How much learn before start forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    yeh tu apke apne upar hai kay aap is kay baare main kitna learn karke ate hain yahan forex trading main main to kahunga bas apko itna pata hona chaiye jis se ap apni trade kar saken
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      dear ,koi bhi kaam bagair learning k nahi hota jab tak aap learning nahi karo gai skills nahi ayee gai or jab skills agaye to aap k leye trading karna simple ho jaye ga or aap ko profit milna start hojae ga to simple hai profit kamane k leye learning boht zarori hai.
      • #108 Collapse

        yeh zaroori nahe hay kay ap kay pas forex ka 100% knowledge ho bas apko basic things ati hun aur ap nay demo account par month ya 2 month practice ki ho phir ap trade start kar saktay hain apko har trading se khud bakhud experience hasil hota jayega magar shuru shuru mai boht ehtiat ki zaroorat hoti hay apko leverage ko kam se kam rakhna hoga aur 0.01 ki lot mai trade karni hogi
        • #109 Collapse

          Es ki koi had ni ap jitna learn kar saktay ho utna karo es sa ap ka skill strong hon ga ap ka profit earn karnay ka chances zyda ho jain ga.
          • #110 Collapse

            dear frend ap is field me jitna ziyada learn karenge or dil laga k kam karen gy utna apki knowledge me izafa ho ga or is me barpor mehnat se kam kar k ap is me aacha profit hasil kar sakte hen q k mehnat or mushakat k baghair koi kam nhe ho sakta lihaza hum is me jitna ziyada learn karege hamari knowledge me utna izafa hoga..
            • #111 Collapse

              Asalam u alaikum brother,
              ap k ic oppenion se main 100% itefaq krta hun. koi b chez insan ko maaa k pait se nai pta hoti, hamesha seakhne se hi ati he. aur jahan tk bat he forex ki to yahann ap ko seakhne se sb kuch aa jata he, na seakho to kuch b nai aye ga. aur ap ko apna tyme waste hota hua mehsus ho ga. Thanks
              • #112 Collapse

                step by step he ham learn karty hain or phir hamain experience ata h is liay haard working say na ghabrain isi tarha he success hasil hoge
                   
                • #113 Collapse

                  Forex ma work start karny sa phely ap kam sa kam itni learning kar lay kay trade kesy open karty hay apny apko kesy secure kia jai in case of loss ho raha ho open trade ma aur agr koi trade loss ma hay to usko profit ma kesy change kary opposite trade open kar kay baqi ap jitni bhi learning kar lay jab tak practically trading nahi kary gay apko behtr experience nahi hoga
                  • #114 Collapse

                    sir main ne jab forex ko join kia to main is k about ziada to nhi janta tha lekin jo kuch b seekha he forex trading kartay howay hi seekha he pehlay pehal sirf itna janta tha is mein cruncey ko buy and sell krna hota he
                    • #115 Collapse

                      learning to pori zndgi chly gi bhai. ap 6 mah ki training kro demo pe tab ja k real trading ki taref qadam brhao. bina prctice r knoldge k ap forex ma kch nhi kar skte hain
                      • #116 Collapse

                        dear mery knowledge l mutabik forex ko learn karny ki koi had nai hy app jitna zada learn karty hain app etny hi achy trader ki tarha kaam karty hain aur km waqt main both sara profit gain kar k achy trader ban jaty hain
                        • #117 Collapse

                          Forex start karny say pahly ap kay liye zarori ha kay hum iss main pahly seekhain aur daikhain kay iss main hum kon si changes la sakty hain aur kaisay iss main kamjab ho sakty hain yahi sab say bari kamjabi ha forex main kamjab hony ki aur aghy barhny ki
                          • #118 Collapse

                            forex se app lot of learn kar sakte hain i think jab tak app is business ko karte rehen ge to us waqt tak app sath sath learn bi karte rehen ge is trah se app ko kafi knowledge bi hasil ho jaye ga,.....
                             
                            • #119 Collapse

                              Forex is like a sea. Here is no limitation of learning. If you want to join this business, then you should learn this trade perfectly and take a good practice on demo accounts. When you realize that now you are able for doing real trade, then you can join this.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                hamain forex ma kamyab hony k liye buht zyada learning ki zrorat hoti ha ager hum learning nahi kerty tu hmain forex ma earn kerna buht mushkil ho jaye ga learning k best triqa ye ha k hum net per forex k bary ma searching kerin sab comon pair k bary ma perhain new ko nazar ma rakhain fir banda jald seccesfull trader ban sakta ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X