohat nuksan ho sakta hai bohat say log yeh samajty hain kay yeh forum bohat asan hai lekin wo yeh bhool jaty hain kay unki yeh soch unko nuksan pohncha sakti hai
              • #877 Collapse

                Assalam o alikum.....g han ye sahi bat hai or asa hota hai but overconfidence hone se hum apna e nuskan krta hain Forex trading main apko overconfidence kbi nhe hona chiye blke zada se zada sekhna ki koshis krni chiye or bhetr se bhetr hone ki....
                • #878 Collapse

                  over confidence ka mutlib main tu ye leeta hoon kay aap apnee raaye ko zeeda ehmiyat deen tu wo hoo gee jiss se app zruree pehloo nazar andaz kar jateuy hain
                  • #879 Collapse

                    g mary bahi jan agaer app as forex me kamyabi say trading kar rahay hay or aik achay munafa earn kar rahay hay to as k bad app me overconfedince pada ho jatay hay jas say app apnay sary munafa invest kar datay hay or as tara say app ko loss bhe ho saktay hay
                    • #880 Collapse

                      forxe mai over confidence bohat he nukssan da hai aru es mai kafi earing hai aur agar ap ne s ko time deya aur es mai sekh kar time deya tu he ap ko winner ho gay
                      • #881 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                        Agar aap forex trade ker k aik acha profit earn ker rahe hain or successful hain to ho sakta hai k aap main overconfidence a jaye or next time aap apna sara he profit invest ker dain jo k bohat risky hai so skata hai to hamesha soch smajh ker invest karain.
                        dear friend mai ap ko yae bta dn kay kisi b kam kay ander over confidence nahi hona chaheyae is sy ap kay ander mehnat na karny ki adat paida ho gi jiss sy ap ko bhot nuqsaan hoo gaa..
                        • #882 Collapse

                          jahan tak forex main over confidence ka sawaal ha to main aap ko batata chalun ke aap ka iss kaam main overconfident hona bht nusaan de ho sakta ha kun ke iss kaam main zara si galti aap ka bht bara nuksaan kr sakti ha iss liye aap ko ye kaam pori concentration se krna ho ga nahi to aap ko loss ho sakta ha
                          • #883 Collapse

                            my view about this is that over confidance is very injurous in every field of life ...often i have seen people gaining heavy loss ...and if you are willing to get heavy profit make your mind of loosing aswell....because loosing is the stairs of gaining ...it would give you experience
                            • #884 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                              Agar aap forex trade ker k aik acha profit earn ker rahe hain or successful hain to ho sakta hai k aap main overconfidence a jaye or next time aap apna sara he profit invest ker dain jo k bohat risky hai so skata hai to hamesha soch smajh ker invest karain.
                              Overconfidence se ap ka kam buhat khrab ho sakta hai kio ke jab ap overconfidence ho ker jab bhi koi kam kertay hain to kam khrab hi hota is liye is main overconfidence to bilkul sahi nai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #885 Collapse

                                g jab ap trading kr rhy hon to ap apny dill se lalach ko nikal dain .or apny knowledge apny experiance ki base kr ap trading karain ap ko kabi b loss ni hota.agr ap overconfidentt ho jain gy to ap ko loss ho ga .ap ko trading k wkt lalach or overconfident ni hona chahiye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X