Emotional ho k decisions na lain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    emotional bilkul nahe hona trading ko secure rakhanc haiye forex business duniya ka best business hay agar ap kay paas behtar knowledge ho aur ap interst se achi learning karain ap kay pas best skills hon ap achi tarah kamyabi hasil kar saktay hain success milay gi eskay liye mehnat chaiye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      emotional ho ker decisions leni say bhy sari problems create ho jati hen.kyu k emotional ma a ker liya gaya decision itna shi nai hota.
      • #63 Collapse

        janab ofrex trade busioniss kafi riski businiss hai yahan hume anytime apne emotional ko control karke work karna chye ku ke ose humeri koi bhi problm sovle nhi hoti blke or bhi barjati hai or afar hum esa karte hain tu hume yahan kafi profit hoskta hai....
        • #64 Collapse

          aap nay theek kaha.kabhi bhi trading main emotional ho kar decision nahin leena chahiey.essa karny say aap ka capital waste ho sakta hai.agar zyaada loss ho jaey to phir recover karna bhi mushkil hoota hai.is liey soch samaj kar kaam karna chahiey.
          • #65 Collapse

            Forex trading basically patience aur discipline kaa business hai, jitna aap mein trading discipline aur patience hoo gaa app utne hee kamyab trader ban saktee hian ess liyee hamesha greed factor koo control mein rakhein.
            • #66 Collapse

              trading karny se pehly humara yehi irada hota hai kay hum aaj market se zarur profit len gay or is emotion kay sath hum market ko actually analyse karny ki bajay jald bazi kar kay apna order laga dety hain. Iski aik reason or bhi hai kay account me jab balance ziada hota hai tu log ziada risk le kar blind order bhi laga dety hain or wrong decisions le lety hain.
              • #67 Collapse

                g bilkul emotion ek trader k liey bahot hi khatarnak hoty hein. agar ap trading k doran emotion ho gay to phr ap kabi k theek decision nai ly sakty kiyo k emotions like greed aur fear ap ki trading skills ko destroy kar dety hien. is liey hamaisha trading karty waqat apny emotion ko control mein rakhen.
                • #68 Collapse

                  bilul aap nay sahi kaha hay ke aap emotion me koi disition na le agar aap koi ghalat disition lete hay to aap ka loss ho sakta hay is lye jab aap relax ho our makit ki kuch website say malomat lekar ke markit ki jagment karke phir trade kare take loss ka chance kam say kam ho.
                   
                  • #69 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                    Emotional ho ker decisions lene se kayi pr problrms create hoti hain kyun k emotions main aap ki samajhne or sochne ki ability khatam ho jat hai or aap jald bazi main koi bhi sahi ya galat faisla ker laite hain. So jab aap apni sences main hon tabhi apni forex trade se related decision lain
                    je ye Sach hai k forex trading main emotions ko control rakhnaa lazmi hai,Trading K Doraan opartunity nikaltay he aap ko behtar Time par behtar Faislaaa karnaa partaa hai...orr Agar nuksaan ho Raha hon tou jaldbazi main dosri trade nahin lagani chahiye Aisa Karnay Say Ap Apnay Capital say bhi Mehroom ho Saktay hain
                    Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                    • #70 Collapse

                      i agree with you ke trading ke doran hamen apne emotions ko control main rakhna bhot zarori hota hai kiun ke jab hum stress mind ya bhot jazbati ho ke koi faisla karte hain to us main hamehsa hamen loss hota hai jiss se hamara apna nuqsan hai isliye hamaen chaye ke hum hamesha jaldbazi main koi asa qadam na uthyaen jiss ebad main hamen takleef hoo aur hamesha confident aur relax mind ke sath tarding karni chaye market ke indicators ko follow karte howe
                      • #71 Collapse

                        Theak kaha ap ne kay humein emotions mein a k decisions nai lenay chahye, kiu k agar hum emotional ho k faislay karin gay to os me mostly fail honay ka chance hoga, emotions ko side pe karin trading me or just by using our experience hum trading karin.
                        • #72 Collapse

                          yes dear frndsss you are right forex mai kabhi bhi emotional ho kar decision nahi lena chahye qk ye sach hai k emotions hamari sochne or samjhne ki salahiyat khatm kar deta hai
                           
                          • #73 Collapse

                            sahi kaha aap ne ke emotional ho ke decision krne ka koi faida nae.profit nae deta ulta loss hota hai is se.to control you emotions teach yourself to be positive and hopeful..
                            • #74 Collapse

                              Ya dear i am agree with u we should not take our decission with emotion bcz sometime these emotion are our enemy and finish our thinking power soo we should have to think with our brain and properlyyy and give no space emotions in our life espeecially in trading
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                Decision koi bhi pehle uske ache , bure ke baare me dimaag se soch bhi lein aur samajh bhi lein tab hi behtar nataij hasil hoye gai Aur forex trading me to bohat zaroori hai ke full concentration ke sath trade karein emotions ke sath faisla kabhi kabhi nuqsan ka baais banti hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X