Forex trading mai lalach sy kamiyan nahi hoskty

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex trading mai lalach sy kamiyan nahi hoskty

    ji bilkul Forex ke business mein kamyabi Hasil karni hai to practice ke upar jyada focus Dena hoga aur har EK chij ke bare mein acchi information hasil Karni hogi kyunki jitna jyada knowledge or experience hogautani hi acche tarike se Ham Forex ke business ko samajh payenge agar achcha experience or knowledge hi nahin hoga to kabhi bhi Forex ke business ko samajh hi nahin payenge to Forex ke business mein kamyabi Hasil karni hai to practice daily basis per karni hogi aur apne knowledge or experience ko increase bhi karna hoga aur apne trading skills ko bhi improve karna hoga demo account per practice karke kyunki jitna jyada time Ham Forex ki learning ke upar denge future main utna hi jyada hamen benefit hoga aur utna hi jyada fayda hoga kyunki Forex business profitable business in un traders Ke liye Hi jo pahle learning karte hain aur apna focus sirf forex ki practice ke upar lagate Hain aur jo lalach karte hain unka koi bhi future Forex ke business mein nahin Hota
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex trading mai lalach sy kamiyan nahi hoskty

      ji han doston Forex trading mein ham kamyab Nahin ho sakte jab ham lalach karte hain agar ham Forex trading mein trading ke dauran lalach karte Hain to ham lal aaj hamare liye nuksan de Hain to hamen chahie ham lala se bachne Dal ke muhase tarike se forest ko use karte hue apna fayda hasil Karen taki ham last se bhi Bach saken
      • #18 Collapse

        Re: Forex trading mai lalach sy kamiyan nahi hoskty

        jeee haan i am agree with you hame zyada say zyada expeience ki he zrorat hoti hai aur yaha pay hame zyada say zyada he tajurba chahye hota hai. hum forex trading main daily basis par study karty rahy or experience apna ziyada say ziyada banaty jayn.forex main kamyaab hona chahtay hain to ap ko pehle seekhna parega or expirence lena parta hai to hi ap kmayab ho saktay hain
        • #19 Collapse

          Re: Forex trading mai lalach sy kamiyan nahi hoskty

          jee haan you are right p is main asani ke sath is mian ap agy ja skty hou our is main apko kafi faida hojata hy ur is main kasm time main ap kafi agy ja sakty hou our is mianap moy earn akr skty hou achay experinece ki bhi zrurat hoti hai jb tak experince nhi ata or emotions control nhi hotay hum ek successful trader nhi ban skte
          • #20 Collapse

            Re: Forex trading mai lalach sy kamiyan nahi hoskty

            jee haan apne theek kaha mein apki baat sy agree krti hn market main jitna acha experience aur knowldge ho ga tab hi hum sucess hon gay aur is forex main planing kar k hi hum run karein gay aur market main hard work kar k hi hum achi trade karny k kabil hon gay trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur knonwldge ho ga tab hi hum is main
            • #21 Collapse

              Re: Forex trading mai lalach sy kamiyan nahi hoskty

              Frndz lalach hamesha insan ko nakam bnata ha so lalach ko apni mind se hamsha k liye nikal dein agr ap ne trade lgai Hoi ha or ap ko km profit b ho raha ha to ap use close kr dein kion k km profit ka hona loss se kahin ziyada betr ha so ap apna Kam mehnat se krei. Interested ho kr krein tb he ap apne Kam mein achi trah kamyab ho skte hein or acha bonus gain kr skte hein
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Re: Forex trading mai lalach sy kamiyan nahi hoskty

                jee haan fore mein lalch sy kabhi kamiyabi nahi mil sakti ap day by day trading krte hai apki knowledge aur skills mai apne ap izafa hota hai rehta hai jiski behalf pe ap market analyze kr k sahi se trading kr k axha profit earn kr sakte ho create krta ha is may jab tak information ka na pata ho tu wo b kuch nahi kar skta kisamat kuch zayda sath nahi dati ha samjdar b hona parta ga

                اب آن لائن

                Working...
                X