Stop loss and Take profit in Forex market???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop loss and Take profit in Forex market???
    Assalamo Alaikum dear pyaary forexer umeed krta hun apko sehat Achi hogi.
    Maloom yeh Krna tha ke Kia Forex mein stop loss or take profit ko lagana zaruri hai?
    Or ager zaruri hai to q?
    Or yeh kis trah lagaye jati hai trading ma?
    Iska asal maqsad Kia hota?
    Koi es barey mein knowledge de Sakta Hai?
    Seniors plz esko zarur define karey.
    Shukria and Allah Hafiz.
    "Ham Kabhi nhi hartay ya ham jeet tay hai ya seekhty hai".
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stop loss and Take profit in Forex market???

    Stop loss aur take profit Forex trading me trading platform jese MT4 aur MT5 ka aik behtareen sahulat hai jo hamen zyada nuqsan se mehfoz rakhti hai. Stop loss jo bhi hum trade lagayen to us me is ka istemal lazmi karen ta ke terminology hamre analysis k opposite hone pe hamen zyada khasare se mehfoz rakhen. Stop loss hamen kam nuqsan deti hai account ka bulkul wash hone k muqabele me. Stop loss hamen hamare jazbat pe bhi control hone me madad deti hai. Baaz dafa hum tired mind k sath trade karte hen aur nuqsan me trade jane ki waja se hum bohut jazbati ho jate hen jo hargez hamare trading k leye acha nahi hota. To is se bachne k leye stop loss ka zaroor istemal karen. Forex me kaam karna aik behtareen work hai jo hamen apne maqsad k hosool tak le k jata hai.keya loss sy bachne kliye full planning karna hota hai. keya loss sy bachne kliye full planning karna hn aur is se hamen bhi forex trading me kaam se asani hoti hai. Forex trading me stop loss aur take profit pe khas tawajah den.
    • #3 Collapse

      Re: Stop loss and Take profit in Forex market???

      Forex market mai kabhi stoploss or takeprofit k baghair trade na open karein. Kiyu k yeh dono chezein humy loss sy bachati hai aur auto profit bhi gain ho jata hai. Agar koi duty parvhonua kahi kaam par busy ho to woh acha faida le skata hai
      • #4 Collapse

        Re: Stop loss and Take profit in Forex market???

        Gee haan forex mein aap stop loss or taka profit use kray gay tu aap achi trading Kar Kay acha profit hasal Kar saktay hai agar aap stop loss or taka profit use nhai kray gay tu aap ko nakaami hoti hai iss Lia aap ko kamyabi ka Lia stop loss or taka profit use karna chaiy
        • #5 Collapse

          Re: Stop loss and Take profit in Forex market???

          Market Mein trade Lagate Hue Jab Ham Stop loss Lagate Hain aur Market ka acchi tarike se analysis karte hain aur money management ka kyal rakhte Hain To Ham market Mein acchi kamyabi Hasil kar sakte hain market Mein trade Lagate Hue Hamen stoploss Jarur Lagana chahie isase Hamara profit and loss Ek limit mein rahata hai stop loss Lagane se Hamara account seve rahata hai Amar account wash Nahin Hota Nahin market Mein trade Lagate Hue Hamen market acche tarike se samajhna chahie market ko dekhna chahie aur fir market Mein trade inter Karni chahie Taki Ham market Mein achha profit Hasil kar sake aur apne business Koi profitable business banaa sak
          • #6 Collapse

            Re: Stop loss and Take profit in Forex market???

            Forex business mein stop loss aur take profit buht ziada zaroori hota hai aur is ki trading mein buht ziada ehmiyeet hoti hai stop loss se hum ziada loss se bach saktay han aur take profit se hum profit earn kar saktay han

            Agr hum ko forex business mein long time kay leye trading karni hai tu hum ko stop loss aur take profit ko apni trade mein lazmi use karna cahaiye kiok is ka faida hi hota hai nuqsaan koi nahin hota

            Forex business mein jab bhi koi trade open karain gey tu stop loss aur take profit ko laga kar open karni cahaiye phr hi acha profit ho sakta hai kiok hum trading mein koi galti bhi kar saktay han aur stop lose ho ga tu is galti se account wash nahin hota aur ziada loss se bach saktay han aur take profit se hum profit earn kar saktay han
            • #7 Collapse

              Re: Stop loss and Take profit in Forex market???

              Dear member Forex trading ke Business mein kam karne ke liye stop loss and take profit bahut jyada Jaruri hota hai Hamen Apne kam mein Jab trading Karni Ho To Hamen stoploss Jarur Lagana chahie stop-loss Agar Ham Nahin lagaenge apni trading Mein To Hamen apni trading Mein loss ho sakta hai isliye Hamesha stop-loss apni trading Mein Lagana chahie stop loss Lagan se Ham market Main loss se bache sakte hai forest ke business ma mein Jab Bhi trade open Karni Hogi To Hamen stop loss or take profit Jarur Lagana Hoga aur uske bad hi apni trade open Karni Hogi Jab Ham stop loss or take profit laga kar apni trade ko open Karenge To Hamen Apne kam Mein profit ho sakta hai
              • #8 Collapse

                Re: Stop loss and Take profit in Forex market???

                stop loss or take profit donu he boht kam k tools hen agar hum apne loss ki limit krna chahty hen to humen stop loss use krna chahye or kisi specific market price par apni trade profit me close krna chahty hen to take profit tool apply krna chahye. basically ye donu tools kisi khaas market price jo hum khud set karen us par hamari trade close kr deta hai ab agar us price par hum profit me hen to ye take profit ho ga or agar loss me hen to stop loss hoga. ye zaruri tools hen q k ek to hum 24 hours market ko attend nahi kr skty second insan khud act krne me soch [ar jata hai jb k ye tools auto act kr dety hen.
                • #9 Collapse

                  Re: Stop loss and Take profit in Forex market???

                  Forex trading men stop loss r take profit ko bahot ziada ahmiat hasil ha stop loss laganay sa ap bohat ziada nuqsan sa bach saktay r tak profit laganay sa ap bahot Kuch earn kr Saktay hen lehaza jb bi trading krni ho to stop loss r take profit lga k tarding kren is sa ap is men kamyab ho Saktay hen
                  • #10 Collapse

                    Re: Stop loss and Take profit in Forex market???

                    hamy trade lagany sy pahly is main stop loss or take profit ko laga lyna chahey stop loss hamary account ko wash hony sy bachta hai hamy is ko kabe be ignore nahe karna chahey hamy market ko achy sy learn kar ky kam kara chahey hum is man aik din main aik account main 24 ganty he kam kar sakty ha hamy is main aik time mia aik he pair yai currency mai trading or posting karne chahey
                    • #11 Collapse

                      Re: Stop loss and Take profit in Forex market???

                      forex aik best business hain hamy is mai stop loss ko or take profit ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama skay gy hum is mai bager balance account bana ka rbe kam kar sakty hain hum is mai part time be kam kra sakty hain hum is mai full timne be kam kar sakty hain hamy analysis ko learn kar ky use kar ky kam karna ho ga
                      • #12 Collapse

                        Re: Stop loss and Take profit in Forex market???

                        stop los or take profit in market maery kahayal main phely bhe is par main apny views de chuki hon 1 to masla ye ha ka asy toic bar bar reapt ho rahy han lakin khir stop loss safe trading akrny ka lye bahut he ahim hota ha or is ka sath ap na take profit ko bhe use karna hota ha is sa ap ki trading easy ho jati ha
                        • #13 Collapse

                          Re: Stop loss and Take profit in Forex market???

                          Trade karne ke liye yah donon tolls Golden tolls hai agar aap log dono ki madad per trade open karenge to yah aapke liye achcha nahin hoga main sab se yahi guzarish karunga ki TP aur SL ko lazmi use Kiya Karen yah donon aisi tools hai jo aapke account ko vah chhoda se bhi bachate hain aur aapka profit bhi automatically book hota hai mask use profit and SL
                          • #14 Collapse

                            Re: Stop loss and Take profit in Forex market???

                            bilkul sahe bat hay trading main stop loss or take profit ke bare ahmyat hay jo aap ke liye trading main bohat he fayda mand hay or aap ko trading main hone wale nukasan se bachate hoe market se barwaqat exit karte hay jis ke waja se aap ka account mahfooz rahta hay or aap acha munafa bhe hasil kar late hainto kanbhe bhe stop loss or take profit ko ignor na karain balke in ka istamal hamasha karte rahain take aap secure or munafa bakhsh tradin karte rahain
                            Thank you for your attention
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Stop loss and Take profit in Forex market???

                              dear Forex member Assalamu alaikum ummid hai aap sab khairiyat se honge aaj humne jis topic per baat karni hai vah stop loss and take profit ke bare mein their friend jab tak ham in sab ko use Nahin karenge ham kabhi bhi profit ki taraf Nahin ja sakte Agar ham stop-loss ko use karte hain To ham kam se kam last ko face karenge isliye ham sab ko in SAB par focus karna hoga taki ham apna kaun se fakir aur jyada se jyada trading Karen aur jyada se jyada Nahin Hasil Karen fax

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X