Kyun log forex se darte hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1276 Collapse

    jo risk base par or tuky laga kar trading kary ga zahir dar to us k andar hoga hi or jis k pass knowledge h wo kbi b nahi dary ga bus us ka sara focus trading or knowledge hasil karny main hoga, bus mere mutabik yehi h k agar ap ny trading karni h or kuch bana chahty hain to pehly acha knowledge hasil krein phir trading krein dar khud ba khud khatam hojay ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1277 Collapse

      Dear friend forex trading business say sirf woh hi log ziyada dartay hein jin logon ko iss kay baray mein bohat kam information hoti hai aur trading kay baarey mein bilkul bhi experience nahin hota.
      • #1278 Collapse

        Mairayg khayala say toa logon main awareness ki kami hai unhain pata hinae hai k forex hai kea cheez.WO log bs sunk Sinai baton pay yaqeen kar laitay hain apko chahye k khud isko try karain
        • #1279 Collapse

          log forex se is liya dartey hen q k is trading mey in sub ko trader ko bohat lose ho jata hey or isi lose ki waja kar log forex trading ko nahii pasand kartey hen . Forex likin sub se ziada achi trading hey or wo bhi ye online usiness hey jis se har koi asani se faida hi utha leta hey or success ho jata hey.
          • #1280 Collapse

            jo log forex se darty hn mere khayal se wo is waja se ha k unhein believe nhi hota k wo forex py trading kr k earning kr skty hn, believe main problem ha.
            • #1281 Collapse

              forex meey her kaam ko sooch ker aur samajh ker kerna chahyee forex keey bareey meey knowledge leeney keey baad bohet hi kem hedd tekk loss meey jaa sakteey hai jiss seey ap ko benefit in profit meey hoo gaa jitnaa forex keey bareey meey knowledge hasil kareey geey aur time keey lihaaz seey jitna experience hoo gaa utnaa hi aap ko benefit heey
              • #1282 Collapse

                forex per log sirf loss say dertay hain kahain humarai money loss na ker jayeh other wise forex main aour koee cheez nahain hai.
                • #1283 Collapse

                  forex se log islie darte han q ke wo apni mehnat kamai itni asani zaya hote nai dekhsakte or ise profit kamana chahte han or zyada kamana chahte han.
                     
                  • #1284 Collapse

                    yeah brother forex trading se darty hain kuch nahi hota yar jo is mai apna mind use krega wo kamyab ho jayega simple c baat hai ap apna mind use kren or apni mehnat kren ap IN SHA ALLAH tala Zaroor kamyab hongy jo nakam hoty hain wo tention
                    • #1285 Collapse

                      bro forex sa asal may o log darte hy jin ki knowledge itne ache nae hote or jis na kam ko sahe tra sa seeka na ho o log yahan pa kam karni sa darte hy kue kay na to os ko kuch ata hy o na he os ki koi kam ki experience hote hy jis ki waja sa o sab kam dar dar kay karte hy or apni account ko washout kar data hy end pa
                      • #1286 Collapse

                        yes my dear bht se log forex ko join karne se darte hain kiun k ye aik bht hi risky business hai un ki nazar me so wo iss se door rehna chahte hain jab k aesa nahi hai agar hum proper learning k baad forex ko start karain tu ye bht zada profitable business hai.
                        • #1287 Collapse

                          Asalam alaikum brother ma isay logon ko itna kahon ga ka ap log apne ghalation sa sekhna sekho wo is lia ka ap kis kis ko choro gay ka is ma nuxan ziada ha is tarah to ap kuch bhe nahi kr saktay.
                          • #1288 Collapse

                            forex ko join kerrnay sa loog iss liyea dartay hain kay woo samajhtay hain kay iss say profit kumm or loss zaida hoota hay or woo apnay paisay zaia hoonay ssa bachana chahtey hain..
                            • #1289 Collapse

                              dear friends and Brothers salam to all .,,.,.,.,. dear guys forx main khuch log khty hai kay sai businesss nai is liye khty hain kay unko is business kay bry main khuch pata nai khnowledge nai hota is liye issy boring khety hain,..,.,,.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1290 Collapse

                                logg forex sa is liye dartay hain .. kay un ko loss ka dar hota hai. aur wo is daar ko control ni akr skaty,, aur wo na he seekhtay hain ... is waja sa join ni kartay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X