Sawal : what is Hidden Diversion in Trading ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Sawal : what is Hidden Diversion in Trading ?
    Assalamu Alaikum dear members main aapse yah puchna Chahta Hun Ki Jab Ham Forex trading Mein hidden diversion ko discuss Karte Hain To iska kya matlab hota hai please aap apni experiences share Karen Taki junior members ko is terminology ko samajhne mein aasani ho jaaye aur iski help se vah apni trading ko profitable banaa saken.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Sawal : what is Hidden Diversion in Trading ?

    dear friend, divergence sirf hmain potential trend reversal k signal hi faraham nhi karti bl k ye trend continuation k sign k tor par b use hoti hain jis ma prices current direction ma apni move ko continue karti hain, regular divergence trend reversal ko zahir karti hain jb k hidden divergence trend continuation ko show karti hain, hidden divergence 2 types ki hoti hain,

    1. Hidden bullish divergence

    2. Hidden bearish divergence

    Hidden bullish divergence us waqt zahir hoti ha jb koi pair uptrend ma move kar raha ho, ye tb hoti ha jb prices apna higher low bna rahi hon lakin oscillator lower low show karay, iska mtlb ye ha k yahan par koi hidden divergence ha jis ki waja sa oscillator prices ko same show nhi kar raha

    Hidden bearish divergence down trend ma us waqt hoti ha jb prices apna lower high bna rahi hin lakin oscillator higher high show kar raha ho, is ma ye hi chances hotay hain k pair apni lower shoot moment jari rakhay ga jo downtrend ma ho gi,

    hidden divergence k mutabik hmain hmesha trend ko follow karna chaiay aur us k against trading sa avoid jarni chaiay q k ye divergances trend ko continue rakhnay ki indications daiti hain, hmain market aur pairs ko moment ko apnay experience k zariay thek tarah observe karnay ki koshish karni chaiay ta k hidden divergance ko point out kar sakain jin sa hm trading ma mistakes sa bach jaen gay aur apni tradesko trend k mutabik thek tarah open ya adjust kar paen gay aur profitable results hasil kar sakain gay
    Last edited by ; 07-10-2020, 05:01 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Sawal : what is Hidden Diversion in Trading ?

      Walikum assalam dear;
      Boht acha question Kiya apny juniors ko is se isk Bry me knowledge mily ga me apna knowledge isk Bary me share krti hun
      Hidden divergence na srf trend reversal k Bry mein signal provide krta ha blky trend continuation k Bary me b sign deta ha.....agr jis tend pr trade lgyi ho wo trend continues rahy proves wesay hi jayen to traders k liye best hota ha ...
      Hidden divergence me bullish or bearish divergence ko dekha jata ha
      Hidden bullish divergence:. Hidden bullish divergence TB show hota ha jb prices Kam zyada horahu hoti Han ...lkn Oscillators Kam Kam hi show krty Han
      Hidden bearish divergence:hidden bearish divergence Kam zyada process ko show krta ha ,jjb k Oscillators zyada prices ko show kkrty Han ...bearish divergence downtrend mein bnta ha ha...or ye show krta ha k tend down jaraha ha continusly
      • #4 Collapse

        Re: Sawal : what is Hidden Diversion in Trading ?

        Doston trading mein kam karte hue different type ki divergence sy samna ho sakta hy. Hidden Divergence trading main trend care reversal ke bare mein aapko signal deta hai aur iske sath sath aapko friend ki continuation ke bare mein bhi signal deta hai agar jis trend mein trade lagaye Ho tujhe trader ke bare mein best hota hai kyunki ismein jyada chances profit ke hi hote hain ismein hidden bullish divergence aur hidden bearish divergence hoti hain hidden bullish divergence kab show hota hai Jadu prices kam jyada ho lekin ismein oscillator kam kam he show karte Hain. Hidden bearish divergence comes under price ko show karta hai aur is tarah aap apni trading ke bare mein jyada se jyada signal se help out karke apni trading ko Kamyab banaa sakte haindirect divergence downtrend mein banta hai jabki bullish divergence upward trend mein banta hai isliye aapko soch samajh ke apni trading mein entry karni chahie aur complete market analysis karne ke bad hi trade karna chahie Taki aap training mein Kamyab ho sake aur acchi earning kar saken jitna jyada aap training mein main market Analysis strong hogi utna hi aap trading mein kamyabi ke sath achcha trade work karne ke kabil Ban sakenge. humko trading mein hidden divergence ke mutabik trade karna chahie aur trend ke opposite trade lagane se avoid karna chahie kyunki friend ke opposite trade lagana aapko loss de sakta hai aur ismein profit ke chances bhi kam hote Hain.
        🌼 Never Give Up 🌼
        • #5 Collapse

          Re: Sawal : what is Hidden Diversion in Trading ?

          Ji member aap ne ek bhut hi acha question hmary review ky liye paish kia hai. Hidden Divergence ki complete information aur is ka apni analysis mein istemal aapko good trade signals ky bary mein information de skta hai aur aap is ki knowledge se apny analysis ko strong kar skty hain. Jis trha Regular divergence aap ko market mein trends ky bary mein information deta hai isi trha ek hidden divergence bhi dekhny ko milti hai jo ky aap ko market ky trend ka batati hai.

          Jesy Ky hum janty hain Ky market mein regular divergence aap ko market mein Trend reversals ky bary mein batati hain lekin Hidden Divergence iski bjaye aap ko market mein Trend Continuation signals deti hain. Aur aap ko market mein trend ko continue rkhny ky signals deti hai. Is trha aap usi trend ky sath chalty huey apni trades kr skty hain ya us point se new entry le skty hain. Bullish aur Bearish trend ky hisab se Hidden divergence ki 2 types hain.

          Hidden Bullish Divergence :

          Hidden Bullish Divergence aapko market mein Bullish Trend ky time pe show hoti hai. Is mein market mein higher lows dekhny ko milty hain lekin oscillator mein aap ko higher lows dekhny ko nahin milty.​Air is trha dono mein difference hota hai. Is trha oscillator indicator aapko market mein Bullish Trend continuation ky signals deta hai. Isko Hidden Bullish Divergence kehty hain. Jis mein Oscillator mein aapko lower lows dekhny ko milty hain.

          Hidden Bearish Divergence :

          Hidden Bearish Divergence aapko market mein Bearish trend ky time pe dkhny ko mlti hai. Is mein chart ko dekha jaye to aapko regular divergence mein lower highs dekhny ko milty hain. Jab ky oscillator aap ko Higher highs show karta hai. Is trha aap ko Hidden divergence dekhny ko milti hai jis mein aap ko Bearish trend continuation signals milty hain. Usky bad aap Bearish trend me selling ky liye entry le skty hain aur trade selling mrin continue rkh skty hain.
          • #6 Collapse

            Re: Sawal : what is Hidden Diversion in Trading ?

            Click image for larger version

Name:	Screenshot_20201007-182907_Opera Mini.jpg
Views:	1
Size:	136.1 کلوبائٹ
ID:	12334008

            Yes dear es sy pehle ham by divergence k bary ma to bhot discuss kiya hai but es topic ma ham hidden divergence k bary ma discuss karyn. Ye bat hamy pata hai k divergence possible trend reversal ko show karti hai but at the same time ye hamy trend continuation k bary ma b signal provide karti hai. Ham ab hidden divergence ko discuss kar lety hain.

            Hidden diversion. Hamy ye pata hai k trend he trader ka friend hota hai. Jo trader market ma trend against trades ko open karty hain wo aksar big loss ka shikar ho jaty hain. Market up trend ma hoti hai or ik stage asi ati hai jb market higher low banti hai or oscillator hamy lower low ka signal dey rha hota hai but market lower low ki bajae trend ko continue karti hai or higher high ban deto hai. Hidden divergence bullish b ho sakti hai or bearish b.

            Hidden bullish diversion. Market up trend ma hoti hai or ye kuch dair retracement kar k higher low bana deti ha tb oscillator hidden divergence ka signal dey rahy hoty hain or predict kar rahy hoty hain k market lower low banae gi but market higher high ki taraf move kar jati hai esko ham hidden bullish divergence kehty hain.

            Hidden bearish diversion.Ye down trend ma occur karta hai or market lower high bana rahi hoti hai or oscillator signal deta hai k market higer high ki tarat jae gi but ye apna trend phr sy continue karti hai or lower low ki taraf move kar jati hai. Trader k lae sb sy mushkil ye he hota hai k wo main trend ma or retracement ma difference kesy find kary. But profit usko he hasil hota hai jo en ma difference ko find karny ma kamyab ho jata hai bakiyo ko serf loss he melta hai.
            • #7 Collapse

              Re: Sawal : what is Hidden Diversion in Trading ?

              Hidden divergence K bahut se faiday hain is se hum markeet k trend ko check kar sakte hain basically Hidden divergence k 2 Types hain..
              1Bulish hidden divergence
              2.bearish hidden divergence

              bulish hidden divergence.
              Iska matltab hota hai k markeet ni lower se higher kk taraf safar karna hai Aur yaha markeet ka trend buy ka banta hai.

              bearish hidden divergence.
              Iska matlab yeh hai k Markeet ne higher se lower ki taraf move karna hai Aur is se sell trend show hota hai.
              Mehnat + Knowledge × experience = SUCCESS
              • #8 Collapse

                Re: Sawal : what is Hidden Diversion in Trading ?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Pips-Humter پيغام ديکھيے
                Assalamu Alaikum dear members main aapse yah puchna Chahta Hun Ki Jab Ham Forex trading Mein hidden diversion ko discuss Karte Hain To iska kya matlab hota hai please aap apni experiences share Karen Taki junior members ko is terminology ko samajhne mein aasani ho jaaye aur iski help se vah apni trading ko profitable banaa saken.
                G dear ager ap ager ap trading mai kam kartye hain tu ap ka kam hai kay ap diversion pay acha kam karna hai tu ap ka kam hai kay ap market mai usi hisab say acha kam kartye hain tu ap ka kam kafi acha ho sakta hai tu diverson bhi 2 tarha kay hotye hain es mai aik hota hai bull diverson aur aik hota hai bullish diversion tu ap nay acha kam karna hai tu ap in 2 stergety mai kam kartye hain tu ap ka kam kartye hain tu ap kam acha kar saktye hain bull divetson mai ye hota hai kay karket ka trend high hota hai aur har aik trade mai buy kay chance ban jatye hain tu ap nay es mai usi stergety kay sath acha kam karna hai jis mai ap ka faida ho jata hai aur ap es maikamyab ho jatye hain tu ye ho jata hai buy diverson yani kay bull diversion khaitye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai kam karain aur ap besarish mai kam karna hai tu usmai hota ye hai kay market down trend mai chali jatye hain aur ap kaliye kafi asani ho jati hai sell ki stergety mai acha kam karna hai tu ap es base pay acha kam kar sakye hain aur ap es mai kamyab ho jatyr hain tu ap ka kam hai kay ap hamesha acha kam karain mahnet kay sath ap ka kam hai kay ap diverson mai acha kam kartye hain tu ap kamyabho jatyr hain tu kamyabi hasil karna hai tu uskaliye ap ko kafi mahnet aur lagan kay sath kam karna parta hai jis kay bad he ap ka kam asan ho pata hai aur ap es mai acha kam kartye hain tu ap es mai kamyab he kamyab hai tu mahnet aur lagan kay sath acha kam karnye mai he kamyabi hai aur ap kaliye es mai kafi asani ho jatye hain ager ap es mai esi tarz ka acha kam kartye hain tu ap kamyab he kamyab hai aur ap ka kam asan hai
                $$$ Never Give Up $$$
                • #9 Collapse

                  Re: Sawal : what is Hidden Diversion in Trading ?

                  Forex main kai aisi situation bhi baz dafa a jati hain jab hamain indicators say aur signal mil raha hota hay jab keh market ki movement yani price action alag hota hay. Aisi situation ko hidden divergence kehty hain yani abi market main trend reversal nai ho raha balkeh trend continue he rahy ga, is tarah ham aik trend ki strength say faida uthaty huye behter trading kar sakty hain. Hidden divergence bearish and bullish donon trends main hoti hay. Ham aksar daikhty bhi hain keh baz dafa RSI overbought show ho rahi hoti hay laikin phir bhi price musalsal buy main ja rahi hoti hay.

                  Bullish hidden divergence.
                  Jab market ki movement up trend main ho aur RSI ya stochastic oscillator isko overbougt bata raha ho laikin price achanak mazeed shoot kar jati hay. Yahan per ager fori trend reversal ki trade laga di jaye to bahut loss ho jata hay. Is liye hamain chahiye keh ham fori trade main enter na hon balkeh jab tak ye oscillator reversal main na aye tab tak ham trade main enter na hon.

                  Bearish hidden divergence.
                  Jab koi oscillator hamain oversold ka bata raha hobya trend kay end ka bata raha ho keh yaham bearish trend yahan weak hay laikin achanak price mazeed down jana shuru ho jati hay aur bearish trend mazeed strong ho jata hay. Aisi surat main ja tak oscillator again price up main ana shuru na ho yani hamain trend up ka signal na day tab tak hamain buy main trade nai karna chahiye.

                  Hidden divergence mostly slow movement main occur hoti hay, laikin jab ham aisi situation main MACD indicator ko bhi oscillator kay sath zaroor use karain ta keh ham apni trade ko safe rakh sakain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Sawal : what is Hidden Diversion in Trading ?

                    Salam dear member ji aapane hamare sath bahut achcha topic hamare se discuss kiya hai jo ke hidden diversion in trading keral lated hai jeetu aapane bahut informative topic hamara sath discuss kiya hai but mujhe iske bare mein kuchh khas experience nahin hai main aapko iske bare mein mujhe jo bhi knowledge hai main aapke sath share karti hun ummid karti hun ki aap ko pasand aaega abhi filhal mujhe iske bare mein itna khas nahin pata but mein iske bare mein shuru land karungi Taki next time aapke sath share kar sakun .

                    Ismein do kism ke hidden hote hain ek baarish aur ek bullish aap to aap ko pata hai ki barish jab Koi oscillator hamen overflowed kab bata raha hota hai trend ke and ka pata hota hai yahan bearish trend yahan week lekin achanak price masjid down Jana shuru Ho jaati hai barish stand masjid strong ho jata hai ISI tarah ISI Surat mein jata kaise later again price mein aana shuru hai yahi trend aapko signal de tab tak hamen biometric nahin karni chahie.

                    Iske bad aap ko bullish ke related batana hai to aapko ismein bhi e movement trend aap ka maloom karna hota hai ki aap abhi trading ki movement kya chal rahi hai hi jab ham ismein achanak primary shot kar di jaati hai jiski wajah se hamare pass screen latest wrong turn hone chahie tabhi Ham oscillator saman na aaye tab tak Ham trade centre Na Ho jab tak Ham iske bare mein strong analysis Na Kar Le tab tak hamen uske andar andar nahin hona chahie .
                    • #11 Collapse

                      Re: Sawal : what is Hidden Diversion in Trading ?

                      Click image for larger version

Name:	images.jpeg-2~3.jpg
Views:	1
Size:	34.0 کلوبائٹ
ID:	12334013Click image for larger version

Name:	images~2.png
Views:	1
Size:	62.4 کلوبائٹ
ID:	12334014wa alikum assallam forex member, aap ne hidden divergence ki baat ki hai to hidden divergence mein hota ye hay k market mein orice apko kch aur show krti hay apkay chart pattern k mutabiq aur apka indicator apko os se alag show kr raha hota hai agar bullish hidden divergence ki baat ki jaaye to os mein yeh bota hay ke jb market up trend mein higher low banati hai aur apka i dicator lower low banata hai.isi tarah agar down trend ki baat ki jaaye to os mein hidden divergence tb banta hay k jb market lower high banati hay magar apka indicator highr high bana deta hai.
                      isi tarah divergence bhi2 types k hotay hain,hidden divergence and regular divergence.hidden divergence trend ke continue honay ki allamat hotay hain aur jb keh regular divergence trend reversal ko show krtay hain is mein yeh maloom hota hay k momentum low ho raha hai.aur hidden divergence strong momentum ki pesh goi krta hai.hidden divergence mein double to aur double bottom bhi ban saktay hain.oper di gai picture mein aap aasani se samjh saktay hain k konsa hidden divergence hay aur konsa hidden divergence nahe hai.shukriya
                      • #12 Collapse

                        Re: Sawal : what is Hidden Diversion in Trading ?

                        In reading hidden divergence means that our trade Divert in that direction which is not visible to you and our other professional traders who are working in the forex trading and this is a very advantages for us to have proper knowledge and the proper information about the movement of market and the Forex trading and this is only happening a man in the big fishes are involved in the market movement when the market movement is controlled with the big tree address and big investors then when the market moves with an Unexpected behaviour and this unexpected behaviour shows that the trading is in the hidden divergence and this divergence in the pattern of trading comes across the loss of a many traders who was a junior traders so tired to become professional trader and try to be aware about all these hidden divergence in the forex trading in the market is going to diverge then you should have to change the turning point of yourself and for achieving this goal is should have to use stop loss and profit in your trade show that whenever it is show divergence in its movement and then we are well prepared for the divergence and if so that it is going to in laws and market is changing the train trend against our trade then our trade will close in the small hours it will prevent us from account wash and a big looks so we should have to be prepared about any divergence in the market and any unexpected journey in the market that I will become the professional trader and we will achieve our required success thank you very much
                        • #13 Collapse

                          Re: Sawal : what is Hidden Diversion in Trading ?

                          Hidden Divergence exchanging fundamental pattern care inversion ke uncovered mein aapko signal deta hai aur iske sath aapko companion ki continuation ke exposed mein bhi signal deta hai agar jis pattern mein exchange lagaye Ho tujhe broker ke uncovered mein best hota hai kyunki ismein jyada chances benefit ke howdy hote hain ismein shrouded bullish disparity aur shrouded bearish difference hoti hain shrouded bullish dissimilarity kab show hota hai ya to costs kam ziada ho lekin is mein oscillator kam he show karte Hain. Concealed bearish dissimilarity goes under value ko show karta hai aur is tarah aap apni exchanging ke exposed mein ziada se ziada signal se help out karke apni exchanging ko Kamyab bana sakte haindirect disparity downtrend mein banta hai jabki bullish uniqueness upward pattern mein banta hai isliye aapko soch samajh ke apni exchanging mein passage karni chahie aur complete market examination karne ke awful hey exchange karna chahie Taki aap preparing mein Kamyab ho purpose aur acchi winning kar saken jitna jyada aap preparing mein primary market Analysis solid hogi utna hello there aap exchanging mein kamyabi ke sath achcha exchange work karne ke kabil Ban sakenge. humko exchanging mein concealed dissimilarity ke mutabik exchange karna chahie aur pattern ke inverse exchange lagane se maintain a strategic distance from karna chahie kyunki companion ke inverse exchange lagana aapko boht misfortune dy skta hai. jo k bilkul bhi apke liye favaourable nai hoga. Shrouded Divergence aapko market mein Bullish Trend ky time pe show hoti hai. Is mein market mein higher lows dekhny ko milty hain lekin oscillator mein aap ko higher lows dekhny ko nahin milty.​Air is trha dono mein distinction hota hai. Is trha oscillator marker aapko market mein Bullish Trend continuation ky signals deta hai. Isko Hidden Bullish Divergence kehty hain. Jis mein Oscillator mein aapko lower lows dekhny ko milty hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Sawal : what is Hidden Diversion in Trading ?

                            Jab market continuously aik hi trend ko follow kerty huey apni movement ko continue kerti hai tou same trend main market ki movement main bar bar kuch time ky liay retracement ho rehi hoti hai ky market agar uptrend main movement ker rehi hai tou kuch uptrend main movement ky bahd kuch downward movement bhi hoti hai tou hamain aesy time period main jab market main retracement hoti hai tou usky bahd same previous trend ko follow kerna shoru ker dena chahiay ky market again apni previous trend ko follow kerna shoru ker deti hai aur market main hidden divergence effect sy hamain faida hota hai ky agar market main trend tou one sided hi chal raha ho lekin retracement long time period ky liay continue rehy tou isko hidden divergence kaha jata hai hamain same hidden divergence ko agar find kerna hai tou hamain bollinger band theory ko samajhna hoga ky agar market main divergence centre line ko cross ker jaey ky bahd same reverse order main apni movement kerty huey aik candle aesi creat kerti hai jo ky centre line ko touch na ker rehi ho aur agar same candle market ky previous trend ko follow ker rehi ho tou aesy time per market ki hidden divergence ky mutabiq hamain again previous trend ko follow kerty huey hi apni trade ko open ya continue ker lena chahiay ky market main same retracement beshak kuch zyada time period ky liay hoti hai lekin aesi divergence per market ka trend change nehi hota hamain is hidden divergence ko samajhna chahiay ky agar market main hidden divergence creat hoti hai tou hamain aesi surat main market ky previous trend ko hi follow kerna chahiay na ky ham market main trend change smajh ker new trend ky mutabiq trade continue ker lain agar ham trend change samjhny ki mistake kerty hain tou hamain trade open kerny per sirf loss hi hota hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Sawal : what is Hidden Diversion in Trading ?

                              G expensive ager ap ager ap buying and selling mai kam kartye hain tu ap ka kam hai kay ap diversion pay acha kam karna hai tu ap ka kam hai kay ap market mai usi hisab say acha kam kartye hain tu ap ka kam kafi acha ho sakta hai tu diverson bhi two tarha kay hotye hain es mai aik hota hai bull diverson aur aik hota hai bullish diversion tu ap nay acha kam karna hai tu ap in two stergety mai kam kartye hain tu ap ka kam kartye hain tu ap kam acha kar saktye hain bull divetson mai ye hota hai kay karket ka style excessive hota hai aur har aik change mai purchase kay threat ban jatye hain tu ap nay es mai usi stergety kay sath acha kam karna hai jis mai ap ka faida ho jata hai aur ap es maikamyab ho jatye hain tu ye ho jata hai purchase diverson yani kay bull diversion khaitye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai kam karain aur ap besarish mai kam karna hai tu usmai hota ye hai kay market down fashion mai chali jatye hain aur ap kaliye kafi asani ho jati hai promote ki stergety mai acha kam karna hai tu ap es base pay acha kam kar sakye hain aur ap es mai kamyab ho jatyr hain tu ap ka kam hai kay ap hamesha acha kam karain mahnet kay sath ap ka kam hai kay ap diverson mai acha kam kartye hain tu ap kamyabho jatyr hain tu kamyabi hasil karna hai tu uskaliye ap ko kafi mahnet aur lagan kay sath kam karna parta hai jis kay terrible he ap ka kam asan ho pata hai aur ap es mai acha kam kartye hain tu ap es mai kamyab he kamyab hai tu mahnet aur lagan kay sath acha kam karnye mai he kamyabi hai aur ap kaliye es mai kafi asani ho jatye hain ager ap es mai esi tarz ka acha kam kartye hain tu ap kamyab he kamyab hai aur ap ka kam asan hai
                              g apko lazmi tamam indication ko smj kr kaam krna chae aur jahan tak zrori hu knowldge ko hasil krlen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X