Aslam o Alakum
Dear forex members jab ham gold pair ki baat karte hain to jo trader bhi is baat ko sunta hai to us ke dil main our zehn main ye khayal atta hai ke big profit ya phir big loss our is ke sath sath un ke zehn main ye bhi atta hai ke is par trade open karne ke lye bada jigra our big capital hona chahye tab hi is pair ke qareeb jana chahye warna is gold pair se door hi rehna chahye our gold ek esa pair hai jis ne bhot zyada traders ko forex business main trading karna chorwa dia hai kyun ke un ke account gold ki movement ke age bebas ho jate hain lekin ham yahan baat kar rhe hain ke gold kab fast movement karta hai to main ne gold pair ke chart ki abhi new pic ap se share kar rha hon jis main main ne monthly candle use ki hai Is picture main dekh sakte hain ke jab bhi Market main is qisam ki candles bani hain to market ka trend change howa hai jin ko main ne ap ko asani se samajhne ke lye fellow color se wazeh kar dia hai to dear members agar ap big change marke main analyse kar rhe hain to is ke lye ap ko market ke big candles ko use karna chahye take ap market ke trend ko wazeh kar sakian isi tarhan agar one week ya phir 1 se 3 din tak market buy karti hai to ap ye nhi dekh sakte ke market ka trend badal gia hai lekin hamain market ke trend ko dekhne ke lye our khas kar gold ke trend ki dekhne ke lye weekly our monthly candles par inhisar karna hoga tab hi ham market ke trend ko samajh sakte hain warna in ko samajhna bhot zyada mushkil hota hai
Dear members agar dekh sakte hain ke gold ka jab bhi trend change howa hai to us ke sath market main bhot zyada fast movement ko dekha gia hai to is cheez ko ap ne kabhi bhi ignor nhi karna kyun ke isi base par apne trading karni hai jis se ap ko profit ya loss hona hai is lye hamesha apne strong analyses par apne focus rakhna hai warna ap account wash ka samna kar sakte hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим