Jo log stop loss ko ignore kartay hen unn ka account jaldi wash ho jata hey
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jo log stop loss ko ignore kartay hen unn ka account jaldi wash ho jata hey
    Dear friends forex trading men stop loss hamaray account ko safe aur secure rakhta hey kiun k iss men hum loss ki limit ko kam kar saktay hen aur jo log trade lagatay waqt stop loss ko ignore kartay hen unn ko bara loss ho jata hey aur account bhi wash ho jata hey iss liay koshish karen k stop loss ko zaroor manage karen tu safe trading hoti hey aur account bhi safe rahta hey
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jo log stop loss ko ignore kartay hen unn ka account jaldi wash ho jata hey

    Nahen aisai bat nahen hai ager ap ko money management ko ignore kartay hain tab ap ko loss ko face karna hota hai or ap kay pass ager investment bhi kam hai tab bhi ap ko loss ko face karna parta hai kyon kay market main trade karnay kay lea ap kay pass achi investment honi chaye.
    • #3 Collapse

      Re: Jo log stop loss ko ignore kartay hen unn ka account jaldi wash ho jata hey

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Switithe پيغام ديکھيے
      Nahen aisai bat nahen hai ager ap ko money management ko ignore kartay hain tab ap ko loss ko face karna hota hai or ap kay pass ager investment bhi kam hai tab bhi ap ko loss ko face karna parta hai kyon kay market main trade karnay kay lea ap kay pass achi investment honi chaye.
      Bilkul hamain stop loss ke ahmyat ko samajhna cjahye or bare nukasan se bachna chahye
      • #4 Collapse

        Re: Jo log stop loss ko ignore kartay hen unn ka account jaldi wash ho jata hey

        Assalam o alaikum dear friend umeed karta hun k ap khairiyat say houn gay jaisa k ap nay kaha k stop loss ko jo log ignore kartay hain un ka account wash honay ka ziada chancce hota hai to ap ki baat bilkil darust hai some time trade laga daitay baaz okat ap ko time nahi milta dobara trade open karnay ka ya phr baat okan net peoblem bn jata hai to us main agar stop loss nah laga ho aur apka balance limit e ceed kar jah to ap ka account wash honay ka zoada chance hota hai
        • #5 Collapse

          Re: Jo log stop loss ko ignore kartay hen unn ka account jaldi wash ho jata hey

          Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men stop loss ko use kar k loss ko kam kar saktay hen lekin koshish karen k apnay balance k hisab se stop loss ki limit ko set karen ta bahd men aasani se loss ko recover bhi kar saken iss liay stop loss ko zaroor manage karen ta k account ko safe rakh saken
          • #6 Collapse

            Re: Jo log stop loss ko ignore kartay hen unn ka account jaldi wash ho jata hey

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Daari shah پيغام ديکھيے
            Dear friends forex trading men stop loss hamaray account ko safe aur secure rakhta hey kiun k iss men hum loss ki limit ko kam kar saktay hen aur jo log trade lagatay waqt stop loss ko ignore kartay hen unn ko bara loss ho jata hey aur account bhi wash ho jata hey iss liay koshish karen k stop loss ko zaroor manage karen tu safe trading hoti hey aur account bhi safe rahta hey
            You are rigjt forex market me kam karte wawt kabi be stop loss ko nahi bulna chaya ager stop loss nahi lagae ge to apni account ko wash kare ge aur account ko dubara recover kar i ke lya zayada mehnet karni ho ge
            • #7 Collapse

              Re: Jo log stop loss ko ignore kartay hen unn ka account jaldi wash ho jata hey

              humari sab say bari galti haoti gai jb hum trading main stop loss ka option istamal nae karty or hum juldbazi main trading open kar dyty hain to humain great loss ki surat main samna hota hai is tarha juld hi humara account wash ho jata hai.
              • #8 Collapse

                Re: Jo log stop loss ko ignore kartay hen unn ka account jaldi wash ho jata hey

                Assalamu alaikum forex members.. forex trading mein stop loss aik bhut important gadget hay. But Ham mein se aksar traders isko ignore kar dete Hain jab ke aisa nahin karna chahie. Dear members agar aapko hundred percent bhi profit a raha ho tab bhi aap stop loss lazmi lagaen kyunki market ki breakout ka pata nahin chalta aur vah kisi bhi point per break out karke aapke account ko wash Kar degi. Kabhi bhi overconfident hokar trading na Kiya Karen hamesha mind set present rukh kar trading Karen aap ne trading jab bhi karni hai to safe and sound rehkar hi karni hai agar aap stop loss lagakar trading karenge to aap safe rahenge. Take profit nahin lagate tu Na lagaen magar stop-loss lazmi lagaen
                • #9 Collapse

                  Re: Jo log stop loss ko ignore kartay hen unn ka account jaldi wash ho jata hey

                  Yes dear member aapane bilkul theek Kahan Hai Jab Ham stop-loss Ko ignore Karte Hain To Hamara account wash bhi ho sakta hai Hamen Jitna profit chahie hota hai utna profit lene ke bad Hamen stop-loss Jarur Lagana chahie Taki Hamara account washna Ho.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jo log stop loss ko ignore kartay hen unn ka account jaldi wash ho jata hey

                    Ge dear pyary forexer stop loss ki ahmiat bht zyada hai ye hamary account ko safe rakhta hai Kisi be loss SE or khaas tor per hamy stop loss ko tab nazar andaz nhi krna chye in market tez ho tez market main apki prices bht high chali jati hai Jo ke apka account instantly wash kerny Ka zariye Banti ha Kisi liye speedy market ki management ke Lia ap buying and selling trends ko Dekh Ker follow kary inshAllah apkay account mein barkat hogi bas Sabar SE kaam karey jald bazi mein banay huay kamo ko khrab na kary
                    "Ham Kabhi nhi hartay ya ham jeet tay hai ya seekhty hai".
                    • #11 Collapse

                      Re: Jo log stop loss ko ignore kartay hen unn ka account jaldi wash ho jata hey

                      hamy aik time table bana kra kam karmna ho ag um is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum gar mai bat kar is mai kam mkar sakty hain hamy market ke movement ko samj kar is mai kam kar sakty hain hum is mai postimng kar sakty hain hum is mai agra lalachi ban ky kam karty hain to hamy loss hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Aliyar پيغام ديکھيے
                        hamy aik time table bana kra kam karmna ho ag um is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum gar mai bat kar is mai kam mkar sakty hain hamy market ke movement ko samj kar is mai kam kar sakty hain hum is mai postimng kar sakty hain hum is mai agra lalachi ban ky kam karty hain to hamy loss hain
                        Dear jab ap apni trade mai stop loss use karty hain tu ap ko us ki values judgement ki base pay lagaty hain tu ap ko loss hota hai. ap ko loss sy bachny kay leye zarori hai kay ap lalach tab karty hain jab ap analysis nahi karty hain phir ap ko loss hota hai. Ap apni trade ko behtar karny kay leye zarori hai kay ap apni trade mai proper analysis karain or us ki base pay ap apni trade laga sakty hain or stop loss ko use kar kay faida hasil kar sakty hain.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X