Overconfidence in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #436 Collapse

    koi bhi kaam ho apko us me overconifidence nhi honna chaye kyun k ageer app yada profit k lalalch (greed) me kaam karenge so greed is curse. jo insan ko nuqsan se do chaar kerta hy.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #437 Collapse

      Aik bohut mashahoor kahawat hai muje teek tara se yad bhe nahe hai per phr bhe bata deta hun k "sare ande aik basket may nahe rakne chaheye ho sakta hai basket toot jaye tau sare ande zaya ho jayenge" Aap chahe kitne he confident ho jaye kabe bhe aisa kaam na kare jis may nuqsan ke surat may aap ki pure zindage ka mehnat zaya hone ka khatra ho. Koye bhe insaan aqle qul nahe ban sakta aap aik behtareen expert ho sakte hai per yeh na mumkin hai k aap trading ke pura ka pura cover ka sake.


      Thanks to all knowledge providers
      • #438 Collapse

        market mai ups and downs aayte rhte hain aur han in ups and downs ka her trade pe face karte hain ager ham confident hon apne decision pay to ye helpfull hoga butt agr ham over confident honge to ye hmare liye theek nahin hai insaan ko over confident nai hona chiye
        • #439 Collapse

          GGG han meray dosto forex me ovre confidence bhut hi nuqsan dah hai.... q k hamm agar forex me apni knowledge say nh overonfidence say kam layengay... to hamm kafi loss karayngay ....
             
          • #440 Collapse

            yup i agree with you, hmen overconfident nahe hona chahiye agar hmen success mil rahi hai to is sy hmen bilkul bhi overconfitdent hokr apna sara profit waha invest nahe kardy jis sy agr ap ko nuksan ho to ap ka sara profit doob jay is lye hmen jo bhe karna chahiye soch samjh kar krna chahiye taky ap ko zada nuksan na ho aur agar nuksan ho bhi to utna ho jitna ap bardash kar saky
            • #441 Collapse

              forex aisa online business hay jis myn trader ki skills aur forex kay baray myn knowledge aur experience dekhi jati hayn na kay us ka overconfidence dekha jata hay overconfidence trader ko kharab krta hay
              • #442 Collapse

                Forex me overconfidence ko koi zarorat nh hai.. ye aik bhut hi acha plate forum hai.. and forex me rah kar hamm kafi agay bhar sktay hai.....
                 
                • #443 Collapse

                  I think, i would like to tell you that over confidence is a very very bad thing for al of hte traders to become a successful trader and to eran capital rorex from forex trading bsuienss and i think that this si the ebst earning source for all o fthe peocple and ia nd think that this si the ebst to all of us.
                  • #444 Collapse

                    bhai overconfidence hum loss kara dy ta hy q ky hum ye sochty hin ky hum itni invest kar rahy hin to or zada karny ky josh min hum apna sara profit invest kar dety hin or loss utha ty hin islny hum ko overconfidence ni ho na chahiy .
                    • #445 Collapse

                      forex trading me app log bhot planing aur hard working se kaam kerte he. too is se app log profit earning ker saktey he. app log is me lalach aur overconfidence na ho ker kaam ker. is se app log ka loss ho saktey he. is liy app log bhot zyeda menthe se kaam ker ge too hi profit earning ker saktye he.
                      • #446 Collapse

                        Overconfidence insaan ko le dhobta hai jis se ye overconfidence ajaye wo phr apnay aap ko aggay nahi le sakta hai is se wo apnay aap ko ek bhara admi smjhnay lag jata hai jis se wo phr apnay aap ko loss me le janay lag jata hai .
                        • #447 Collapse

                          forex me confident rehty hue kaam karen ge to he aap ko profit mil sakta hai lekin aap agar over confident ho jayen ge to aap ko is me loss ke siwa kuch hasil nahi ho sake ga or aap loss me he rahen ge
                          • #448 Collapse

                            dear forex mein over confidence bohat he bad ha kiyon k over confidence k sath ap loss he loss kar sakty ho is lye ap k pass kafi acha knowledge or experience hona zarori ha jis sy ap easy success hasil kar sakty ho
                            • #449 Collapse

                              yesss..over confidence can be dangerous..but u should be confident..becausee confidence har field may important hai..confidence say aap k aims high hotay hain or aap apnay goals achieve krtay ho..seniors ko chahye k wo juniors jo appreciate karen.. confidence ki bohat ziada importance hai..confidence hoga tou aap apnay kaam pay concentrate kro gay or aap ko acha experience milegaa..
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #450 Collapse

                                Ya forex me confidence power to bhot zaroori hota han lekin agar hamre ander attitude aur over confidence ajye too hum hum over confidence me aona sara profit invest kar dete han jis ki waja se hume loss dekhna parta han

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X